parveen shakir poetry in urdu best 30 sher

read Parveen shakir poetry in urdu two lines.

zindagi main bhi ye hunar azmana chaiye

jang kisi apny say ho tu haar jana chahiye

زندگی میں یہ ہنر بھی آزمانا چاہیے

جنگ کسی اپنے سے ہو تو ہار جانا چاہیے

dil ka kiya ha wo tu chahy ga - parveen shakir poetry in urdu - besturdupoetry.pk
dil ka kiya ha wo tu chahy ga – parveen shakir poetry in urdu – besturdupoetry.pk

dil ka kiya ha wo tu chahy ga musalsil milna

vo sitamgar bhi magar sochy kisi pal milna

دل کا کیا ہے وہ تو چاہے گا مسلسل ملنا

وہ ستم گر بھی مگر سوچے کسی پل ملنا

ye kab kehti hoon tum mery galy - parveen shakir - besturdupoetry.pk
ye kab kehti hoon tum mery galy –

ye kab kehti hoon tum mery galy ka haar ho jao

wahin se laut jana tum jahan bezar ho jao

یہ کب کہتی ہوں تم میرے گلے کا ہار ہو جاو

وہیں سے لوٹ جانا تم جہاں بیزار ہو جاو

wo tu khushboo ha - parveen shakir - besturdupoetry.pk
wo tu khushboo ha

wo tu khushboo ha hawaon main bikhar jay ga

masla phool ka hay phool kidhar jay ga

وہ تو خوشبو ہے ہواوں میں بکھر جائے گا

مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا

main phool chunti rahi aur mujhy khabar na hui
main phool chunti rahi aur mujhy khabar na hui

میں پھول چنتی رہی اور مجھے خبر نہ ہوئی

وہ شخص آ کے مرے شہر سے چلا بھی گیا

main phool chunti rahi aur mujhy khabar na hui

wo shakhs aa kay mery shehr say chala bhi giya

parveen shakir poetry in urdu

ik name kiya likha tera sahil ki rait per - parveen shakir poetry in urdu - besturdupoetry.pk
ik name kiya likha tera sahil ki rait per – parveen shakir poetry in urdu – besturdupoetry.pk

اک نام کیا لکھاترا ساحل کی ریت پر

پھر عمر بھرہوا سے میری دشمنی رہی

ik name kiya likha tera sahil ki rait per

phir umer bhar hawa say meri dushmani rahi

wo apni aik zaat main kul kainat tha
wo apni aik zaat main kul kainat tha

وہ اپنی ایک ذات میں کُل کائنات تھا

دنیا کے ہر فریب سے ملوا دیا مجھے

wo apni aik zaat main kul kainat tha

duniya kay har faraib say milwa diya mujhay

mausam ka azab chal raha hay
mausam ka azab chal raha hay

موسم کا  عذاب چل رہا ہے 

بارش میں گلاب جل رہا ہے

mausam ka azab chal raha hay

barish main gulab jal raha hay

larkiyon ke dukh ajab hote hain sukh is se ajab
larkiyon ke dukh ajab hote hain sukh is se ajab

لڑکیوں کے دکھ عجب ہوتے ہیں سکھ اِس سے عجب

ہنس رہی ہیں اور کاجل بھیگتا ہے ساتھ ساتھ

larkiyon ke dukh ajab hote hain sukh is se ajab

hans rahi han aur kajal bheegta ha sath sath

talash kar meri kami ko apnay dil main
talash kar meri kami ko apnay dil main

تلاش کر میری کمی کو اپنے دل میں

درد ہو تو سمجھ لینا ، رشتہ اب بھی باقی ہے

talash kar meri kami ko apnay dil main

dard ho tu samajh lena— rishta ab bhi baqi hay

پروین شاکر شاعری

jab say parwaz kay
jab say parwaz kay

جب سے پرواز کے شریک ملے

گھر بنانے کی آرزو ہے بہت

jab say parwaz kay sharik milay

ghar banany ki aarzo hay buhat

tualkat key barzikh main hi rakha mujh ko
tualkat key barzikh main hi rakha mujh ko

تعلقات کے برزخ میں ہی رکھا مجھ کو

وہ میرے حق میں نہ تھا اور خلاف بھی نہ تھا

tualkat key barzikh main hi rakha mujh ko

vo mary hak main na tha aur khilaf bhi na tha

kitni masoom khwahish hay iss dewani larki ki
kitni masoom khwahish hay iss dewani larki ki

کتنی معصوم خواہش ہے اس دیوانی لڑکی کی

چاہتی ہے محبت بھی کرے اور  خوش بھی رہے

kitni masoom khwahish hay iss dewani larki ki

chahati hay muhabbat bhi kary aur khush bhi rahay

main apni dosti ko shehr main ruswa nahi karti -parveen shakir poetry in urdu
main apni dosti ko shehr main ruswa nahi karti

میں اپنی دوستی کو شہر میں رسوا نہیں کرتی

محبت میں بھی کرتی ہوں مگر چرچا نہیں کرتی

main apni dosti ko shehr main ruswa nahi karti

muhabbat main bhi karti hoon magar charcha nahi karti

meri talab tha ik shakhs wo jo mahi mila tu phir
meri talab tha ik shakhs wo jo mahi mila tu phir

میری طلب تھا اک شخص، وہ جو نہیں ملا تو پھر 

ہاتھ دعا سے یوں گرا، بھول گیا سوال بھی

meri talab tha ik shakhs wo jo mahi mila tu phir

haath dua say youn gira bhool giya sawal bhi

thak gia hay dil e vehshi mera
thak gia hay dil e vehshi mera

تھک گیا ہے دلِ وحشی میرا فریاد سے بھی

جی بہلتا نہیں اے دوست تیری یاد سے بھی

thak gia hay dil e vehshi mera faryad say bhi

jee behalta nahi aye dost teri yaad say bhi

jo badalon say bhi mujh ko chupaye rakhta tha
jo badalon say bhi mujh ko chupaye rakhta tha

جو بادلوں سے بھی مجھ کو چھپائے رکھتا تھا

بڑھی ہے دھوپ تو بے سائبان چھوڑ گیا

jo badalon say bhi mujh ko chupaye rakhta tha

barrhi hay dhoop tu bay saiban chorr giya

parveen shakir famous poetry

yaad kar kay mujhay nam ho gai hoon gi palkain
yaad kar kay mujhay nam ho gai hoon gi palkain

یاد کر کے مجھے نم ہو گئی ہوں گی پلکیں

آنکھ میں پڑ گیا کچھ کہہ کر یہ ٹالا ہو گا

yaad kar kay mujhay nam ho gai hoon gi palkain

aank main parr gia kuch — keh kay yeh tala ho ga

kaal raat jo endhan kay liye kat kay gira hai - parveen shakir poetry in urdu - besturdupoetry.pk
kaal raat jo endhan kay liye kat kay gira hai

کل رات جو ایندھن کے لئے کَٹ کے گِرا ہے

چڑیوں کو بہت پیار تھا اس بُوڑھے شجر سے

kaal raat jo endhan kay liye kat kay gira hai

chirriyun ko buhat piyar tha uss bhorray shajar say

sab say nazar bacha kay wo mujh ko kuch aisay dekhta
sab say nazar bacha kay wo mujh ko kuch aisay dekhta

سَب سے نظر بچا کے وہ مُجھ کو کُچھ ایسے دیکھتا

ایک دفعہ تو رُک گئی، گردش ماہ و سال بھی

sab say nazar bacha kay wo mujh ko kuch aisay dekhta

aik dafa tu ruk gai gardish mah-o-saal bhi

iss dil main shauq e deed ziyada hi ho giya
iss dil main shauq e deed ziyada hi ho giya

اِس دِل میں شوقِ دید زیادہ ہی ہو گیا

اُس آنکھ میں میرے لئے اَنکار جب سے ہے

iss dil main shauq e deed ziyada hi ho giya

us ankh main meray ;iye inkar jab say hai

husn kay samajhnay ko umer chahiye janan
husn kay samajhnay ko umer chahiye janan

حُسن کے سمجھنے کو عُمر چاہیے جاناں

دو گھڑی کی چاہت میں لڑکیاں نہیں کھلتیں

husn kay samajhnay ko umer chahiye janan

do gharri ki chahat main larrkiyan nahi khiltin

ab tu iss rah say wo shakhs guzarta bhi nahi
ab tu iss rah say wo shakhs guzarta bhi nahi

اب تو اس راہ سے وہ شخص گزرتا بھی نہیں

اب کس اُمید پہ دروازے سے جھانکے کوئی

ab tu iss rah say wo shakhs guzarta bhi nahi

ab kis umeed pay derwazy say jhanky koi

بس یہ ہُوا کہ اس نے تکلیف سے بات کی

اور ہم نے روتے روتے دوپٹے بھگو لئے

bas yeh huwa keh us nay takleef say baat ki

aur ham nay rotay rotay dupatay bhigo liye

دروازہ جو کھولا تو نظر آئے کھڑے وہ

حیرت ہے مُجھے آج کِدھر بھول پڑے وہ

darwaza jo khola tu nazar aye kharry wo

hairat hai mujhy aaj kidhar bhool parry wo

شب کی تنہاٸ میں اب تو کثر

گٌفتگو تٌجھ سے رہا کرتی ہے

shab ki tanhai main ab tu aksar

guftgu tujh say raha karti hai

parveen shakir poetry in urdu two lines

یہ دنیا ایک دھوکا ہے

یہاں اپنوں کو ہی اپنا بنانے میں سالوں گزرجاتے ہیں

yeh dunia aik dohka hai

yahain appno ko hi appna bnany main salo gzr jaty hain

میں سچ کہوں گی مگر پھر بھی ہار جاٶں گی

وہ جھوٹ بولے گا اور لاجواب کر دے گا

main sach kahun gi magar phir bhi haar jaon gi

wo jhoot boly ga aur lajawab kar daay ga

وہ مٌجھ کو چھوڑ کے جس آدمی کے پاس گیا

برابری کا بھی ہوتا تو صبر آجاتا

wo mujh ko chorr kay jis aadmi kay pass giya

barabri ka bhi hota tu sabr aa jata

ظٌلم سہنا بھی تو ظالم کی حمایت ٹھہرا

خامشی بھی تو ہوٸ پٌشت پناہی کی طرح

zulm sehna bhi tu zalim ki hamayat tehra

kjamoshi bhi tu hui pusht panahi ki tarah

تو بدلتا ہے تو بے ساختہ میری آنکھیں

اپنے ہاتھوں کی لکیروں سے اٌلجھ جاتی ہیں

tu badalta hai tu bay sakhta meri aankhen

apny hathon ki lakeeron say ulajh jati hain

کٌچھ تو ہوا بھی سرد تھی کچھ تھا تیرا خیال بھی

دِل کو خوشی کے ساتھ ساتھ ہوتا رہا ملال بھی

kuch tu hawa bhi sard thi kuch tha tera khiyal bhi

dil ko khushi kay sath sath hota raha malal bhi

میں اس کی دسترس میں ہوں مگر وہ

مٌجھے میری رضا سے مانگتا ہے

main us ki dastras main hoon magar vo

mujhy meri raza say mangta hai

read more

Special thanks for free image download

https://unsplash.com/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top