poetrysad poetryاداس شاعری

sad poetry in urdu udas poetry 25 sher

Sad poetry in Urdu is a popular form of literature in Pakistan and India. It is known for its emotional and melancholic themes, often expressing feelings of love, loss, and longing. Some famous Urdu poets who have written sad poetry include Mirza Ghalib, Faiz Ahmed Faiz, and Allama Iqbal. Their poetry is considered some of the most beautiful and moving in the Urdu language. In this blog you can read some amazing sher about this topic.

ہم نے چرچا بہت سنا تھا تیری سخاوت کا

کیا معلو م تھا تم درد بھی دل کھول کر دیتے ہو

ham nay charcha buhat suna tha teri sakhawat ka

kiya maloom tha tum dard bhi dil khol kay dety ho

دل تو میرا اداس ہے ناصؔر

شہر کیوں سائیں سائیں کرتا ہے

dil tu mera udas hai
dil tu mera udas hai

dil tu mera udas hai nasir

shehar kiyun sain sain karta hai

wo younhi mujh say juda tu nahi huwa shafaq - sad poetry in urdu - besturdupoetry.pk
wo younhi mujh say juda tu nahi huwa shafaq –

وہ یونہی مُجھ سے جُدا تو نہیں ہُوا شفقؔ

کِسی نے عرصہ لگایا ہے اِسے مُجھ سے بدگُماں کرتے ہوئے

wo younhi mujh say juda tu nahi huwa shafaq

kisi nay arsa lagaya hai ussay mujh say badguman karty huway

wo naraz bhi nahi hai aur baat bhi nahi karta - 2 lines sad poetry in urdu

وہ ناراض بھی نہیں ہے اور بات بھی نہیں کرتا

مُجھ پہ اِک نظر کی خیرات بھی نہیں کرتا

wo naraz bhi nahi hai aur baat bhi nahi karta

mujh pay ik nazar ki khairat bhi nahi karta

mera khamosh reh kar bhi inhain sab kuch suna dena
mera khamosh reh kar bhi inhain sab kuch suna dena

مرا خاموش رہ کر بھی انہیں سب کُچھ سُنا دینا

زُباں سے کُچھ نہ کہنا دیکھ کر آنسو بہا دینا

mera khamosh reh kar bhi inhain sab kuch suna dena

zuban say kuch na kehna dekh kar anso baha dena

baarson chalay qateel zamanay kay sath ham
baarson chalay qateel zamanay kay sath ham

برسوں چلے قتیلؔ زمانے کی ساتھ ہم

واقف نہ ہوئے پھر بھی زمانے کی چال سے

baarson chalay qateel zamanay kay sath ham

waqif na huway phir bhi zamanay ki chal say

sham hotay hi charaghon ko bujha deta hoon - urdu shayari in urdu text
sham hotay hi charaghon ko bujha deta hoon – urdu shayari in urdu text

شام ہوتے ہی چراغوں کو بُجھا دیتا ہوں

اک دل ہی کافی ہے تیری یاد میں جلنے کے لئے

sham hotay hi charaghon ko bujha deta hoon

ik dil hi kafi hai teri yaad main jalnay kay liye

main nahi koi tu sahil pay utar jaye ga - urdu shayari in urdu text
main nahi koi tu sahil pay utar jaye ga

ڈوبتے ڈوبتے کشتی کو اُچھالا دے دوں

میں نہیں کوئی تو ساحل پہ اتر جائے گا

dobatay dobaty kashti ko uchala day doon

main nahi koi tu sahil pay utar jaye ga

ajeeb qehat-e-masihai hai kay ab yahan - udas poetry in urdu
ajeeb qehat-e-masihai hai kay ab yahan – udas poetry

عجیب قحطِ مسیحائی ہے کہ اَب یہاں

اپنے بھی اپنوں کو چھوئیں گےتو مَر جائیں گے

ajeeb qehat-e-masihai hai kay ab yahan

apnay bhi apnoon ko choain gain tu mar jain gaiy

sad poetry in urdu

تو نے رُلا کے َکھ دِیا اے زندگی

جا کے پوچھ میری ماں سے کِتنے لاڈلے تھے ہم

tu nay rulla kay rakh diya aye zindagi

ja kay puch meri maan say kitnay ladlay tahy haam

jab ghazal mir ki parrta hai parosi mera - sad poetry in urdu

جب غزل میرؔ کی پڑھتا ہے پڑوسی میرا

اِک نمی سِی میری دیوار میں آ جاتی ہے

jab ghazal mir ki parrta hai parosi mera

ik nami si meri dewar main aa jati hai

ghairon ko kiya parri keh ruswa karain hamain - sadest poetry in urdu
ghairon ko kiya parri keh ruswa karain

غیروں کو کیا پڑی کہ رُسوا کریں ہمیں

ان سازشوں میں ہاتھ کِسی آشنا کا تھا

ghairon ko kiya parri keh ruswa karain hamain

inn sazishon main hath kisi ashna ka tha

kamal-e-zat ko khud bhi tu aazmaon gi
kamal-e-zat ko khud bhi tu aazmaon gi

کمالِ ضبط کو خود بھی تو آزمائوں گی

میں اپنے ہاتھ سے اس کی دُلہن سجاوں گی

kamal-e-zat ko khud bhi tu aazmaon gi

main apnay hath say us ki dulhan sajaon gi

muhabbat karnay walay kam na hoon gaiy - sad poetry in urdu
muhabbat karnay walay kam na hoon gaiy

محبت کرنے والے کم نہ ہوں گے

تیری محفل میں لیکن ہم نہ ہوں گے

muhabbat karnay walay kam na hoon gaiy

teri mehfil main lekin hamm na hoon gaiy

tum hathon ko bekar ki zehmat say bacha lo
tum hathon ko bekar ki zehmat say bacha lo

تُم ہاتھوں کو بےکار کی زحمت سے بچا لو

دستک کا جواب آتا نہیں خالی مکان سے

tum hathon ko bekar ki zehmat say bacha lo

dastak ka jawab aata nahi khali makan say

phirr kahain bhi pannah nahi milti
phirr kahain bhi pannah nahi milti

پھر کہیں بھی پناہ نہیں مِلتی

مُحبت جب بے پناہ ہو جائے

phirr kahain bhi pannah nahi milti

muhabbat jab be-panah ho jaye

kaisay aik lafz main biyan karon
kaisay aik lafz main biyan karon

کیسے ایک لفظ میں بیان کروں

دِل کو کِس بات نے اُداس کِیا

kaisay aik lafz main biyan karon

dil ko kis baat nay udas kiya

kuch yaad kar kay ankh say anso nikal parray - 2 lines sad poetry in urdu
kuch yaad kar kay ankh say anso nikal parray

کچھ یاد کر کے آنکھ سے آنسو نِکل پڑے

مُدّت کے بعد گُزرے جو اُس کی گلی سے ہم

kuch yaad kar kay ankh say anso nikal parray

muddat kay baad guzray jo us ki gali say ham

udas poetry in urdu

udasi aur mayousi bhati ik sham aaye gi
udasi aur mayousi bhati ik sham aaye gi

اُداسی اور مایوسی بھری اِک شام آئے گی

میری تصویر رکھ لینا ، تُمھارے کام آئے گی

udasi aur mayousi bhati ik sham aaye gi

meri tasveer rakh lena tumharay kam aaye gi

acha huwa mar giya , aksar udas rehta tha
acha huwa mar giya , aksar udas rehta tha

اعلانِ مرگ ہُوا تو اُس نے بھی کہا مُحسنؔ

اچھا ہُوا مَر گیا ، اکثر اُداس رہتا تھا

elan e marg huwa tu us nay bhi kaha muhsin

acha huwa mar giya , aksar udas rehta tha

kisi nay dhool kiya ankhon main jhonki
kisi nay dhool kiya ankhon main jhonki

کِسی نے دھول کیا آنکھوں میں جھونکی

میں اب پہلے سے بہتر دیکھتا ہوں

kisi nay dhool kiya ankhon main jhonki

main ab pehlay say behter dekhta hoon

aaj likhnay ko kuch nahi baqi - sad poetry in urdu
aaj likhnay ko kuch nahi baqi

آج لکھنے کو کچھ نہیں باقی

بس اتنا سمجھو دِل اُداس ہے

aaj likhnay ko kuch nahi baqi

bas itna samjho dil udas hai

urdu poetry written sms

bas aik dard tha jo har tarha muyassar tha
meray bakht main likha huwa sahulat say

ہمارے بخّت میں لِکھا ہُوا سہولت سے

بس ایک درد تھا جو ہر طرح مُیسّر تھا

meray bakht main likha huwa sahulat say

bas aik dard tha jo har tarha muyassar tha

phir youn huwa keh ham nay rawaye samjh liye
phir youn huwa keh ham nay rawaye samjh liye

پھر یوں ہوا کہ ہم نے رویے سمجھ لیے

بعد اس کے پھر کسی سے شکایت نہیں رہی

phir youn huwa keh ham nay rawaye samjh liye

baad iss kay phir kisi say shikayat nahi rahi

dukhi poetry in urdu

read dukhi poetry.

وہی ہیں آبلے وہی جلن، کوئی سوزِ دل میں کمی نہیں

wahi hain aablay wahi jalan , koi soz e dil main kami nahi
wahi hain aablay wahi jalan , koi soz e dil main kami nahi

جو آگ لگا گئے ہو تم ،وہ لگی ہویئ ہے بجھی نہیں

wahi hain aablay wahi jalan , koi soz e dil main kami nahi

jo aag laga gaye ho tum wo lagi hui hai bhujhi nahi

ختم اپنا درد کر جاؤں

جی میں آتا ہے آج مَر جاؤں

khatam apna dard kar jaon
khatam apna dard kar jaon

khatam apna dard kar jaon

ji main aata hai aaj marr jaon

Aur phir chorr giya wo jo kaha karta tha
Aur phir chorr giya wo jo kaha karta tha

اور پھر چھوڑ گیا وہ جو کہا کرتا تھا

کون کمبخت تٌجھے چھوڑ کے جا سکتا ہے

Aur phir chorr giya wo jo kaha karta tha

kon kambakht tujhy chorr kay ja sakta hai

urdu poetry in urdu text

read sad poetry sms in urdu 2 lines text messages

charr luqmay hi tu torry thay

چار لٌقمے ہی تو توڑے تھے

میرا بچپن ہی کھاگیا آٹا

charr luqmay hi tu torry thay

mera bachpan hi kha giya aata

dard deti hai teri khamoshi
dard deti hai teri khamoshi

درد دیتی ہے تیری خاموشی

مار دیتا ہے تیرا یوں بے خبر رہنا

dard deti hai teri khamoshi

marr deta hai tera youn baykhabar rehna

muhabbat main ik waqt aisa bhi dil par guzarta hai

مٌحبّت میں اِک وقت ایسا بھی دِل پر گٌزرتا ہے

کہ آنسو خٌشک ہو جاتے ہیں طغیانی نہیں جاتی

muhabbat main ik waqt aisa bhi dil par guzarta hai

keh aansu khusk ho jaatay hain tughyani nahi jati

تٌو مٌجھے اپنے پاس ہی رکھ لے

مٌجھ سے رٌخصت نہیں ہٌوا جاتا

tu mujhy apny pass hi rakh lay

mujh say rukhsat nahi huwa jata

پھر کوئی دُکھ دے گا تیار رہ اے دل

کُچھ لوگ پیش آرہے ہیں بہت پیار سے

phir koi dukh day ga tayyar reh aye dil

kuch log pesh aa rahy hain buhat piyar say

urdu ghamgeen poetry

دِل کا عالم تو ابھی آپ نے دیکھا ہی نہیں

صِرف چہرے کی اٌداسی سے بھر آۓ آنسو

dil ka aalam tu abhi aap nay dekha hi nahi

sirf chehray ki udasi say bhar aaye ansu

آج پھر یاد تٌم آگۓ ہو

آج پھر تکلیف حد سے زیادہ ہے

aaj phir yaad tum aa gaye ho

aaj phir takleef haad say ziyada ha

لذّتِ غم بڑھا دیجیے، پھر آپ مٌسکرا دیجیے

میرا دامن بہت صاف ہے، کوٸ تہمت لگا دیجیے

lazzat e gham barrha dejye, phir aap muskura dejye

mera daman buhat saaf hai, koi tuhmat laga dejye

ہم بھی گویا کسی ساز کی مانند تھے

چوٹ کھاتے گۓ اور گٌنگٌناتے گۓ

ham bhi goya kisi saaz ki manand thay

chott khatay gaye aur gungunatay gaye

سٌنو اِک راز کی بات بتاٶں

جہاں تٌم نہیں ہوتے وہاں ہر شے اٌداس ہوتی ہے

suno ik raaz ki baat bataon

jahan tum nahi hotay wahan har shay udas hoti hai

تمنّا وہ تمنّا ہے جو دِل کی دِل میں رہ جاۓ

جو مر کر بھی نہ پوری ہو اسے ارمان کہتے ہیں

tamana wo tamana hai jo dil ki dil main reh jaye

jo mar kar bhi na puri ho usay arman kehtay hain

تیری مانند تیری یاد بھی ظالم نِکلی

جب بھی آٸ دِل دٌکھانے ہی آٸ

teri manand teri yaad bhi zalim nikli

jab bhi aai dil dukhanay hi aai

ایک بھی کام کی نہیں نکلی

ہاتھ بھرا ہٌوا ہے لکیروں سے

اردو غمگین شاعری

مٌدّتیں ہو گٸ ہیں حِساب کیے

کیا پتہ کِتنے رہ گۓ ہیں ہم

muddatain ho gai hain hisab kiye

kiya pata kitnay reh gaye hain hum

تٌمہارے بعد کا موسم کبھی نہیں بدلا

تٌمھارے بعد رہی مسٌتقل خزاں جاناں

tumhary baad ka mausam kabhi nahi badla

tumhary baad rahi mustaqil kazan janan

غیروں کی نفرتوں کا گِلہ ہم نے کب کیا

اپنوں کی شفقتوں کے سِتاۓ ہٌوے ہیں ہم

gharon ki nafraton ka gila ham nay kab kiya

apno ki shafqaton kay sitaye huwy haan ham

”ع“ کے بعد ”غ“ لازمی ہے صاحب

عشق ہو اور غم نہ ہو ، ناممکن ہے

ain kay baad ghain lazmi ha sahib

ishq ho aur gham na ho namumkin hai

خاک ڈالو میرے مقدر پر

میں نے پتھر سے دِل لگایا تھا

khak dalo mery muqader par

main nay pather say dil lagaya tha

مٌجھ سے بے وفاٸ کی حدّ پوچھتے ہو

وہ مٌجھ سے عشق سیکھتا رہا کِسی اور کے لیے

mujh say baywafai ki hadd puchtay ho

wo mujh say ishq sikhta raha kisi aur kay liye

تو چھوڑ رہا ہے تو خطا اس میں تیری کیا

ہر شخص میرا ساتھ نبھا بھی نہیں سکتا

tu chor raha hai tu khata iss main teri kiya

har shakhs mera sath nibha bhi nahi sakta

ہم سا سیاہ نصیب بھی ہو گا کوٸ کہیں

اِک شخص ہم سے دِن کے اٌجالے میں کھو گیا

ham sa siyyah naseeb bhi ho ga koi kahin

ik shakhs ham say din kay ujally main kho giya

sad poetry in urdu

میری بربادیوں کے افسانے

میرے یاروں کے نام لیتے ہیں

meri barbadiyoun kay afsanay

mery yaron kay naam letay hain

مٌجھ کو دھوکا دِیا سہاروں نے

اب سہاروں سے بچ کے چلتا ہوں

mujh ko dhoka diya saharon nay

ab saharon say bach kay chalta hoon

پھر کِسی کے ساتھ نہیں جٌڑتے

وہ جو اندر سے ٹوٹ جاتے ہیں

phir kisi kay sath nahi jurrtay

wo jo ander say toot jatay hain

پھر یوں ہٌوا کہ کٹ گٸ تیرے بغیربھی

اٌجڑی ہٌوٸ لٌٹی ہٌوٸ ویران ذندگی

phir youn huwa keh kat gai tery bagher bhi

ujrri hui luti hui weran zindagi

وہ جا چٌکا ہے، مٌجھ کو بھی معلوم ہے لوگو

جس سمت وہ گیا ہے اٌدھر دیکھنے تو دو

wo ja chuka hai mujh ko bhi maloom hai logo

jis simat vo giya hai udher dekhnay tu do

خالی ہے دِل فقیر کے کشکول کی طرح

اِس شہرِ باوفا سے وفا کون لے گیا

khali hai dil faqeer kay kashkol ki tarah

iss sheher e ba-wafa say wafa kon lay giya

نہ جانے کون ساآسیب دِل میں بستا ہے

کہ جو بھی ٹھہرا وہ آخر مکان چھوڑ گیا

na jany kon sa aaseb dil main basta hay

keh jo bhi tehra vo aakhir makan chorr giya

کبھی خوش ہوۓ تو لکھیں گے

کیوں طبیعت اٌداس رہتی ہے

kabhi khush huwy tu likhain gaiy

kiyun tabiyat udas rehti hai

وہ میری شاموں کی رونق ہٌوا کرتا تھا

جو شخص اب بات بھی نہیں کرتا مٌجھ سے

vo meri shamon ki ronaq huwa karta tha

jo shakhs ab baat bhi nahi karta mujh say

بہت دن رہ لیے اس جسم میں اب یہ ارادہ ہے

یہ گھر خالی کریں اِس شہر کو ویران کریں

buhat din reh liye iss jism main ab yeh irada hai

yeh ghar khali karain iss sheher ko veran karain

میں نے اِک عٌمر لگاٸ ہے تباہ ہونے میں

اپنی حالت کو سنواروں گا تو مَر جاٶں گا

main nay ik umer lagai hai tabah hony main

apni halat ko sanvaron ga tu mar jaon ga

ایسے ایسے صدمے جھیلے ہیں میں نے

خود کو زندہ دیکھ کے حیرت ہوتی ہے

aisy aisy sadmy jheely hain main nay

khud ko zinda dekh kay herat hoti hai

تاک میں دٌشمن بھی تھے اور پٌشت پر احباب بھی

تیر پہلا کِس نے مارا یہ کہانی پھر سہی

taak main dushman bhi thy aur pusht par ehbab bhi

teer pehla kis nay mara ye kahani phir sahi

اب تو قسمت ہی مِلا دے تو مِلا دے ورنہ

ہم تو بچھڑے ہیں آندھی میں پرندوں کی طرح

ab tu qismat hi mila day tu mila day verna

hum tu bicharry hain aandhi main parindon ki tarah

نہیں مِلا ہے کوئی آج تک تٌجھ سا مٌجھ کو

پھر یہ سِتم الگ ہے کہ مِلا تٌو بھی نہیں

nahi mila hai koi aaj tak tujh sa mujh ko

phir ye sitam alag hai keh mila tu bhi nahi

ایک شخص آیا تھا میرے حِصّے میں

پھر کوئی اور آ گیا اس کے حِصّے میں

aik shakhs aya tha mery hisy main

phir koi aur aa giya us kay hissay main

اپنے ہاتھوں کی لکیریں نہ بدل پائے ہم

خوش نصیبوں سے بہت ہاتھ مِلاۓ ہم نے

apnay hathon ki lakeerain na badal paye hum

khush naseebon say buhat hath milaye hum nay

Sad poetry in Urdu often explores themes of heartbreak, separation, loss, and the inevitability of death. The poets who specialize in this genre are known as “Shair-e-Gham,” or the poets of sorrow. They use a variety of poetic forms and techniques, including ghazals, nazms, and rubais, to convey their feelings of sadness and melancholy.

12 thoughts on “sad poetry in urdu udas poetry 25 sher

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge