poetryشاعری

muhabbat poetry in urdu best 20 sher

read muhabbat poetry in urdu.

بیمار مٌحبّت کو شِفا ہو گی طبیبّو

نٌسخے میں اگر شربتِ دیدار لِکھا ہو

beemar muhabbat ko shifa ho gi tabeebo

nuskhy main agar sharbat e deedar likha ho

laila kay bhi qissay hain majno bhi salamat hai
laila kay bhi qissay hain majno bhi salamat hai

لیلی کے بھی قِصّے ہیں مجنوں بھی سلامت ہے

مَر کے بھی نہیں مَرتے کردار مٌحبّت کے

laila kay bhi qissay hain majno bhi salamat hai

mar kay bhi nahi marty kirdar muhabbat kay

muhabbat bhi kiya balla hai janab
muhabbat bhi kiya balla hai janab

یہ مٌحبّت بھی کیا بَلا ہے جناب

ہر کوئی اس میں مبتلا ہے جناب

muhabbat bhi kiya balla hai janab

har koi iss main mubtala hai janab

tu kahani ka vo kirdar hai jis ki khatir
tu kahani ka vo kirdar hai jis ki khatir

تٌو کہانی کا وہ کردار ہے جس کی خاطر

لکھنے والا بھی مٌحبّت پہ اٌتر آتا ہے

tu kahani ka vo kirdar hai jis ki khatir

likhnay wala bhi muhabbat pay uttar aata hai

tham tham ky jalata hy mujhy soz e muhabt
tham tham ky jalata hy mujhy soz e muhabt

تھم تھم کے جلاتا ہے مٌجھے سوزِ مٌحبّت

گرآگ لگانی ہے تو اِک بار لگا دے

tham tham ky jalata hy mujhy soz e muhabt

gar aag lagani hai tu ik bar laga day

muhabbat poetry in urdu 2 lines

muhabbat karny waly bhi ajab khuddar hotay hain
muhabbat karny waly bhi ajab khuddar hotay hain

مٌحبّت کرنے والے بھی عجب خوددار ہوتے ہیں

جگر پر زخم لیں گے، زخم پر مرہم نہیں لیں گے

muhabbat karny waly bhi ajab khuddar hotay hain

jigar par zakhm lain gaiy zakhm par marham nahi laingaiy

محبّت میں اک ایسا وقت بھی دل پر گزرتا ہے

کہ آنسو خٌشک ہو جاتے ہیں طغیانی نہیں جاتی

muhabbat main ik aisa waqt bhi dil par guzarta hai

keh anso khushk ho jatay hain tughiyani nahi jati

تٌو کہانی کا وہ کردار ہے جس کی خاطر

لکھنے والا بھی مٌحبّت پہ اٌتر آتا ہے

tu kahani ka vo kirdar hai jis ki khatir

likhnay wala bhi muhabbat pay uttar aata hai

لوگ کہتے ہیں مٌحبت ایک بار ہوتی ہے

میں جب جب اٌسے دیکھتا ہوں مجھے بار بار ہوتی ہے

log kehtay hain muhabbat aik barr hoti hai

main jab jab usay dekhta hoon mujhy baar baar hoti hai

میرے اٌجڑنے کا سبب جب بھی کِسی نے پوچھا

میں صِرف اِتنا کہہ سکا ۔۔۔ مٌحبّت کی تھی

mery ujarrnay ka sabab jab bhi kisi nay pucha

main sirf itna keh saka muhabbat ki thi

محبت شاعری

مٌحبّت کا ڈرامہ نہ کیجیے

ہمت کیجیے نفرت ہی کیجیے

muhabbat ka drama na kejye

himat kejye nafrat hi kijye

ہے مٌحبت ہی حیات کی لذّت

ورنہ کٌچھ لذّتِ حیات نہیں

hai muhabbat hi hayat ki lazat

warna kuch lazat e hayat nahi

محبّت لباس نہیں جو روز بدلا جاۓ

مٌحبّت کفّن ہے جو پہن کر اٌتارا نہیں جاتا

muhabbat libas nahi jo roz badla jaye

muhabat kafan hai jo pehn kar utara nahi jata

فنّا ہونے کی اجازت نہیں لی جاتی

یہ مٌحبّت ہے جناب پوچھ کے نہیں کی جاتی

fana honay ki ijazat nahi li jati

ye muhabat hai janab puch kay nahi ki jati

یہ مٌحبّت بھی ایک نیکی ہے

اس کو دریا میں ڈال آتے ہیں

read more

thanx for free image download

https://depositphotos.com/

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge