77
/ 100
SEO Score
read dushmani poetry in urdu

tumhain tu dushmanon ki dushmani nay maar dala hai
mujhy dekho main apnay doston say zakhm khata hoon
sharam aati hai keh dushman kisy samjhain muhsin
dushmani kay bhi tu mayyar huwa karty hain
dosti jab kisi say ki jaye
doshmanon ki bhi raye li jaye
dushmani poetry in urdu
dushmano tum ko khauf kis ka hai
marr dalo mujhy keh main akela hun
nahi nahi ye khabar kisi dushman nay di ho gi
keh vo aaye, aa kay chaly gae, mily bhi nahi
usi nay dushmanon ko bakhabar rakha huwa hai
ye jis ko tu nay apna keh kay ghar rakha huwa hai
iss qadar piyar say na bola kar
dushmni ka guman hota hai
77
/ 100
SEO Score
nice