Allama IqbalAllama Iqbal poetryشاعری

Allama Iqbal poetry in urdu best 25 sher

Read best famous allama iqbal poetry in urdu. 9 november poetry. اقبال کی شاعری

Allama Iqbal is undoubtedly a famous poet in Pakistan, India, Bangladesh, and Iran. He is undoubtedly the national poet of Pakistan. His poetry in Pakistan is very well known and immortal. His great and unforgotten poetry is very famous in fact poetry of iqbal is extraordinarily. Here you can find best poetry of iqbal.

کھول آنکھ ، زمیں دیکھ،فلک دیکھ، فِضا دیکھ

مشرق سے نِکلتے ہوئے سورج کو ذرا دیکھ

khol ankh, zameen dekh, falak dekh fiza dekh

mashriq say nikalty huwy suraj ko zara dekh

mard e nadan per kalam narm o nazik by asar - allama iqbal urdu poetry
mard e nadan per kalam narm o nazik by asar – allama iqbal urdu poetry

پھُول کی پتی سے کٹ سکتا ہے ہیرے کا جِگر

مردِناداں پر کلام نرم و نازک بے اثر

phool ki patti se kat sakta hai heeray ka jigar

mard e nadan per kalam narm o nazik by asar

nahi hai na-umed - poetry of iqbal in urdu
nahi hai na-umed – poetry of iqbal in urdu

نہیں ہے ناامید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے

ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی

nahi hai na-umed iqbal apni kasht e veeran say

zara num ho tu ye miti bari zarkhez ha saqi

ho deed ka jo shauq tu aankhon ko band kar - allama iqbal poetry in urdu - besturdupoetry.pk
ho deed ka jo shauq tu aankhon ko band kar

ہو دید کا جو شوق تو آنکھوں کو بند کر

ہے دیکھنا یہی کہ نہ دیکھا کرے کوئی

ho deed ka jo shauq tu aankhon ko band kar

hai dekhna yahi keh na dekha karay koi

تٌو رازِ کٌن فِکاں ہے اپنی آنکھوں پر عیاں ہو جا

خودی کا رازداں ہو جا خٌدا کا ترجماں ہو جا

tu raaz e kun fikan hai apni ankhon par ayan ho ja

khudi ka raazdan ho ja khuda ka tarjman ho ja

علامہ اقبال کی شاعری

dil main khuda ka hona - poetry of iqbal in urdu
dil main khuda ka hona – poetry of iqbal in urdu

دِل میں خُدا کا ہونا لازم ہے اقبال

سجدوں میں پڑے رہنے سے جنّت نہیں مِلتی

dil main khuda ka hona lazim ha iqbal

sajdon main pare rehne se jannat nahi milti

us kom ko shamsheer ki hajat nahi rehti - allama iqbal urdu poetry
us kom ko shamsheer ki hajat nahi rehti

اُس قوم کو شمشیر کی حاجت نہی رہتی

ہو جس کے جوانوں کی خودی صورتِ فولاد

us kom ko shamsheer ki hajat nahi rehti

ho jis k jwano ki khudi surat e faulad

alfaz o ma-e-ani main tafawat nahi lekin

الفاظ و معاني ميں تفاوت نہيں ليکن

ملا کي اذاں اور مجاہد کي اذاں اور

alfaz o ma-e-ani main tafawat nahi lekin

mullah ki azan aur hay mujahid ki azan aur

uqabi rooh jab bedar hoti hai jawanoo main - 9 november poetry
uqabi rooh jab bedar hoti hai jawanoo main – 9 november poetry

عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں

نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں

uqabi rooh jab bedar hoti hai jawanoo main

nazar aati hai un ko apni manzil aasmanoo main

allama iqbal poetry in urdu motivational

mashriq o maghrib main teray daur ka aghaz hai

اُٹھ کہ اب بزمِ جہاں کا اور ہی انداز ہے

مشرق و مغرب میں تیرے دور کا آغاز ہے

uthh kay abb bazam e jahan ka aur hii andaz hai

mashriq o maghrib main teray daur ka aghaz hai

perwaz hai dono ki issi aik fiza main - allama iqbal poetry in urdu
perwaz hai dono ki issi aik fiza main – allama iqbal poetry in urdu

پرواز ہے دونوں کی اِسی ایک فضّا میں

کرگس کا جہاں اور ہے شاہیں کا جہاں اور

perwaz hai dono ki issi aik fiza main

kargas ka jahan aur hai shaheen ka jahan aur

dhundta phirta hoon main Iqbal apnay aap ko - allama iqbal poetry in urdu - besturdupoetry.pk
dhundta phirta hoon main Iqbal apnay aap ko

ڈھونڈتا پھرتا ہوں میں اقبال ؔاپنے آپ کو

آپ ہی گویا مُسافر آپ ہی منزل ہوں میں

dhundta phirta hoon main Iqbal apnay aap ko

aap hi goya musafir aap hi manzil hoon main

koi andaza kar sakta hai uss kay zor-e-bazu ka
koi andaza kar sakta hai uss kay zor-e-bazu ka

کوئی اندازہ کر سکتا ہے اس کے زور بازو کا

نِگاہِ مردِمومن سے بدل جاتی ہیں تقدیریں

koi andaza kar sakta hai uss kay zor-e-bazu ka

nigah e mard-e-momin say badal jati haan taqdeerain

nasha pila kay giranna tu sab ko aata haiy
nasha pila kay giranna tu sab ko aata haiy

نشہ پلا کے گِراناتو سب کو آتا ہے

مزا تو جب ہے کہ گِرتوں کو تھام لے ساقی

nasha pila kay giranna tu sab ko aata haiy

maza tu jab hai kay girtun ko thaam lay saqi

poetry of iqbal in urdu

yaqeen muhqam amal peham, muhabbat fateh-e-aalam - allama iqbal poetry in urdu
yaqeen muhqam amal peham, muhabbat fateh-e-aalam

یَقیں محکم، عَمل پیہم، مُحبّت فَاتحِ عالم

جہادِ زِندگانی میں ہیں، یہ مَردوں کی شَمشیریں

yaqeen muhqam amal peham, muhabbat fateh-e-aalam

jahad-e-zindgani main hain, yeh mardon ki shamsheerain

bay-mehnat peham koi johar nahi khilta - allama iqbal poetry in urdu
bay-mehnat peham koi johar nahi khilta – allama iqbal poetry in urdu

بے محنت پیہم کوئی جوہر نہیں کھِلتا

روشن شررِ تیشہ سے ہے خانہء فرہاد

bay-mehnat peham koi johar nahi khilta

roshan sarar-e-tesha say hai khana-e-farhad

read mehnat ki azmat poetry in urdu

mjhay dra nahi sakti fiza ki tareeki
mjhay dra nahi sakti fiza ki tareeki اقبال کی شاعری

مجھے ڈرا نہیں سکتی فضا کی تاریکی

میری سرشت میں ہے پاکی و درخشانی

تو اے مُسافر شب خود چراغ بن اپنا

کر اپنی رات کو داغ جگر سے نورانی

mjhay dra nahi sakti fiza ki tareeki

meri sarisht main hai paki o darakhshani

tu aye musafir shab khud charagh ban apna

kar apni raat ko dagh e jigar say noorani

baap ka illm na betay ko agar azber ho
baap ka illm na betay ko agar azber ho

باپ کا عِلم نہ بیٹے کو اگر ازبر ہو

پھر پسر قابل ِمیراث پِدر کیونکر ہو

baap ka illm na betay ko agar azber ho

phir pisar qabil e meras e pidar kiyun kar ho

9 november poetry iqbal day

teri sarkar main puhanchay tu sabhi aik huway
teri sarkar main puhanchay tu sabhi aik huway

بندہ و صاحب و محتاج و غنی ایک ہوئے

تیری سرکار میں پہنچے تو سبھی ایک ہوئے

banda o sahib o muhtaj o ghani aik huway

teri sarkar main puhanchay tu sabhi aik huway

تیری نگاہ میں ثابت نہیں خُدا کا وجود

میری نگاہ میں ثابت نہیں وجود تیرا

وجود کیا ہے فقط جوہرِ خودی کی نمود

کر اپنی فِکر کہ جوہر ہے بے نمود تیرا

teri nigah main sabat nahi khuda ka wajood

meri nigah main sabat nahi wajood tera

wajood kiya hai faqat johar e khudi ki namood

kar apni fikar keh johar hai bay namood tera

سوداگری نہیں ، یہ عبادت خٌدا کی ہے

اے بے خبر ! جزا کی تمنا بھی چھوڑ دے

saudagri nahi, yeh ibadat khuda ki hai

aye bekhabar ! jaza ki tamana bhi chorr day

آنکھ کو بیدار کر دے وعدہِ دیدار سے

زندہ کر دے دِل کو سوز جوہرِ گفتار سے

aankh ko bedar kar day wada e deedar say

zinda kar day dil ko soz e johar e guftar say

پرونا ایک ہی تسبیح میں ان بکھرے دانوں کو

جو مٌشکل ہے تو اس مٌشکل کو آساں کر کے چھوڑوں گا

parona aik hi tasbih main inn bikhry dano ko

jo mushkil hai tu iss mushkil ko aasan kar kay chorron ga

دِل سے جو بات نِکلتی ہے اثر رکھتی ہے

پر نہیں طاقت پرواز مگر رکھتی ہے

dil say jo baat nikalti hai asar rakhti hai

par nahi taqat parwaz magar rakhti hai

ہر اِک مقام سے آگے مقام ہے تیرا

حیات ذوقِ سفر کے سِوا کٌچھ بھی نہیں

har ik maqam say aagy maqam tera

hayat zauq e safar kay siwa kuch bhi nahi

حیا نَہیں ہَے زَمانے کی آنکھ میں باقی

خٌدا کرے جوانی تیری رہے بے داغ

haya nahi hai zamanay ki ankh main baqi

khuda kary jawani teri rahy bay dagh

یہ پیام دے گئی ہے مجھے باد صبح گاہی

کہ خودی کے عارفوں کا ہے مقام پادشاہی

ye payam day gai hai mujhy baad subh gahi

ke khudi kay arifon ka ha maqam padshahi

خودی میں ڈوب جا غافل ، یہ سر زندگانی ہے

نِکل کر حلقہ شام و سحر سے جاودان ہو جا

khudi main doob ja ghafil, ye sar e zindgani hai

nikal kar halqa e sham-o-sehr sy javidan ho ja

تیری یہ دٌعا ہے کہ ہو میری آرزو پوری

میری یہ دٌعا ہے کہ تیری آرزو بدل جاۓ

teri ye dua hai ke ho meri arzu puri

meri ye dua hai ke teri arzu badal jaye

میرا طریق امیری نہیں فقیری ہے

خودی نہ بیچ غریبی میں نام پیدا کر

mera tariq ameeri nafaqiri hai

khudi na baich gharibi main naam paida kar

غافل نہ ہو خودی سے کر اپنی پاسبانی

شاید کسی حرم کا تو بھی ہے آستانہ

ghafil na ho khudi say kar apni pasbani

shayad kisi haram ka tu bhi hai astana

مکر کی چالوں سے بازی لے گیا سرمایہ دار

انتہاۓ سادگی سے کھا گیا مزدور مات

makar ki chalon say bazi lay giya sarmayadar

inthaye sadgi say kha giya mazdoor maat

About Allama Iqbal

Birthday

His birthday 9th November is known as Iqbal day and there is a public holiday in Pakistan. His poetry is also famous as 9 november poetry.

Like some other prominent personalities of that time, l did not self-proclaim anything. He was a credible genius. He was exceptionally qualified for his times. He had a PhD degree. Other than that, he had travelled to different destinations of the world. He also had the title of “Sir”.

Poets of kids and youngs

He wrote not only for kids but also for younger and as well as for all ages of peoples. His popular poem sare Jahan Se acha is India’s national song. His Shikwa Jawab e Shikwa is incredibly prominent. And Shikwa, as well as Jawab e Shikwa, includes in the urdu syllabus of schools.  He is not only a poet but also a philosopher, politician, scholar, barrister. He is the poet of the east, in other words, Shair e Mashriq and also known as

a.             Musawir e Pakistan

b.             Hakeem ul Ummat

c.             Mufakir e Pakistan

Allama Iqbal poetry in urdu

Muslims motivated by his Shayari started an endless effort for freedom. This effort became a great and unforgettable movement. His Shayari اقبال کی شاعری in Persian is also motivating and sub-continent people also like to read.

He wrote prose too. However, it was his Urdu and Persian poetry that reached to the masses. In those times. Urdu was the language that was widely spoken and understood among Muslims, so Iqbal used it as a medium of his expression. Iqbal’s Urdu poetry almost had revelation-like properties. It stirred the sedated sate of Muslims like never before. Almost all of his Urdu poetry was very well received.

His poetry books in the Persian language are following, some are a great example of Allama Iqbal poetry in Urdu.

1.             Asrar e khudi 

2.             Payam-i-Mashriq

3.             Rumuz-i-Bekhudi,

4.             Zabur-i-Ajam

His best and on the other hand eternal reading books in urdu are

1.             Bang e Dara

2.             Zarb e Kaleem

3.             Bal e Jibril

4.             Armaghan e Hijaz

 Shayari topics in urdu, 9 november poetry

His reach to poetry on topics is great. His readings on poetry having a big collection like,

1.             Motivational Poetry

2. sad shayari

3.             Social Poetry

4.             Love Poetry

5.             Sufi shayari

6.             Kids Poetry

7.             Islamic Poetry

8.             Hope Poetry

9.             Friendship Poetry

10.             Poetry for students

11.             Heart Broken Poetry

Shikwa Jawab e Shikwa

                The most famous poem definitely Shikwa has two parts, the first part is Shikwa and the second one is Jawab e Shikwa. These are extraordinary examples of poetry. 

 In Shikwa, there is a complaint of distressed Muslims to Allah. And Jawab e Shikwa answers, why Shikwa raised. Poem’s theme has the quality of words that is suitable for the whole Muslim Uma.

Have a big and without a doubt collection. You can read and share it with you, especially friends and family.

death of Allama Iqbal

death date is 21 april 1938. In 2022, this will be 84th death anniversary.

read more

thanx for free image download

https://unsplash.com/

http://EzineArticles.com/5269592

9 november poetry in urdu

20 thoughts on “Allama Iqbal poetry in urdu best 25 sher

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge