ahmad faraz best poetry in urdu top 25 sher

read ahmad faraz poetry in urdu. urdu poetry ahmad faraz.

میرے صبر کی انتہا کیا پو چھتے ہو فراز

وہ مجھ سے لپٹ کے رویا کسی اور کے لیے

meray sabar ki intiha kiya puchatay ho faraz

wo mujh say lipat kay roya kisi aur ka liye

ahmad faraz poetry in urdu
chala tha zikar zamanay ki – ahmad faraz poetry in urdu – besturdupoetry.pk

چلا تھا ذکر زمانے کی بے وفائی کا

سو آ گیا ہے تمہارا خیال ویسے ہی

chālā ṯhā zɨkār zāmāņy kɨ bēwāfāɨ kā

sō āā gɨā hāy ṯumhārā khɨyāl wāsy hɨ

dil ko teri chahat pay - besturdupoetry.pk
dil ko teri chahat pay -urdu poetry ahmad faraz

دل کو تیری چاہت یہ بھروسہ بھی بہت ہے

اور تجھ سے بچھڑ جانے کا ڈر بھی نہیں جاتا

dɨl kō ṯērɨ chāhāṯ pāy bhārōsā bhɨ buhāṯ hāy

āur ṯujh sāy bɨchādē jāņē kā dār bhɨ ņāhɨ jāṯā

iss ki aankhon ko - besturdupoetry.pk
iss ki aankhon ko – besturdupoetry.pk

اس کی آنکھوں کو کبھی غور سے دیکھا ہے فراز

رونے والوں کی طرح جاگنے والوں جیسی

ɨss kɨ āāņkhōņ kō kābhɨ ghōr sāy dēkhā hāy fārāz

rōņy wālōņ kɨ ṯārāh jāgņy wālōņ jēsɨ

kon kis kay sath - besturdupoetry.pk
kon kis kay sath – besturdupoetry.pk

کون کس کے ساتھ کتنا مخلص ہے فراز

وقت ہر شخص کی اوقات بتا دیتا ہے

kōņ kɨs kāy sāṯh kɨṯņā mukhlās hā fārāz

wāqṯ hār shāhks kɨ āuqāṯ bāṯā dēṯā hāy

ahmad faraz poetry in urdu احمد فراز شاعری

main aany waly zamano say dar raha hoon - besturdupoetry.pk
main aany waly zamano say dar raha hoon

میں آنے والے زمانوں سے ڈر رہا ہوں فراز

کہ میں نے دیکھی ہیں آنکھیں اُداس لوگوں کی

māɨņ āāņy wāly zāmāņō sāy dār rāhā hōōņ fārāz

kāy māɨņ ņāy dēkhɨ hāņ āāņkhāɨņ udās lōgōņ kɨ

main wahan hoon jahan jahan tum ho - besturdupoetry.pk
main wahan hoon jahan jahan tum ho

میں وہاں ہوں جہاں جہاں تم ہو

تم کروگے کہاں کہاں سے گریز

māɨņ wāhāņ hōōņ jāhāņ jāhāņ ṯum hō

ṯum kārō gēy kāhāņ kāhāņ sāy gurāɨz

tery hoty huay aa - ahmed faraz -besturdupoetry.pk
tery hoty huay aa – ahmed faraz -besturdupoetry.pk

تیرے ہوتے ہوئے آجاتی تھی ساری دنیا

آج تنہا ہوں توکوئی نہیں آنے والا

ṯēry hōṯy huāy āā jāṯɨ ṯhɨ sārɨ duņɨyā

āāj ṯāņhā hōōņ ṯu kōɨ ņāhɨ āāņy wālā

tu apni sheesha gari ka hunar - besturdupoetry.pk
tu apni sheesha gari ka hunar

تو اپنی شیشہ گری کا ہنر نہ کر ضا ئع

میں آئنیہ ہوں مجھے ٹوٹنے کی عادت ہے

ṯu āpņɨ shēēshā gārɨ kā huņār ņā kār zāyā

māɨņ āāɨņā hōōņ mujhy ṯōōṯņy kɨ āādāṯ hāy

tu samny hay tu phir kiyun - ahmad faraz poetry in urdu - besturdupoetry.pk
tu samny hay tu phir kiyun

تو سامنے ہے تو پھر کیوں یقین نہیں آتا

یہ بار بار جو آنکھوں کو مل کے دیکھتے ہیں

ṯu sāmņy hāy ṯu phɨr kɨyuņ yāqēēņ ņāhɨ āāṯā

yēh bār bār jō āāņkōņ kō māl kāy dēṯhṯy hāņ

kuch tu meray pindar e muhabbat
kuch tu meray pindar e muhabbat

کچھ تو مرے پندارِمحبت کا بھرم رکھ

تُو بھی تو کبھی مجھ کو منانے کے لیے آ

kuch ṯu mēry pɨņdār ē muhābbāṯ kā bhārām rākh

ṯu bhɨ ṯu kābhɨ mujh kō māņāņy kā lɨyē āā

احمد فراز شاعری

ankh say dur na ho
ankh say dur na ho

آنکھ سے دور نہ ہو دل سے اتر جائے گا

وقت کا کیا ہے گزرتا ہے گزر جائے گا

āāņkh sāy dur ņā hō dɨl sāy uṯār jāyē gā

wāqṯ kā kɨyā hāy guzārṯā hāy guzār jāyē gā

zindagi say
zindagi say

زندگی سے یہی گِلہ ہے مُجھے

تو بہت دیر سے ملا ہے مجھے

zɨņdāgɨ sāy yāhɨ gɨlā hāy mujhy

ṯu buhāṯ dāɨr sāy mɨlā hāy mɨjhy

aisi tareekiyan
aisi tareekiyan

ایسی تاریکیاں آنکھوں میں بسی ہیں فراز

رات تو رات ہےہم دِن کو جلاتے ہیں چراغ

āɨsɨ ṯārēēkɨyāņ āāņkhōņ māɨņ bāsɨ hāāņ fārāz

rāāṯ ṯu rāāṯ hāy hām dɨņ kō jālāṯy hāāņ chārāgh

wohi andaz hai zalim ka
wohi andaz hai zalim ka

دوست بن کر بی نہیں ساتھ نبھانے والا

وہی انداز ہے ظالم کازمانے والا

dōsṯ bāņ kār bhɨ ņāhɨ sāṯh ņɨbhāņy wālā

wāhɨ āņdāz hāy zālɨm kā zāmāņy wālā

suna hay uss kay badan - ahmad faraz poetry in urdu - besturdupoetry.pk
suna hay uss kay badan – ahmad faraz poetry in urdu

سنا ہے اس کے بدن کی تراش ایسی ہے

کہ پھول اپنی قبائیں کتر کے دیکھتے ہیں

suņā hāy uss kāy bādāņ kɨ ṯārāsh āāɨsɨ hāy

kāy phōōl āpņɨ qābāɨņ kuṯār kāy dēkhṯy hāņ

khud ko teray mayar say
khud ko teray mayar say

خود کو ترے معیار سے گھٹ کر نہیں دیکھا

جو چھوڑ گیا اس کو پلٹ کر نہیں دیکھا

khud kō ṯērāy māyār sāy ghāṯ kār ņāhɨ dēkhā

jō chōrr gɨā us kō pālāṯ kār ņāhɨ dēkhā

huwa hay tujh say bicharrny kay baad yeh maloom - ahmad faraz poetry in urdu - besturdupoetry.pk
huwa hay tujh say bicharrny kay baad yeh maloom

ہُوا ہے تُجھ سے بچھڑنے کے بعد یہ معلوم

کہ تُو نہیں تھا، تیرے ساتھ ایک دُنیا تھی

huwā hāy ṯujh sāy bɨchārrņy kāy bāād yēh mālōōm

kāy ṯu ņāhɨ ṯhā ṯēry sāṯh āɨk duņyā ṯhɨ

urdu poetry ahmad faraz

hazar baar main nay chaha
hazar baar main nay chaha

ہزار بار مرنا چاہا ، نِگاہوں میں ڈوب کر ہم نے فرازؔ

وہ نِگاہیں جُھکا لیتی ہے، ہمیں مرنے نہیں دیتی

Hāzār bāār mārņā chāhā ņɨgāhōņ māɨņ dōōb kār hām ņāy fārāz

Wō ņɨgāhāɨņ jhukā lēṯɨ hāy, hāmāɨņ mārņāy ņāhɨ dēṯɨ

kiyun gila ham say ho
kiyun gila ham say ho

کیوں گِلہ ہم سے ہو کِسی کو فرازؔ

ہم تو اپنے بھی ہو نہیں پائے

kiyun gila ham say ho kisi ko faraz

ham tu apnay bhi ho nahi paye

ham na hoon gaay tu kisi aur kay chrchay hoon gaay - ahmad faraz poetry in urdu - besturdupoetry.pk
ham na hoon gaay tu kisi aur kay chrchay hoon gaay

ہم نہ ہوں گے تو کِسی اور کے چرچے ہوں گے

خلقتِ شہر تو کہنے کو فسانے مانگے

ham na hoon gaay tu kisi aur kay chrchay hoon gaay

khaqat e shehar tu kehnay ko fasanay mangay

piyam aaye haan us yaar e bewafa kay mujhay
piyam aaye haan us yaar e bewafa kay mujhay

پیام آئے ہیں اُس یارِ بے وفا کے مُجھے

جِسے قرار نہ آیا کہیں بھُلا کے مُجھے

piyam aaye haan us yaar e bewafa kay mujhay

jisay qarar na aya kahin bhula kay mujhay

na mery zakham khulay haan na tera rang e hina
na mery zakham khulay haan na tera rang e hina

نہ میرے زخم کھُلے ہیں نہ تیرا رنگِ حِنا

اَب کے موسم ہی نہیں آئے گُلابوں والے

na mery zakham khulay haan na tera rang e hina

ab kay mausam hi nahi aaye gulabon walay

kis kis ko batain gain judai ka sabab ham - ahmad faraz poetry in urdu - besturdupoetry.pk
kis kis ko batain gain judai ka sabab ham – ahmad faraz poetry in urdu – besturdupoetry.pk

کس کس کو بتائیں گے جُدائی کا سبب ہم

تو مُجھ سے خفا ہے تو زمانے کے لئے آ

kis kis ko batain gain judai ka sabab ham

tu mujh say khafa hai tu zamanay ka liye aa

usay haam yaad aatay hain faqt fursat kay lamhon main - ahmad faraz best poetry
usay haam yaad aatay hain faqt fursat kay lamhon main

اُسے ہم یاد آتے ہیں فقط فُرصت کے لمحوں میں

مگر یہ بات بھی سچ ہے اُسے فُرصت نہیں مِلتی

usay haam yaad aatay hain faqt fursat kay lamhon main

magar ye baat bhi sach hai usay fursat nahi milti

bay-rukhi tu nay bhi ki hai uzar-e-zamana kar kay - ahmad faraz best poetry
bay-rukhi tu nay bhi ki hai uzar-e-zamana kar kay

بے رُخی تو نے بھی کی ہے ، عُذرِزمانہ کر کے

ہم بھی محفل سے اُٹھ آئے ہیں بہانہ کر کے

bay-rukhi tu nay bhi ki hai uzar-e-zamana kar kay

ham bhi mehfil say uth aaye hain bahana kar kay

ab aur kiya kisi say marasam barrhain ham - ahmad faraz best poetry
ab aur kiya kisi say marasam barrhain ham –

اب اور کیا کسی سے مراسم بڑھائیں ہم

یہ بھی بہت ہے تجھ کو اگر بھول جائیں ہم

ab aur kiya kisi say marasam barrhain ham

ye bhi buhat hai tujh ko agar bhool jain haam

bandagi ham nay choor di hai faraz
bandagi ham nay choor di hai faraz – ahmad faraz poetry in urdu

بندگی ہم نے چھوڑ دی ہے فراز

کیا کریں جب لوگ خُدا ہو جائیں

bandagi ham nay choor di hai faraz

kiya karain jab log khuda ho jain

jo chal sako tu koi aisi chaal chal jana
jo chal sako tu koi aisi chaal chal jana

جو چل سکو تو کوئی ایسی چال چل جانا

مُجھے گُماں بھی نہ ہو اور تُم بدل جانا

jo chal sako tu koi aisi chaal chal jana

mujhy guman bhi na ho aur tum badl jana

بہت دِنوں سےنہیں ہےکُچھ اُس کی خیر خبر

چلو فرازؔ کوئے یار چل کے دیکھتے ہیں

buhat dino say nahi hai kuch us ki khair khabar

chalo faraz kuway yaar chall kay dekhtay hain

آج اِک اور برس بیت گیا  اس کے بغیر

جس کے ہوتے ہُوئے ہوتے تھے زمانے میرے

aaj ik aur baras beet giya us kay baghair

jis kay hoty huwy hotay thay zamany mery

نہ منزلوں کو نہ ہم رہ گزر کو دیکھتے ہیں

عجب سفر ہے کہ بس ہمسفر کو دیکھتے ہیں

na manzalon ko na ham rahguzar ko dekhty hain

ajab safar hai kay bas hamsafar ko dekhty hain

ہم کو اچھا نہیں لگتا کوئی ہم نام تیرا

کوئی تُجھ سا ہو تو پھر نام بھی تُجھ سا رکھے

ham ko acha nahi lagta koi ham naam tera

koi tujh sa ho tu phir naam bhi tujh sa rakhy

رنجش ہی سہی دِل ہی دٌکھانے کےلیۓ آ

آ پھر سے مٌجھے چھوڑ کے جانے کےلیۓ آ

ranjish hi sahi dil hi dukhanay kay liye aa

aa phir say mujhy chorr kay janay kay liye aa

گٌزر گۓ کٸ موسم کٸ رٌتیں بدلیں

اٌداس تٌم بھی ہو یارو اٌداس ہم بھی ہیں

guzar gaye kai mausam kai ruttain badlin

udas tum bhi ho yaro udas ham bhi hain

تُم تُکلف کو بھی اِخلاص سمجھتے ہو فرازؔ

دوست ہوتا نہیں ہر ہاتھ مِلانے والا

tum takalaf ko bhi ikhlas samajhtay ho faraz

dost hota nahi har hath milanay wala

یہ سال بھی اچھا تھا کہ یاروں کی طرف سے

کٌچھ اب کے نٕۓ زخم بھی سوغات میں آۓ

ye saal bhi acha tha key yaroon ki taraf say

kuch ab kay naye zakhm bhi soghat main aaye

کِسی کو گھر سے نِکلتے ہی مِل گٸ منزل

کوٸ ہماری طرح عٌمر بھر سفر میں رہا

kisi ko ghar say nikalty hi mil gai manzil

koi hamari tarah umer bhar safar main raha

وہ مروت سے مِلا ہے تو جھٌکا دوں گردن

میرے دٌشمن کا کوئی وار نہ خالی جاۓ

vo murawat say mila hai tu jhuka doon gardan

mery dushman ka koi vaar na khali jaye

ہم کہ دٌکھ اوڑھ کے خلوت میں پڑے رہتے ہیں

ہم نے بازار میں زخموں کی نمائش نہیں کی

hum keh dukh oorh kay khalwat main parry rehtay hain

hum nay bazar main zakhmon ki numaish nahi ki

read more

سو گۓ ہم بھی کہ بیکار تھا رستہ تکنا

اس کوآنا ہی نہیں تھا شبِ وعدہ یوں بھی

so gaye hum bhi keh bekar tha rasta takna

us ko aana hi nahi tha shab e vada youn bhi

read more

Special thanks for free image download

https://unsplash.com/

https://www.ecopetit.cat/

https://wallpaperaccess.com/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top