attitude poetry in urdu 20 sher

find an excellent collection of attitude poetry in Urdu, attitude shayari in urdu. dp poetry in urdu.

شاخوں سے ٹوٹ جائیں وہ پتے نہیں ہیں ہم

آندھی سے کوئی کہ دے کہ اوقات میں رہے

shakhon say toot jain wo patty nahi han ham

aandhi say koi keh day keh auqat main rahy

Attitude meaning in Urdu is “رویہ”۔  A human behavior or reaction against any action. In Urdu poetry more suitable word is “mood”. Its meaning in Urdu is maybe a little different while in English. It means how a person looks in the senses. In our society (in south Asia) if a person is quiet or calm in nature, then people may ask him moody or a man with attitude.

In attitude poetry, it meaning that how a person is proud or arrogant or maybe inspiring. Actually, that person is very calm and quiet, but people are looking at him from very different angles. And they asked about him that “he is in attitude”. This may be negative or positive but in the poetry attitude, it is considered as negative or a man with feeling superiority to others. dp poetry is also like this kind.

In this blog there are many verses about attitude poetry in urdu which are also good examples.

attitude poetry in urdu

ham ko mita sakay - urdu attitude poetry
ham ko mita sakay – urdu attitude poetry

ہم کو مٹا سکے یہ زمانے میں دم نہیں

ہم سے زمانہ خود ہے ، زمانے سےہم نہیں

ham ko mita sakay yeh zamany main daam nahi

ham say zamana khud hay, zamany se ham nahi

kuch dair ki khamoshi hai phir shore aaye ga - attitude poetry in urdu - besturdupoetry.pk
kuch dair ki khamoshi hai phir shore aaye ga – attitude poetry in urdu – besturdupoetry.pk

کچھ دیر کی خاموشی ہے پھر شور آئے گا

تمہارا صِرف وقت آیا ہے ، ہمارا دور آئے گا

kuch dair ki khamoshi hai phir shore aaye ga

tumhara sirf waqt aya hai hamara daur aaye ga

waqt likhay ga tuaraf mrea - urdu attitude poetry
waqt likhay ga tuaraf mrea – urdu attitude poetry

اپنا لکھا مُجھے معیوب لگے

وقت لکھے گا تعارف میرا

apna likha mujhay mayub lagay

waqt likhay ga tuaraf mrea

jisay ham nay pooja khuda kar diya - besturdupoetry.pk
jisay ham nay pooja khuda kar diya

تجھی پر کچھ اے بت نہیں منحصر 

جسے ہم نے پوجا خدا کر دیا 

tujh hi per kuch aye buut nahi munhisar

jisay ham nay pooja khuda kar diya

do din main yeh mazaj hay - mazaj poetry - besturdupoetry.pk
do din main yeh mazaj hay

کل تک تو آشنا تھے ، مگر آج غیر ہو

دو دن میں یہ مزاج ہے، آگے کی خیر ہو

kal tak tu aashna thy magar aaj ghair ho

do din main yeh mazaj hay aagay ki khair ho

ham na badlain gay - attitude poetry in urdu - besturdupoetry.pk
ham na badlain gay – attitude poetry in urdu – besturdupoetry.pk

ہم نہ بدلیں گے وقت کی رفتار کے ساتھ

جب بھی ملیں گے انداز پُرانا ہو گا

ham na badlain gay waqt ki raftar kay saath

jab bhi milain gay andaz purana ho ga

status in urdu for whatsapp

jinhain halla na saka samundar ka tufan bhi
jinhain halla na saka samundar ka tufan bhi

جنھیں ہلا نہ سکا سمندر کا طوفان بھی

ہمارے عزم نے توڑی ہیں وہ چٹانیں بھی

jinhain halla na saka samundar ka tufan bhi

hamary azam nay turri haan wo chattanain bhi

khushi ki bheek main kis kis say mangta
khushi ki bheek main kis kis say mangta

خوشی کی بھیک میں کس کس سے مانگتا

اچھا ہُوا کہ غموں سے ہی طبعیت بہل گئی

khushi ki bheek main kis kis say mangta

acha huwa kay ghamon say hi tabiyat behal gai

sahi waqt per karwa dain gaiy haddon ka ehsas
sahi waqt per karwa dain gaiy haddon ka ehsas

صحیح وقت پر کروا دیں گے حدوں کا احساس

کُچھ تالاب خُود کو سمندر سمجھ بیٹھے ہیں

sahi waqt per karwa dain gaiy haddon ka ehsas

kuch talab khud ko samundar samjh bethay haan

dekh li haam nay zamanay bhar ki yarri
dekh li haam nay zamanay bhar ki yarri

دیکھ لی ہم نے زمانے بھر کی یاری

بُرا وقت کیا آیا، چھوڑ گئے سب باری باری

dekh li haam nay zamanay bhar ki yarri

bura waqt kiya aya, chorr gaye sab bari bari

tujh ko manoon keh apni anna ki baat sunnon
tujh ko manoon keh apni anna ki baat sunnon

تجھ کو مناوں کہ اپنی انّاکی بات سُنوں

الجھ رہا ہے میرےفیصلوں کا ریشم پھر

tujh ko manoon keh apni anna ki baat sunnon

ulajh raha hay meray faisalon ka resham phir

main duniya say alag nahi
main duniya say alag nahi

میں دُنیا سے الگ نہیں

میری دُنیا ہی الگ ہے

main duniya say alag nahi

meri duniya hi alag hai

attitude urdu shayari

kuch tu maloom ho aakhir tera mayyar kiya hai
kuch tu maloom ho aakhir tera mayyar kiya hai

کچھ تو معلوم ہو آخر تیرا معیار کیا ہے

مجھ سے ہر شخص یہاں تیرے سِوا راضی ہے

kuch tu maloom ho aakhir tera mayyar kiya hai

mujh say har shakhs yahan teray siwa razi hai

hawa say keh du ky khud ko azma kay dikhaye - attitude poetry in urdu - besturdupoetry.pk
hawa say keh du ky khud ko azma kay dikhaye – attitude poetry in urdu – besturdupoetry.pk

ہوا سے کہہ دو کہ خود کو آزما کے دِکھائے

بہت چراغ بجھاتی ہے اِک جلا کے دِکھائے

hawa say keh du ky khud ko azma kay dikhaye

buhat charagh bujhati hai ik jala kay dikhaye

anna parast hoon main toot jaon ga lekin
anna parast hoon main toot jaon ga lekin

اَنّاپرست ہوں میں ٹوٹ جاوں گا لیکن

تمہیں کبھی نہ کہوں گا، کہ یاد آتے ہو

anna parast hoon main toot jaon ga lekin

tumhain kabhi na kahon ga kay yaad aatay ho

hamaray kardar kay daghon pay tanz kartay ho - attitude poetry in urdu
hamaray kardar kay daghon pay tanz kartay ho – attitude poetry in urdu

ہمارے کردار کے داغوں پہ طنز کرتے ہو

ہمارے پاس بھی آئنہ ہے دِکھائیں کیا

hamaray kardar kay daghon pay tanz kartay ho

hamaray pass bhi aaina hai dikhain kiya

wo jo tuhmat lagatay hain mujh per
wo jo tuhmat lagatay hain mujh per

وہ جو تہمت لگاتے ہیں مُجھ پَر

میرے صبر کی مار کھائیں گے

wo jo tuhmat lagatay hain mujh per

meray sabar ki mar khain gaiy

attitude shayari in urdu

mukhalfat say meri shakhsiyat sanwarti hai
mukhalfat say meri shakhsiyat sanwarti hai

مُخالفت سے میری شخصیت سنورتی ہے

میں اپنے دُشمنوں کا بڑا احترام کرتا ہوں

mukhalfat say meri shakhsiyat sanwarti hai

main apnay dushmano ka barra ehtram karta hoon

hamari aankhain agar sher sunanay lag jain - attitude shayari in urdu
hamari aankhain agar sher sunanay lag jain – attitude shayari in urdu

ہماری آنکھیں اگر شعر سُنانے لگ جائیں

تُم جو غزلیں لئے پھرتے ہو ٹھکانے لگ جائیں

hamari aankhain agar sher sunanay lag jain

tum jo ghazalain liye phirtay ho thikanay lag jain

mujh pay kasnay lagay ho awazain - poetry in urdu attitude
mujh pay kasnay lagay ho

مجھ پہ کسنے لگے ہو آوازیں

اِتنی اوقات ہو گئی ہے کیا

mujh pay kasnay lagay ho awazain

itni auqat ho gai hai kiya

jo tumhain na samjhay issay nazar andaz hi rakho - attitude shayari in urdu
jo tumhain na samjhay issay nazar andaz hi rakho – attitude shayari in urdu

جینے کا یہی انداز رکھو

جو تمھیں نہ سمجھے اسے نظر انداز ہی رکھو

jeenay ka yahi andaz rakho

jo tumhain na samjhay issay nazar andaz hi rakho

attitude shayari for boys

akhri baar apni safai deta hoon
akhri baar apni safai deta hoon

آخری بار اپنی صفائی دیتا ہوں

میں وہ نہیں جو دِکھائی دیتا ہوں

akhri baar apni safai deta hoon

main wo nahi jo dikhai deta hoon

shakh sy jo gir jain hum wo paty nahi
shakh sy jo gir jain hum wo paty nahi

شاخ سےجو گر جائین ہم وہ پتے نہیں

آندھیوں سے کہہ دو اپنی اوقات میں رہیں

shakh sy jo gir jain hum wo paty nahi

anadon sy keh do apni aoqat main rehen

app karen gy mery zath per tubsary
app karen gy mery zath per tubsary

آپ کریں گےمیری ذات پر تبصرہ

آپ کب سے اس قابل ہو گئے

app karen gy mery zath per tubsary

aap kab sy is qabl ho gaiy

mera mayar aisa hai main awara nahi milta
mera mayar aisa hai main awara nahi milta

میرا معیار ایسا ہے، میں آوارہ نہیں مِلتا

مجھے تم سوچ کر کھونا میں دوبارہ نہیں ملتا

mera mayar aisa hai main awara nahi milta

mujhy tum soch kar khona main dobara nahi milta

auqat ki baat maat kijiye
auqat ki baat maat kijiye

اوقات کی بات مَت کیجیے

آپ جیسے رُلاکے آیا ہوں

auqat ki baat maat kijiye

aap jaisy rulla kay aya hoon

dp poetry urdu

aab aawaz bhi do gaiy tu nahi aain gaiy
aab aawaz bhi do gaiy tu nahi aain gaiy

اب آواز بھی دو گے تو نہیں إٓیں گے

ٹوٹنے والے قیامت کی اَنّا رکھتے ہیں

aab aawaz bhi do gaiy tu nahi aain gaiy

tutnay walay qiyamat ki anna rakhty hain

meri anna nay hi gawara na kiya warna
meri anna nay hi gawara na kiya warna

میری اَنّا نے ہی گوارہ نہ کیا ورنہ

میری چند دٌعاٶں کی مار تھا وہ شخص

meri anna nay hi gawara na kiya warna

meri chand duaon ki maar tha wo shakhs

aik dastak pay nahi kholy ga
aik dastak pay nahi kholy ga

ایک دستک پہ دروازہ نہیں کھولے گا

اس کو معلوم جو ہے کہ میں نے کھڑے رہنا ہے

aik dastak pay nahi kholy ga

us ko maloom jo hai main nay kharry rehna hai

mujh say matt pucho keh iss shakhs main kiya acha hai
mujh say matt pucho keh iss shakhs main kiya acha hai

مٌجھ سے مت پوچھو کہ اِس شخص میں کیا اچھا ہے

اچھے اچھوں سے مٌجھے میرا بٌرا اچھا ہے

mujh say matt pucho keh iss shakhs main kiya acha hai

achay achon say mujhy mera burra acha hai

ham haan suraj hamary sath chalo
ham haan suraj hamary sath chalo

ہم ہیں سورج ہمارے ساتھ چلو

ہم جہاں ہوں گے وہاں شب نہیں ہوگی

ham haan suraj hamary sath chalo

ham jahan hoon gaiy wahan shab nahi ho gi

suljhy huvy zaror hain magar
suljhy huvy zaror hain magar

سٌلجھے ہٌوۓ ضرور ہیں مگر

اٌلجھنے سے گٌریز کیجیے گا

suljhy huvy zaror hain magar

uljhany say gurez kijye ga

karty hoon gy  app martby ka khail
karty hoon gy app martby ka khail

کرتے ہوں گے آپ مرتبے کا خیال

ہم بات کرتے وقت فقط بات کرتے ہیں

karty hoon gy app martby ka khail

hum baat karty waqat faqt baat karty hain

اصولوں پہ چلتی ہے اپنی زندگی

جو وفادار نہیں وہ اپنا یار نہیں

asolon per chalti hai apni zindgi

jo wafadar nahi wo apna yaar nahi

asolon per  chalti hai apni zindgi
asolon per chalti hai apni zindgi

سکندروں سے الجھ پڑتا ہوں

قلندروں سے واسطہ ہے میرا

skandron sy ulaj parta hoon
skandron sy ulaj parta hoon

skandron sy ulaj parta hoon

qlandron sy wasta hai mera

main tujy samjhta hi nahi mad-muqabel apna
main tujy samjhta hi nahi mad-muqabel apna

میں تٌجھے سمجھتا ہی نہیں مدِّمٌقابل اپنا

تٌو فضول میں بنا پھرتا ہے مٌخالف میرا

main tujy samjhta hi nahi mad-muqabel apna

tue fazool main bna pherta hai mkhalif mera

rotha howa hai muj sy ais baat per zmana
rotha howa hai muj sy ais baat per zmana

روٹھا ہوا ہےمجھ سے اس بات پر زمانہ

شامل نہیں ہے میری فطرت میں سر جھکانا

rotha howa hai muj sy ais baat per zmana

shamil nahi hai meri ftrat main ser jhkana

khud ko khuch samjhny walon ko
khud ko khuch samjhny walon ko

خود کو کٌچھ سمجھنے والوں کو

ہم کٌچھ بھی نہیں سمجھا کرتے

khud ko khuch samjhny walon ko

hum kuch bhi nahi samjha karty

مٌجھے پروا نہیں ہے اپنے کل کی

میں ہر دن آخری سجھ کے جیتا ہوں

mujhy parwa nahi hai apnay kal ki

main har din aakhri samjh kay jeeta hoo

thanx for free image download

https://www.ecopetit.cat/

10 thoughts on “attitude poetry in urdu 20 sher”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top