Our website is made possible by displaying online advertisements to our visitors. Please consider supporting us by whitelisting our website.

father poetry in urdu – father quotes in urdu

read best father poetry in urdu and father quotes in urdu. Father is an important member of a family. Father’s day celebrated everywhere in the world. The purpose of the celebration is to admit his efforts and responsibilities. This year it will be celebrated on Sunday, 20 June 2021.

عزیز تر وہ مُجھے رکھتا تھا ، رگِ جاں سے

یہ بات سچ ہے ، میرا باپ کم نہ تھا میری ماں سے

Āzɨz ṯārr wō mujhāy rākhṯā ṯhā, rāg-ē-jāņ sāy

Yēh bāāṯ sāch hāy, mērā bāāp kām ņā ṯhā mērɨ māāņ sāy

main nay dekha ik farishta baap kay roop main - father poetry in urdu - besturdupoetry.pk
main nay dekha ik farishta baap kay roop main – father poetry in urdu – besturdupoetry.pk

مجھ کو چھاوں میں رکھا اور خود جلتا رہا دھوپ میں

میں نے دیکھا اِک فرِشتہ باپ کے روپ میں

Father’s Day Gift Combo Pack

mujh ko chaoon main rakha aur khud jalta raha dhoop main

main nay dekha ik farishta baap kay roop main

meray baba mujhay shiddat say yaad aatay haan - father's day poetry in urdu - besturdupoetry.pk
meray baba mujhay shiddat say yaad aatay haan – father’s day poetry in urdu – besturdupoetry.pk

کندھوں پہ میرے جب بوجھ بڑھ جاتے ہیں

میرے بابا مُجھے شِدت سے یاد آتے ہیں

kandhon pay meray jab bojh barrh jaatay haan

meray baba mujhay shiddat say yaad aatay haan

ghar ja kay chupkay say bachon ko khilaya ho ga
ghar ja kay chupkay say bachon ko khilaya ho ga

گھر جا کے چپکے سے بچوں کو کھلایا ہو گا

اُن کو کیا معلوم کہ کِس حال میں کمایا ہوگا

ghar ja kay chupkay say bachon ko khilaya ho ga

un ko kiya maloom keh kis haal main kamaya ho ga

jo maut say na darta tha bachon say dar giya
jo maut say na darta tha bachon say dar giya

جو موت سے نہ ڈرتا تھا ، بچوں سے ڈر گیا

اِک رات خالی ہاتھ جب مزدور گھر گیا

jo maut say na darta tha bachon say dar giya

ik raat khali hath jab mazdoor ghar giya

father quotes in urdu

paikar tha wafa ka muhabbat ka khuda tha - father's day poetry - besturdupoetry.pk
paikar tha wafa ka muhabbat ka khuda tha – father’s day poetry – besturdupoetry.pk

پیکر تھَا وَفا کا مُحبت کا خُدا تھَا

وُہ شَخص زَمانے میں سَب سے جُدا تھَا

paikar tha wafa ka muhabbat ka khuda tha

wo shakhs zamanay main sab say juda tha

father quotes in urdu - father quotes in urdu
father quotes in urdu – father quotes in urdu

اس دنیا میں آپکا باپ وہ واحد شخص ہے جو چاہتا ہے کہ آپ اُس سے زیادہ کامیاب ہوں

iss duniya main aapka baap wo wahid shakhs hai jo chahata hay kai aap uss say ziyada kamyab hoon.

Your father is the only person in the world, who wants you to be more successful than him.

jo baap ki thandi chaon main guzray thay - father's day quotes
jo baap ki thandi chaon main guzray thay – father’s day quotes

جو باپ کی ٹھنڈی چھاوں میں گُزرے تھے

زِندگی کے وہی پَل اَنمول تھے

jo baap ki thandi chaon main guzray thay

zindagi kay wahi pal anmol thay

bojh enton ka barrah do sahib - father poetry in urdu
bojh enton ka barrah do sahib – father poetry in urdu

بوجھ اینٹوں کا اور بڑھا دو صاحب

میرے بچے نے آج اِک فرمائش کی ہے

bojh enton ka barrah do sahib

mery bachay nay aaj ik farmaish ki hai

late father poetry in urdu

suna hai baap zinda ho tu kantay bhi nahi chubhtay - father poetry in urdu
suna hai baap zinda ho tu kantay bhi nahi chubhtay – father poetry in urdu

یتیمی ساتھ لاتی ہے زمانے بھر کے سارے دُکھ

سُنا ہے باپ زندہ ہو تو کانٹے بھی نہیں چُبھتے

yateemi sath lati hai zamanay bhar kay saray dukh

suna hai baap zinda ho tu kantay bhi nahi chubhtay

اُن کے سائے میں بخت ہوتے ہیں

باپ گھر میں درخت ہوتے ہیں

un kay saye main bakht hotay hain

baap gher main daratht hotay hain

father and daughter quotes in urdu

father and daughter quotes in urdu - father poetry in urdu
father and daughter quotes in urdu – father poetry in urdu

باپ اور بیٹی میں ایک چیزمشترکہ ہوتی ہے۔ دونوں کو اپنی گُڑیا سے بہت پیار ہوتا ہے۔

baap aur beti main aik cheez mushtarka hoti hai. dono ko apni gurriya say buhat piyyar hota hai.

there is one thing common in father and daughter. Both love their doll.

فادر ڈے کے حوالہ سے نظم

عزیز تر وہ مُجھے رکھتا تھا ، رگِ جاں سے

یہ بات سچ ہے ، میرا باپ کم نہ تھا میری ماں سے

وہ ماں کے کہنے پہ کچھ روعب مجھ پہ رکھتا تھا
یہی وجہ تھی کہ مجھے چومتے ججھکتا تھا
وہ آشنا میرے ہر کرب سے رہا ہر دم
جو کھل کے رو نہیں پایا مگر سسکتا تھا
جڑی تھی اسکی ہر اک ہاں فقط میری ہاں سے
یہ بات سچ ہے میرا باپ کم نہ تھا ماں سے
ہر اک درد وہ چپ چاپ خود پہ سہتا تھا
تمام عمر وہ اپنوں سے کٹ کے رہتا تھا
وہ لوٹتا تھا کہیں رات کو دیر سے کہ دن بھر
وجود اسکا پسینے میں ڈھل کے بہتا تھا
گلے پھر بھی تھے مجھے ایسے چاک داماں سے
یہ بات سچ ہے میرا باپ کم نہ تھا ماں سے
پرانا سوٹ پہنتا تھا کم وہ کھاتا تھا
مگر کھلونے میرے سب خرید لاتا تھا
وہ مجھے سوئے ہوئے دیکھتا تھا جی بھر کے
نہ جانے سوچ کے وہ کیا کیا مسکراتا تھا
میرے بغیر تھے سب خواب اسکے ویراں سے

یہ بات سچ ہے میرا باپ کم نہ تھا ماں سے​

mera baap kam na tha nazam - father's day poem
mera baap kam na tha nazam – father’s day poem

father’s day poem

Wō māāņ kāy kēhņāy pēy kuch rāub mujh pāy rākhṯā ṯhā

Yāhɨ wājā ṯhɨ kāy mujhāy chōōmṯāy jhɨjhākṯā ṯhā
wō āshņā mērāy hār kārb sāy rāhā hār dām

Jō khul kāy rōō ņāhɨ pāyā, māgār sɨsākṯā ṯhā
jurrɨ ṯhɨ uskɨ hār ɨk hāāņ fāqṯ mērɨ hāāņ sāy

Yēh bāāṯ sāch hāy mērā bāāp, kām ņā ṯhā māāņ sāy
hār āɨk dārd wō chup chāp khud pāy sēhṯā ṯhā

Ṯāmām umēr wō āpņōōņ sāy kāṯ kēh rēhṯā ṯhā
wō lāuṯ-ṯā ṯhā kāhɨņ rāāṯ kō dāɨr sāy kēh dɨņ bhār

Wājōd uskā pāsēēņāy māɨņ dhāl kāy bēhṯā ṯhā
gɨllāy phɨr bhɨ ṯhāy mujhy āɨsāy chāk dāmāņ sāy

Yēh bāāṯ sāch hāy mērā bāāp, kām ņā ṯhā māāņ sāy
purāņā suɨṯ pēhāņṯā ṯhā kām wō khāṯā ṯhā

Māgār khɨlōņāy mērāy sāb khārēēd lāṯā ṯhā
wō mujhāy sōō-āy huwy dēkhṯā ṯhā jēē bhār kāy

Ņā jāņāy sōch kāy wō kɨyā kɨyā muskrāṯ ṯhā

Mērāy bāghār ṯhāy sāb khwāb uskāy vērāņ sāy

yeh baat sach hai mera baap kam na tha maan say

پیکر تھا وفا کا محبت کا خدا تھا

پیکر تھَا وَفا کا مُحبت کا خُدا تھَا

وُہ شَخص زَمانے میں سَب سے جُدا تھَا

چاہَت کے خَزانے تھے ہَر اِک لَفظ میں اُس کے

دَامَن میرا اُس نے دُعّاوں سے بَھرا تھَا

مُجھ کو نَہیں دیکھا کڑی دھُوپ نے چُھو کَر

بابا میرا دُنیا میں مُجھے ایسا جو مِلا تھَا

فِکریں نہ زَمانے کی کبھی پاس بھی آئیں

میرا  درد میری ہستی سے ڈرتا ہی رہا تھَا

جَب تَک رَہا سَانسوں کا بسیرا  میرا  بابا

تَب تَک میں غَموں سے بچا ہی رہا تھَا

اُس شَام کی حِدّت میرے دِل سے نہیں جَاتی

جِس شَام تیرا سَایہ میرے سَر سے اُٹھا تھَ

paikar tha wafa ka - late father poetry in urdu -
paikar tha wafa ka – late father poetry in urdu –

Nazam paikar tha wo wafa ka

nazam about late father poetry in urdu.

Pākēr ṯhā wō wāfā kā mūhāββāṯ kā khūdā ṯhā

Wō shākhs zāmāņāy māɨņ sāβ sāy jūdā ṯhā

Chāhāṯ kāy khāzāņāy ṯhāy hār ɨk lāfz māɨņ ūs kāy

Dāmāņ mērā ūs ņāy dūāōōņ sāy βhārā ṯhā

Mūjh kō ņāhɨ dēkhā kārrɨ dhōōp ņāy chōō kār

Βāβā mērā dūņɨyā māɨņ mūjhāy āɨsā jā mɨlā ṯhā

Fɨkārāɨņ ņā zāmāņāy kɨ kāβhɨ pāss βhɨ āāɨņ

Mērā dārd mērɨ hāsṯɨ sāy, dārṯā hɨ rāhā ṯhā

Jāβ ṯāk rāhā sāņsōņ kā βāsērā mērā βāβā

Ṯāβ ṯāk māɨņ ghāmōņ sāy, βāchā hɨ rāhā ṯhā

Ūss shām kɨ hɨddāṯ mērāy dɨl sāy ņāhɨ jāṯɨ

Jɨs shām ṯērā sāyā mērāy sār sāy ūṯhā ṯhā

urdu poetry for father sad

meray bachay ungli thamay dheeray dheeray chaltay thay - father poetry in urdu
meray bachay ungli thamay dheeray dheeray chaltay thay – father poetry in urdu

میرے بچے انگلی تھامے دھیرے دھیرے چلتے تھے

پھر وہ آگے دوڑ گئے میں تنہا پیچھے چھوٹ گیا

meray bachay ungli thamay dheeray dheeray chaltay thay

phir wo aagay daur gaye main peechay tanha choot giya

father poetry in urdu

Father works hard for day and night, to keep his family happy. He make his best to fulfill all requirements for his children. Whether it is education or financial need. He has unconditional love for his children He encourages his child to be best in class. And whenever a child does wrong, he keeps away to get into the bad and immoral ways of life. A father is just a man to others but has all in one for his children. Father’s day is all about acknowledgments and expressing honors to our father. There are various ways to salute his devotion. In this blog, I have shared my feelings in the form of Urdu poetry and quotes and late father poetry also.

thanx for free image download

https://unsplash.com/

One thought on “father poetry in urdu – father quotes in urdu

  • June 21, 2020 at 2:01 pm
    Permalink

    wah jee wah …. acha laga

Leave a Reply

Your email address will not be published.

CommentLuv badge

%d bloggers like this: