motivational poetrypoetryشاعری

motivational poetry in urdu best 30 sher

read best motivational poetry in urdu. urdu inspirational poetry. success poetry in urdu.

In our daily life, we are facing difficulties and problems. And moral goes down at that time. But don’t afraid of hardships in life. motivational poetry in Urdu is a source to get inspiration at that moment.

کھول آنکھ ، زمیں دیکھ،فلک دیکھ، فِضا دیکھ

مشرق سے نِکلتے ہوئے سورج کو ذرا دیکھ

Khol āānkh, zāmēēn dēkh, fālāk dēkh, fɨzā dēkh

Māshrɨq sāy nɨkālṯy huwy surāj ko zārā dēkh

us kom ko shamsheer ki
us kom ko shamsheer ki

اُس  قوم کو شمشیر کی حاجت نہی رہتی

ہو جس کے جوانوں کی خودی صورتِ فولاد

Us kom ko shāmshēēr kɨ hājɨṯ nāhɨ rēhṯɨ

ho jɨs kāy jāwāno kɨ khudɨ surāṯ ē fāulād

uth keh ab bazam e jahan ka
uth keh ab bazam e jahan ka – urdu inspirational poetry

اُٹھ کہ اب بزمِ جہاں کا اور ہی انداز ہے

مشرق و مغرب میں تیرے دور کا آغاز ہے

uṯh kāyā β βāzām ē jāhān kā āur hɨ āndāz hā

māshrɨq o māģhrrɨβ māɨn ṯēry dāur kā āģhāz hāy

uqabi rooh jab nazar aati hai
uqabi rooh jab nazar aati hai

عقابی روح جب بیدار ہوتی ہے جوانوں میں

نظر آتی ہے ان کو اپنی منزل آسمانوں میں

uqabi ruh jab bedar hoti hai jawano main

nāzār āāṯɨ hāy un ko āpnɨ mānzɨl āāsmāno māɨn

sitaron say aagay
sitaron say aagay

ستاروں سے آگے جہاں اور بھی ہیں

ابھی زندگی کے امتحاں اور بھی ہیں

sɨṯāron sāy āāģāy jāhān āur βhɨ hāān

āβhɨ zɨndāģɨ kāy ɨmṯɨhān āur βhɨ hān

inspirational poetry in urdu

nahi tera nasheman qasar e sultani kay gunbd par
nahi tera nasheman qasar e sultani kay gunbd par

نہیں تیرا نشیمن قصرِ سُلطانی کے گُنبد پر

تُو شاہین ہے بسیرا کر پہاڑوں کی چٹانوں پر

Nāhɨ ṯērā nāshēmān kāsēr-ē-sulṯānɨ kāy ģumβād pēr

Ṯu shāhēēn hāy βāsērā kār pāharon ki chitano par

pur dam hai agar tu
pur dam hai agar tu

شاہیں کبھی پرواز سے تھک کر نہیں گرتا

پُر دم ہے اگر تُو ، تو نہیں خطرہِ افتاد

Shāhēēn kāβhɨ pērwāz sāy ṯhāk kār nāhɨ ģɨrṯā

Purdām hāy āģār ṯuu ṯu nāhɨ khāṯrā-ē-ɨfṯād

ghulami main na kam aati haan
ghulami main na kam aati haan

غلامی میں نہ کام آتی ہیں شمشیریں نہ تدبیریں

جو ہو ذوقِ یقیں پیدا، تو کٹ جاتی ہیں زنجیریں

Ģhulāmɨ māɨn nā kāām āāṯɨ hāān shāmshēērāɨn nā ṯādβēērāɨn

Jo ho zāuq ē yāqēēn pēdā ṯu kāṯ jāṯɨ hāān zānjēērāɨn

تُندی بادِ مُخالِف سے نہ گھبرا اے عُقاب

یہ تو چلتی ہے تُجھے اُنچا اُڑانے کے لِیے

Ṯundɨ-ē-βādē mukhālɨf sāy nā ģhāβrā āyē uqāβ

Yē ṯu chālṯɨ hā ṯujhāy unchā urrāny kāy lɨyē

mard e nadan par kalam
mard e nadan par kalam

پھُول کی پتی سے کٹ سکتا ہے ہیرے کا جِگر

مردِناداں پر کلام نرم و نازک بے اثر

Phool kɨ pāṯɨ sāy kāṯ sākṯā hā hērry kā jɨģār

Mārd-ē-nādān pēr kālām nārm o nāzāk βāy-āsār

zara nam ho tu yeh mitti
zara nam ho tu yeh mitti

نہیں ہے ناامید اقبال اپنی کشتِ ویراں سے

ذرا نم ہو تو یہ مٹی بڑی زرخیز ہے ساقی

Nāhɨ hāy nāumēēd ɨqβāl āpnɨ kāshṯ ē vērān sāy

Zārā nām ho ṯu yēh mɨṯṯɨ βārrɨ zārkhēz hāy sāqɨ

best motivational poetry in urdu

milay ga manzil e maqsood ka - motivational poetry in urdu
milay ga manzil e maqsood ka – motivational poetry in urdu

ملے گا منزلِ مقصود کا اُسی کو سُراغ

اندھیری شب میں ہے چیتے کی آنکھ جس کا چراغ

Mɨlāy ģā mānzāl ē māqsood kā usɨ ko surāģh

Āndhērɨ shāβ māɨn hāy chēēṯāy kɨ āānkh jɨs kā chɨrāģh

waqt say pehlay hadson say larra hoon
waqt say pehlay hadson say larra hoon

وقت سے پہلے حادثوں سے لڑا ہوں

میں اپنی عُمر سے کئی سال بڑا ہوں

Wāqṯ sāy pēlhāy hāddson sāy lārrā hoon

Māɨn āpnɨ umēr sāy kāɨ sāāl βārrā hoon

yeh din agar buray hain tu achay bhi aain gain
yeh din agar buray hain tu achay bhi aain gain

شاخیں اگر گِر رہی ہیں، تو پتے بھی آئیں گے

یہ دِن اگر بُرے ہیں تو اچھے بھی آئیں گے

Shākhāɨn āģār ģɨr rāhɨ hāān, ṯu pāṯṯy βhɨ āāɨn ģāy

Yēh dɨn āģār βurāy hāān ṯu āchāy βhɨ āāɨn ģāy

mitza day apni hasti ko - motivational poetry in urdu
mitza day apni hasti ko

مٹا دے اپنی ہستی کو ، اگر کُچھ مرتبہ چاہے

کہ دانہ خاک میں مِل کر گُلِ گُلزار ہوتا ہے

Mɨṯā dāy āpnɨ hāsṯɨ ko āģār kuch mārṯāβā chāhāy

Kāy dānā khāk māɨn mɨl kār ģul ē ģulzār hoṯā hāy

zindagi main un kay imtahan sakht hotay hain
zindagi main un kay imtahan sakht hotay hain

مُقدر جن کے اونچے اور اعلی بخت ہوتے ہیں

زندگی میں اُنہی کے امتحاں بھی سخت ہوتے ہیں

Muqādār jɨn kāy oonchāy āur āllā βākhṯ hoṯāy hān

Zɨndāģɨ māɨn unhɨ kāy ɨmṯāhān βhɨ sākhṯ hoṯāy hāān

zindagi ki bhi yahi reet hai
zindagi ki bhi yahi reet hai – success poetry in urdu

زندگی کی بھی یہی ریت ہے

ہار کے بعد ہی جیت ہے

Zɨndāģɨ kɨ βhɨ yāhɨ rēēṯ hāɨ

Hāār kāy βāād hɨ jēēṯ hāɨ

life changing shayari in urdu

us rizq say maut achi
us rizq say maut achi

اے طائرِ لاہوتی، اس رزق سے موت اچھی

جس رزق سے آتی ہو پرواز میں کوتاہی

Āyē ṯāɨr-ē-lāhoṯṯɨ, us rɨzq sāy māuṯ āchɨ

Jɨs rɨzq sāy āāṯɨ ho pērvāz māɨn koṯāhɨ

motivational poetry in urdu - tufanoo say aankh milao
motivational poetry in urdu – tufanoo say aankh milao

طوفانوں سے آنکھ ملاو،  سیلابوں پر وار کرو

ملاحوں کے چکر چھوڑو، تیر کے دریا پار کرو

Ṯufānoon sāy āānkh mɨlāo, sāɨlāβon pēr wār kāro

Māllāhon kāy chākār chorro, ṯēɨr kāy dāryā pār kāro

motivational poetry in urdu - safar main mushilain aain tu
motivational poetry in urdu – safar main mushilain aain tu

سفر میں مشکلیں آئیں ، تو ہمت اور بڑھتی ہے

کوئی جب راستہ روکے تو ، جُرات اور بڑھتی ہے

Sāfār māɨn mushkɨlāɨn āāɨn, ṯu hɨmāṯ āur βhārṯɨ hāy

Koɨ jāβ rāsṯā rokāy, ṯu jurrāṯ āur βhārṯɨ hāy

dayyar e ishq main apna maqam paida kar
dayyar e ishq main apna maqam paida kar

دیارِ عشق میں اپنا مقام پیدا کر

نیا زمانہ، نئے صبح و شام پیدا کر

dayyar e ishq main apna maqam paida kar

Nāyā zāmānā, nāyē suβh-o-shām pēɨdā kār

ranj say khu gar ho insan
ranj say khu gar ho insan

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج

مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

Rāņj sāy khu-gār hō ɨņsāņ ṯu mɨṯṯ jāṯā hāy rāņj

Mushkɨlāɨņ mujh pēr pārɨņ ɨṯņɨ kēh āāsāņ hō gāɨņ

lehron say darr kar nauka parr nahi hoti - motivational poetry in urdu
lehron say darr kar nauka parr nahi hoti – motivational poetry in urdu

لہروں سے ڈر کر نوکا پار نہیں ہوتی

کوشش کرنے والوں کی ہار نہیں ہوتی

lehron say darr kar nauka parr nahi hoti

koshish karnay walon ki haar nahi hoti

حوصلہ افزائی شاعری

kashti bhi nahi badli, darya bhi nahi badla
kashti bhi nahi badli, darya bhi nahi badla
اور ڈوبنے ولوں کا جذبہ بھی نہیں بدلاکشتی بھی نہیں بدلی دریا بھی نہیں بدلا
منزل بھی نہیں پائی رستہ بھی نہیں بدلاہے شوقِ سفر ایسا اِک عرصے سے یارو 

kashti bhi nahi badli, darya bhi nahi badla

aur dobnay walon ka jazba bhi nahi badla

hai shouq e safar aisa ik arsay say yaro

manzil bhi nahi paai rasta bhi nahi badla

kon kehta hai keh maut aai tu marr jaon ga
kon kehta hai keh maut aai tu marr jaon ga

کون کہتا ہے کہ موت آئی تو مَر جاوں گا

میں تو دریا ہوں ، سمندر میں اُتر جاوں گا

kon kehta hai keh maut aai tu marr jaon ga

main tu darya hoon samundar main utar jaon ga

hosalay mushkilon main paltay hain
hosalay mushkilon main paltay hain

وقت کی گردشوں کا غم نہ کرو

حوصلے مُشکلوں میں پلتے ہیں

waqt ki gardashon ka gham na karo

hosalay mushkilon main paltay hain

umeedain youn na tooro tum keh yeh qanon hai rabb ka
umeedain youn na tooro tum keh yeh qanon hai rabb ka – inspiration meaning in urdu

اُمیدیں یوں نہ توڑو تُم، کہ یہ قانون ہے ربّ کا

سَحر لازم ہے گویا شب میں کِتنی ہی طوالت ہو

umeedain youn na tooro tum keh yeh qanon hai rabb ka

sahar lazam hai goya shab main litni hi tawalat ho

urdu inspirational poetry inspiration meaning in urdu

inspiration means innovation تخلیق

apnay hissay ka diya khud hi jalana ho ga - motivational poetry in urdu
apnay hissay ka diya khud hi jalana ho ga

خواہش سے نہیں گِرتے پھل جھولی میں

وقت کی شاخ کو میرے دوست ہلانا ہو گا

کچھ نہیں ہو گا اندھیروں کو بُرا کہنے سے

اپنے حِصّے کا دِیا خود ہی جلانا ہو گا

khwahish say nahi girtay phal jholi main

waqt ki shakh ko meray dost hilana ho ga

kuch nahi ho ga andheron ko bura kehnay say

apnay hissay ka diya khud hi jalana ho ga

منزلیں چاہے کِتنی ہی اونچی کیوں نہ ہو

راستے ہمیشہ پیروں کے نیچے ہوتے ہیں۔

manzilain chahain kitni hi onchi kiyun na ho

rastay hamesha peron kay neechay hoty hain

جن میں تنہا چلنے کے حوصلے ہوتے ہیں

ایک دِن اُن ہی کے پیچھے قافلے ہوتے ہیں۔

jin main tanha chalnay kay hoslay hotay hain

aik din un hi kay peechay qafaly hotay hain

منزل تو مِلے گی بھٹک کر ہی سہی

گمراہ تو وہ ہیں جو گھر سے نِکلے ہی نہیں

manzil tu milay gi bhatak kar hi sahi

gumrah tu wo log hain jo ghar say niklay hi nahi

ڈوبنا پڑتا ہے اٌبھرنے سے پہلے

غروب ہونے کا مطلب زوال نہیں ہوتا

dobna parrta hai ubhernay say pehlay

gharob honay ka matlab zawal nahi hota

محنت اتنی خاموشی سے کرو

کہ تٌمھاری کامیابی شور مچا دے

mehnat itni khamoshi say karo

ke tumhari kamiyabi shor macha daay.

جب چل پڑے ہو سفر کو تو پھر حوصلہ رکھو

صحرا کہیں ، کہیں پہ سمندر بھی آئیں گے

jab chal parry ho safar ko tu phir hosla rakho

sehra kahin, kahin pay samunder bhi aain gaiy

نامی کوئ بغیر مٌشقت نہیں ہٌوا

سو بار عقیق کٹا تب نگیں ہٌوا

nami koi bgher mushaqat nahi huwa

sau baar aqeeq kata tab nageen huwa

inspirational quotes in urdu

 • ان لوگوں کے لیے کامیاب بنو جو تمھیں ناکام دیکھنا چاہتے ہیں

un logon kay liye kamyab bano jo tumhain nakam dekhna chahtay hain

 • کوشش تب تک کرنی چاہیے ، جب تک تُم جیت نہیں جاتے۔

koshish tab tak karni chahiye, jab tak tum jeet nahi jaatay

read more

thanx for free image download

https://www.ecopetit.cat/

5 thoughts on “motivational poetry in urdu best 30 sher

 • Innocent Man

  Us kom ko shāmshēēr kɨ hājɨṯ nāhɨ rēhṯɨ
  ho jɨs kāy jāwāno kɨ khudɨ surāṯ ē fāulād

 • Hi there I am so excited I found your web site, I really found you by accident, while I was researching on Digg for
  something else, Anyways I am here now and would just like to say kudos for a fantastic post and a all round thrilling blog (I also love
  the theme/design), I don’t have time to read
  it all at the minute but I have book-marked it and
  also added your RSS feeds, so when I have time I will be back
  to read more, Please do keep up the excellent work.
  https://bandarsakong.id/ recently posted…https://bandarsakong.id/My Profile

 • Anonymous

  such a great work …thank you

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge