25 image mohsin naqvi poetry in urdu

read Mohsin Naqvi poetry in Urdu. poetry of Mohsin Naqvi in Urdu. Mohsin Naqvi was a famous poet of Pakistan. His poetry makes him distinguished. Here you can read his poetry.

شمار اس کی سخاوت کا کیا کریں کہ وہ شخص

چراغ بانٹتا پھرتا ہے چھین کر آنکھیں

shumar us ki skhawat ka kiya karain kay wo shakhs

charagh bant ta phirta ha cheen kar aankhain

mere hathon ki lakeeron main ye aaib ha mohsin - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
mere hathon ki lakeeron main ye aaib ha mohsin – mohsin naqvi poetry in urdu

mere hathon ki lakeeron main ye aaib ha mohsin

main jis shakhs ko chho loon wo mera nahi rehta

میرے ہاتھوں کی لکیروں میں یہ عیب ہے محسن

میں جس شخص کو چھو لوں وہ میرا نہیں رہتا

tujhay udas bhi karna tha khud bhi rona tha - besturdupoetry.pk
tujhay udas bhi karna tha khud bhi rona tha

tujhay udas bhi karna tha khud bhi rona tha

yeh hadsa bhi meri jan — kabhi tu hona tha

تجھے اداس بھی کرنا تھا خود بھی رونا تھا 

یہ حادثہ بھی میری جان ، کبھی تو ہونا تھا

kiyun teray dard ko dain tuhmat o verani ye dil - besturdupoetry.pk
kiyun teray dard ko dain tuhmat o verani ye dil

kiyun teray dard ko dain tuhmat o verani ye dil

zalzalon main tu bharay shehar ujarr jatay han

کیوں تیرے درد کو دیں تہمت و یرانی ِدل

زلزلوں میں تو بھرے شہر اُجڑ جاتے ہیں

inhain jo naz hay khud par nahi bay waja mohsin - besturdupoetry.pk
inhain jo naz hay khud par nahi bay waja mohsin

inhain jo naz hay khud par nahi bay waja mohsin

kay jis ko ham nay chaha ho wo khud ko aam kiyun samjhay

انھیں جو ناز ہے خود پر نہیں بے وجہ محسن

کہ جس کو ہم نے چاہا ہو، وہ خود کو عام کیوں سمجھے

mohsin naqvi poetry in urdu

ab aik pal ka tughafil bhi sah nahi saktay - besturdupoetry.pk
ab aik pal ka tughafil bhi sah nahi saktay

ab aik pal ka tughafil bhi sah nahi saktay

ham ahal e dil kabhi aadi thy intazar kay bhi

اب ایک پل کا تغافل بھی سہہ نہیں سکتے

ہم اہل دل ، کبھی عادی تھے انتظار کے بھی

kuch hadson say gir gaye mohsin zameen par - besturdupoetry.pk
kuch hadson say gir gaye mohsin zameen par

kuch hadson say gir gaye mohsin zameen par

ham rashk e asman thay abhi kal ki baat hay

کچھ حادثوں سے گر گئے محسن زمین پر

ہم رشک آسمان تھے ابھی کل کی بات ہے

jis ki qismat main likha ho rona mohsin - besturdupoetry.pk
jis ki qismat main likha ho rona mohsin

jis ki qismat main likha ho rona mohsin

wo muskara bhi dain tu anso nikal aatay han

جس کی قسمت میں لکھا ہو رونا محسن

وہ مسکرا بھی دیں تو آنسو نکل آتے ہیں

pehlay khushboo kay mazajon ko samajh lo mohsin - besturdupoetry.pk
pehlay khushboo kay mazajon ko samajh lo mohsin – poetry of mohsin naqvi

pehlay khushboo kay mazajon ko samajh lo mohsin

phir gulastan main kisi gul say muhabat karna

پہلے خوشبو کے مزاجوں کو سمجھ لو محسن

پھر گلستان میں کسی گل سے محبت کرنا

uskay sab jhot bhi sach haan mohsin - besturdupoetry.pk
uskay sab jhot bhi sach haan mohsin

uskay sab jhot bhi sach haan mohsin

shart itni hay wo bolay tu sahi

اسکے سب جھوٹ بھی سچ ہیں محسن

شرط اتنی ہے وہ بولے تو سہی

zikar e shab e faraq say wehshit issay bhi thi - besturdupoetry.pk
zikar e shab e faraq say wehshit issay bhi thi

zikar e shab e faraq say wehshit issay bhi thi

meri tarha kisi say muhabbat usay bhi thi

ذکرشبِ فراق سے وحشت اسے بھی تھی

میری طرح کسی سے محبت اسے بھی تھی

zikar e shab e firaq say vehshat issay bhi thi

meri tarah kisi say muhabbat issay bhi thi

best poetry image shairi

aankhon main koi khwab utarnay nahi deta - besturdupoetry.pk
aankhon main koi khwab utarnay nahi deta

aankhon main koi khwab utarnay nahi deta

yeh dil kay mujhay chain say marnay nahi deta

آنکھوں میں کوئی خواب اترنے نہیں دیتا

یہ دل کہ مجھے چین سے مرنے نہیں دیتا

us ki batton say hi tabiyat sanbhal sakay gi - besturdupoetry.pk
us ki batton say hi tabiyat sanbhal sakay gi

us ki batton say hi tabiyat sanbhal sakay gi

kahin say mohsin ko dhond lao udas logo

اُسی کی باتوں سے ہی طبیعت سنبھل سکے گی 

کہیں سے محسن کو ڈھونڈ لاو اداس لوگو

resham zulfon neelam aankhon waly achay lagtahy han - besturdupoetry.pk
resham zulfon neelam aankhon waly achay lagtahy han –

resham zulfon neelam aankhon waly achay lagtahy han

main shair hoon mujh ko ujlay chahray achay lagtay haan

ریشم زُلفوں ، نیلم آنکھوں والے اچھے لگتے ہیں

میں شاعر ہوں مُجھ کو اُجلے چہرے اچھے لگتے ہیں

mohsin naqvi poetry in urdu

bichar kay mujh say kabhi tu nay yeh bhi socha hay - besturdupoetry.pk
bichar kay mujh say kabhi tu nay yeh bhi socha hay

bichar kay mujh say kabhi tu nay yeh bhi socha hay

adhora chand bhi kitna udas lagta hay

بچھڑ کےمُجھ سے کبھی تو نے یہ بھی سوچا ہے 

ادھورا چاند بھی کِتنا اُداس لگتا ہے

qareeb aa shabe tanhai tujh say piyar karain - besturdupoetry.pk
qareeb aa shabe tanhai tujh say piyar karain

qareeb aa shabe tanhai tujh say piyar karain

tamam din ki thakan ka ilaj tu hi sahi

قریب آشبِ تنہائ تجھ سے پیار کریں 

تمام دِن کی تھکن کا علاج تُو ہی سہی

hamain abb kho kay kehta hay mujhy tum yaad aatay ho - mohsin naqvi poetry in urdu -  besturdupoetry.pk
hamain abb kho kay kehta hay mujhy tum yaad aatay ho

hamain abb kho kay kehta hay mujhy tum yaad aatay ho

kisi ka ho kay kehta hay mujhay tum yaad atay ho

ہمیں اب کھو کہ کہتا ہے مُجھے تُم یادآتے ہو

کِسی کا ہو کہ  کہتا ہے مُجھے تُم یادآتے ہو

محسن نقوی شاعری urdu

ab us ko kho raha hoon baray ishtiaq say - besturdupoetry.pk
ab us ko kho raha hoon baray ishtiaq say

ab us ko kho raha hoon baray ishtiaq say

wo jis ko dhondnay main zamana laga mujhay

اَب اس کو کھو رہا ہوں بڑے اشتیاق سے

وہ جس کو ڈھونڈنے میں زمانہ لگا مجھے

itna asan nahi shehar e muhabbat ka pata mohsin - besturdupoetry.pk
itna asan nahi shehar e muhabbat ka pata mohsin

itna asan nahi shehar e muhabbat ka pata mohsin

khud bhataktay han yahan rah batanay waly

اتنا آساں نہیں شہرِمحبت کا پتہ محسن

خود بھٹکتے ہیں یہاں راہ بتانے والے

isy pana isy khona isi ky hijar main rona - besturdupoetry.pk
isy pana isy khona isi ky hijar main rona

isy pana isy khona isi ky hijar main rona

yahi gar ishq hai mohsin tu him tanha hi achy

اسےپانا اسے کھونا اسی کے ہجر میں رونا

یہی گر عشق ہے محسن تو ہم تنہا ہی اچھے

shari images poetry

kuch btana hi nahi ghum ka sababi - besturdupoetry.pk
kuch btana hi nahi ghum ka sababi

kuch btana hi nahi ghum ka sabab

bas yonhi gum sum hai mohsin aajkal

کچھ بتاتا ہی نہیں غم کا سبب 

بس یونہی گم سم ہے محسن آجکل

hum doono ka dukh tha ek jesa - mohsin naqvi poetry in rdu -  besturdupoetry.pk
hum doono ka dukh tha ek jesa

hum doono ka dukh tha ek jesa

ahsas megar juda juda tha

ہم دونوں کا دکھ تھا ایک جیسا 

احساس مگر جدا جدا تھا

her waqt ka hansna tujy brbad na kr dy - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
her waqt ka hansna tujy brbad na kr dy

her waqt ka hansna tujy brbad na kr dy

tanhai ky lamhon main kbi ro bhi lia kr

ہر وقت کا ہنسنا تجھے برباد نہ کر دے

تنہائی کے لمحوں میں کبھی رو بھی لیا کر

iss shub ky moqdar main shr hi nahi - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
iss shub ky moqdar main shr hi nahi

iss shub ky moqdar main shr hi nahi mohsin

dekha ha kai bar charagoon ko boja ky

اِس شب کے مقدر میں سحر ہی نہیں محسن

دیکھا ہے کئی بار چراغوں کو بجھا کر

wo aaj bhi saduon ki mosaft py kharra hai - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
wo aaj bhi saduon ki mosaft py kharra hai – mohsin naqvi poetry in urdu

wo aaj bhi saduon ki mosaft py kharra hai

dondha tha jisy wqat ki devar gira kr

وہ آج بھی صدیوں کی مسافت پہ کھڑا ہے

ڈھونڈا تھا جسے وقت کی دیوار گِرا کر

محسن نقوی شاعری

fiza ka habs shagofon ko
fiza ka habs shagofon ko

فضا کا حبس شگوفوں کو باس کیا دے گا

بدن دریدہ کسی کو لباس کیا دے گا

fiza ka habs shagofon ko baas kiya day ga

badan dareeda kisi ko libas kiya day ga

mahinon baad milnay ki khushi
mahinon baad milnay ki khushi

مہینوں بعد ملنے کی خوشی اپنی جگہ محسنؔ

وہ ظالم جب بچھڑتا ہے تو حالت اور ہوتی ہے

mahinon baad milnay ki khushi apni jaga mohsin

wo zalim jab bicharta ha tu halat aur hoti ha

chal para hoon main zamany kay asolon pay mohsin - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
chal para hoon main zamany kay asolon pay mohsin

چل پڑا ہوں میں زمانے کے اصولوں پہ محسن

میں اب اپنی ہی باتوں سے مُکر جاتا ہوں

chal para hoon main zamany kay asolon pay mohsin

main ab apni hi baton say mukar jata hoon

kis liye mohsin kisi bay mehr ko
kis liye mohsin kisi bay mehr ko

کس لیے محسن کسی بے مہر کو اپنا کہوں

دل کے شیشے کو کسی پتھر سے کیوں ٹکراوں میں

kis liye mohsin kisi bay mehr ko apna kahon

dil kay sheshay ko kisi pathar say kiyun takraon main

aawara-o-badnam hay mohsin tu hamain kiya
aawara-o-badnam hay mohsin tu hamain kiya

آوارہ – و- بدنام ہے مُحسن تو ہمیں کِیا

خُود ٹھوکریں کھا کھا کے سنبھل جائے گا آخر

aawara-o-badnam hay mohsin tu hamain kiya

khud thokarain kha kha kay sanbhal jaye ga aakhir

ham nay ghazalon main tumhain pukara aisay
ham nay ghazalon main tumhain pukara aisay

ہم نے غزلوں میں تُمھیں پُکارا ایسے

جیسے تُم ہو کوئی قسمت کا ستارہ مُحسن

ham nay ghazalon main tumhain pukara aisay

jaisy tum ho koi qismat ka sitara mohsin

Mohsin naqvi poetry

mohsin wo sath lay gaiye har manzar e hayat
mohsin wo sath lay gaiye har manzar e hayat

محسن وہ ساتھ لے گئے ہر منظرِ حیات

ٹوٹا ہُوا سادِل پسِ منظر پڑا ہے

mohsin wo sath lay gaiye har manzar e hayat

tuta huwa sa dil pas e manzar parra hai

main uss shakhs ko kaisay manaon ga muhsin
main uss shakhs ko kaisay manaon ga muhsin

میں اُس شخص کو کیسے مناو ں گا محسنؔ

جو مجھ سے روٹھا ہے میری محبت کے سبب

main uss shakhs ko kaisay manaon ga muhsin

jo mujh say rotha hai meri muhabbat kay sabab

usool e muhabbat main tum khud bewafa ho mohsin
usool e muhabbat main tum khud bewafa ho mohsin

اصولِ مُحبت میں تُم خود بے وفا ہو مُحسنؔ

وہ جو بچھڑا تو تُم مَر کیوں نہیں گئے

usool e muhabbat main tum khud bewafa ho mohsin

wo jo bichrra to tum mar kiyun nahi gaye

jis kay aangan main ghareebi ka shajar ho mohsan - mohsin naqvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
jis kay aangan main ghareebi ka shajar ho mohsan

جن کے آنگن میں غریبی کا شجر ہو مُحسنؔ

اُن کی ہر بات زمانے کو بُری لگتی ہے

jis kay aangan main ghareebi ka shajar ho mohsan

un ki har baat zamanay ko buri lagti hai

bharrkain meri piyas ko aksar teri aankhain - mohsin naqvi poetry in urdu
bharrkain meri piyas ko aksar teri aankhain – mohsin naqvi poetry in urdu

بھڑکائیں میری پیاس کو اکثر تیری آنکھیں

صحرا میرا چہرہ ہے سمندر تیری آنکھیں

bharrkain meri piyas ko aksar teri aankhain

sehra mera chehra hai samundar teri aankhain

main hans kay zakhm na khata tu aur kiya karta
main hans kay zakhm na khata tu aur kiya karta

وہ میرے ضبط کا اندازہ کرنے آیا تھا

میں ہنس کے زخم نہ کھاتا تو اور کیا کرتا

wo meray zabt ka andaza karnay aya tha

main hans kay zakhm na khata tu aur kiya karta

wafa ki kon si manzil pay us nay chorra tha
wafa ki kon si manzil pay us nay chorra tha

وفا کی کون سی منزل پہ اس نے چھوڑا تھا

کہ وہ تو یاد ہمیں بھول کر بھی آتا ہے

wafa ki kon si manzil pay us nay chorra tha

keh wo tu yaad hamain bhool kar bhi aata hai

کوئی تعویز دو ردِّ بَلّا کا

میرے پیچھے مُحبّت پڑ گئی ہے

koi taveez du radd e balla ka

mery peechay muhabbat parr gai hai

اِتنا خائف ہوں میں اِس دور کے ہنگاموں سے

اَب ہوا سانس بھی لیتی ہے تو ڈر جاتا ہوں

itna khaif hoon main iss daur kay hangamon say

ab hawa sans bhi leti hai tu darr jata hoon

تمھیں جب روبرو دیکھا کریں گے

یہ سوچا ہے بہت سوچا کریں گے

tumhain jab rubaru dekha karain gaiy

ye socha hai buhat socha karain gaiy

ہر گھڑی رإیگاں گٌزرتی ہے

زندگی اب کہاں گٌزرتی ہے

har gharri raigan guzarti hai

zindagi abb kahan guzarti hai

اس کے میرے فاصلے مٌحسن نہ پوچھ

رنگ سے خوشبو جٌدا ہے اور بس

us kay mery fasilay muhsan na puch

rang say khushboo juda hai aur bas

شکل اسکی تھی دلبروں جیسی

خو تھی لیکن ستم گروں جیسی

shakal uski thi dilbaron jesi

khu thi lekin sitam garon jesi

ہر گھڑی رإیگاں گٌزرتی ہے

زندگی اب کہاں گٌزرتی ہے

har gharri raigan guzarti hai

zindagi abb kahan guzarti hai

read more

Special thanks for free image download

https://www.pexels.com/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top