14 august poetry for Independence Day

read 14 august poetry for Independence Day. poetry about Pakistan in urdu.

خٌدا کَرے میری ارضِ پاک پہ اٌترے

وہ فصّلِ گٌل جِسے اندیشہِ زوال نہ ہو

یہاں جو پھول کھِلے وہ کھِلا رہے صدیوں

یہاں خزاں کو بھی گٌزرنے کی مجال نہ ہو

khuda karay ke meri arz-e-pak par utray

wo fasal e gul jisay andesha e zawal na ho

yahan jo phool khilay vo khila rahay saddyoun

yahan khizan ko bhi guzarnay ki majal na ho

میرے وطن یہ عقیدتیں اور پیار تُجھ پہ نِثار کر دوں

مُحبتوں کے یہ سلسلے بیشُمار تُجھ پہ نِثار کر دوں

read more

mere watan ye aqeedaten aur piyar tujh pay nisar kar doon

muhabatton kay ye silsily beshumar tujh pay nisar kar doon

poetry about pakistan in urdu

اے ارضِ وطن آج بھی اپنا یہ عہد ہے

ہم حرفِ وفا خون سے تحریر کریں گے

ham harf e wafa khon say tehreer karain gaiy
ham harf e wafa khon say tehreer karain gaiy

aye arz e watan aaj bhi apna yeh ehad hai

ham harf e wafa khon say tehreer karain gaiy

martay hain uthtay hain aur jhuktay nahi
martay hain uthtay hain aur jhuktay nahi

مَرتے ہیں اٹھتے ہیں اور جھٌکتے نہیں

اے میرے وطن تیرے یہ لال بِکتے نہیں

martay hain uthtay hain aur jhuktay nahi

aye mery watan tery ye lal biktay nahi

begar is ky kahan mumkin thi shanakhet meri
begar is ky kahan mumkin thi shanakhet meri – Pakistan poetry in urdu

بغیر اس کے کہاں ممکن تھی شناخت میری

میرا مٌلک ہے میرے شجرہٕ نسب کی طرح

begar is ky kahan mumkin thi shanakhet meri

mera mulik hai mery shejrih nesab ki terah

14 august poetry

ham apni sansain teray naam kartay hain
ham apni sansain teray naam kartay hain

ہم اپنی سانسیں تیرے نام کرتے ہیں

اے وطن ہم تیری عظمت کو سلام کرتے ہیں

ham apni sansain teray naam kartay hain

aye watan teri azmat ko salam kartay hain

nazar burrri daali agar tum nay meri arz e pak par
nazar burrri daali agar tum nay meri arz e pak par

نظر بٌری ڈالی اگر تٌم نے میری ارضِ پاک پر

میرا وعدہ ہے اے دٌشمن، تیری ہستی مِٹا دیں گے

nazar burrri daali agar tum nay meri arz e pak par

mera wada hai aye dushman teri hasti mita dain gaiy

hamari khak say khushboo watan ki aaye gi
hamari khak say khushboo watan ki aaye gi

ہماری خاک سے خوشبو وطن کی آۓگی

ہمارا خون ہے شامل اِس وطن کی مٹی میں

hamari khak say khushboo watan ki aaye gi

hamara khon hai shamil iss watan ki miti main

ہے جٌرم اگر وطن کی مِٹی سے مٌحبّت

یہ جٌرم سدّا میرے حسابوں میں رہے گا

hai jurm agar watan ki mitti say muhabbat

yeh jurm sada mery hisabon main rahy ga

قبروں میں نہیں ہم کو کِتابوں میں اٌتارو

ہم لوگ مٌحبّت کی کہانی میں مَرے ہیں

qabaron main nahi ham ko kitabon main uttaro

ham log muhabbat ki kahani main maray hain

azadi poetry urdu

chand ko aur refat ki tmna thi
chand ko aur refat ki tmna thi

چاند کواوربھی رفعت کی تمنا تھی

اس لیے تومیرے پرچم میں اتر آیا ہے

chand ko aur refat ki tmna thi

is liye tou mery percham main uter aiya hai

میں اپنے رب سے ہو اس بات کا سوالی ہو

قائم میرے ملک میں اَمن اور خوشحالی

main appny rab sy ho is baat ka swali ho

qaim mery mulk main aman aur khushali

Pakistan poetry in urdu

میرے محبوب وطن تٌجھ پہ اگر جاں ہو نثار

میں یہ سمجھوں گا ٹھکانے لگا سرمایہٕ تن

mery mehboob watan tujh pay agar jaan ho nisar

main yeh samjhon ga thikanay laga sarmaya e ttan

ہم اٌٹھتے ہٌوۓ سورج سے ملاتے ہیں آنکھیں

ہم گٌزری ہٌوٸ رات کا ماتم نہیں کرتے

hum uthty huvy suraj say milaty hain ankhain

hum guzri hui raat ka matam nahi karty

ایک ہٌوۓ تھے تو بنا تھا پاکستان

ایک رہیں گے تو بچے گا پاکستان

aik huwy thay tu bana tha pakistan

aik rahain gaiy tu bachay ga pakistan

read more

اے وطن ہم تٌجھ سے مٌحبّت بے شمار کرتے ہیں

اے وطن ہم تیری عظمت کو سلام کرتے ہیں

aye vatan hum tujh say muhabbat beshumar karty hain

aye watan ham teri azmat ko sallam karty hain

read more

23 march poetry in urdu

thanx for free image

https://wallpaperaccess.com/

2 thoughts on “14 august poetry for Independence Day”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top