love poetryMirza Ghalibsad poetryاداس شاعری

mirza ghalib poetry in urdu best 20 sher

read 10 best sher mirza ghalib poetry in urdu. this is very famous in urdu poetry. In this blog you can read sad , romantic and love poetry also.

قطع کیجیے نہ تعلق ہم سے

کچھ نہیں ہے، تو عداوت ہی سہی

qita kijye na tualq ham say

kuch nahi hay tu adawat hi sahi

mirza ghalib shayari
un kay dekhay say jo aa jati ha – besturdupoetry.pk

un kay dekhay say jo aa jati ha munh par ronaq

wo samajhty han kay bemar ka haal acha hay

ان کے دیکھے سے جو آجاتی ہے منہ پر رونق

وہ سمجھتے ہیں کہ بیمار کا حال اچھا ہے

aaina dekh apna sa munh lay kay - mirza ghalib poetry in urdu
aaina dekh apna sa munh lay kay – mirza ghalib poetry in urdu

aaina dekh apna sa munh lay kay reh gaye

sahib ko dil na deny pay kitna gharor tha

آئینہ دیکھ اپنا سا منہ لے کے رہ گئے

صا حب کو دل نہ دینے پہ کتنا غرور تھا

tha zindagi main marg ka - mirza ghalib poetry in urdu
tha zindagi main marg ka – mirza ghalib poetry in urdu

tha zindagi main marg ka khatka laga hua

urnay say peshtar bhi mera rang zard tha

تھا زندگی میں مرگ کا کھٹکا لگا ہوا

اڑنے سے پیشتر بھی ،مرا رنگ زرد تھا

khulta kisi pay kiyun - besturdupoetry.pk
khulta kisi pay kiyun – besturdupoetry.pk

khulta kisi pay kiyun mere dil ka muamla

sheron kay intkhab nay ruswa kiya mujhey

کھلتا کسی پہ کیوں مرے دل کا معاملہ

شعروں کے انتخاب نے رسوا کیا مجھے

uss ki sadgi pay kon na marr jaye aye khuda
uss ki sadgi pay kon na marr jaye aye khuda

اس کی سادگی پہ کون نہ مر جائے اے خُدا

لڑتے ہیں اور ہاتھ میں تلوار بھی نہیں

uss ki sadgi pay kon na marr jaye aye khuda

larrtay haan aur hath main talwar bhi nahi

best mirza ghalib poetry in urdu

jala hay jism jahan dil bhi - mirza ghalib poetry in urdu - besturdupoetry.pk
jala hay jism jahan dil bhi

jala hay jism jahan dil bhi jal gia ho ga

kuredty ho jawab rakh justju kiya hay

جلا ہے جسم جہاں دل بھی جل گیا ہو گا

کریدتے ہو جواب راکھ جستجو کیا ہے

ham wahan han jahan say ham ko bhi

ham wahan han jahan say ham ko bhi

kuch hamari khabar nahi aati

ہم وہاں ہیں جہاں سے ہم کو بھی

کچھ ہماری خبر نہیں آتی

tum un kay wady ka zikar
tum un kay wady ka zikar

tum un kay wady ka zikar un say kiyun karo ghalib

yeh kiya kay tum kaho aur wo kahin kay yaad nahi

تم ان کے وعدے کا ذکر ان سے کیوں کرو غالب

یہ کیا کہ تم کہو اور وہ کہیں کہ یاد نہیں

yeh ham jo hijr main dewar - mirza ghalib poetry in urdu -  besturdupoetry.pk
yeh ham jo hijr main dewar – mirza ghalib poetry in urdu – besturdupoetry.pk

yeh ham jo hijr main dewar o dar ko dekhty han

kabhi saba ko kabhi nama bar ko dekhty han

یہ ہم جو ہجر میں دیوار و در کو دیکھتے ہیں

کبھی صبا کو کبھی نامہ بر کو دیکھتے ہیں

ye kahan ki dosti ha - besturdupoetry.pk
ye kahan ki dosti ha – besturdupoetry.pk

ye kahan ki dosti ha kay bany han dost nasey

koi chara saz hota koi gham gusar hota

یہ کہاں کی دوستی ہے کہ بنے ہیں دوست نا صح

کوئی چارہ ساز ہوتا ،کوئی غم گسار ہوتا

dard ho dil main tu dawa kijye - mirza ghalib poetry in urdu
dard ho dil main tu dawa kijye

درد ہو دل میں تو دوا کیجے

دل ہی جب درد ہو تو کیا کیجے

dard ho dil main tu dawa kijye

dil hi jab dard ho tu kiya kijye

مرزا غالب شاعری

kabhi jo yaad bhi aata hoon main, tu kehty han
kabhi jo yaad bhi aata hoon main, tu kehty han

کبھی جو یاد بھی آتا ہوں میں، تو کہتے ہیں

کہ “آج بزم میں کُچھ فتنہ و فساد نہیں”

kabhi jo yaad bhi aata hoon main, tu kehty han

keh aaj bazam main kuch fitna o fasad nahi

mushkalin mujh per parin - mirza ghalib poetry in urdu - besturdupoetry.pk
mushkalin mujh per parin – mirza ghalib poetry in urdu – besturdupoetry.pk

رنج سے خوگر ہوا انساں تو مٹ جاتا ہے رنج

مشکلیں مجھ پر پڑیں اتنی کہ آساں ہو گئیں

ranj se khugar ho insaan tu mit jata ha ranj

mushkalin mujh per parin itni kay aasan ho gain

na tha kuch tu khuda tha - mirza ghalib poetry in urdu
na tha kuch tu khuda tha – mirza ghalib poetry in urdu

نہ تھا کچھ تو خدا تھا کچھ نہ ہوتا تو خدا ہوتا

ڈبویا مجھ کو ہونے نے نہ ہوتا میں تو کیا ہوتا

na tha kuch tu khuda tha kuch na hota tu khuda hota

daboya mujh ko honay nay, na hota main tu kiya hota

dil say teri nigah jigar tak utar gai

دل سے تری نگاہ جگر تک اتر گئی

دونوں کو اک ادا میں رضامند کر گئی

dil say teri nigah jigar tak utar gai

dono ko ik ada main razamand kar gai

tum bhi ghalib kamal karty ho
tum bhi ghalib kamal karty ho

دُکھ دے کر سوال کرتے ہو

تُم بھی غالب کمال کرتے ہو

dukh day kar sawal karty ho

tum bhi ghalib kamal karty ho

rony sy aur ishq main
rony sy aur ishq main

رونے سے اور عشق میں بے باک ہو گئے

دھوئے گئے ہم اتنے کہ بس پاک ہو گئے

rony sy aur ishq main be bak ho gaey

dhoey gae ham itne ky bas pak ho gaey

best shayari ever

ranj uthanay say bhi khushi ho gi
ranj uthanay say bhi khushi ho gi

رنج اٹھانے سے بھی خوشی ہو گی

پہلے دل درد آشنا کیجیے

ranj uthanay say bhi khushi ho gi

pehlay dil dard ashna kijye

ham ko maloom hai
ham ko maloom hai

ہم کو معلوم ہے جنت کی حقیقت لیکن

دل کےخوش رکھنے کو غالب یہ خیال اچھا ہے

hum ko mālom hāɨ jāņāṯ kɨ hāqēqāṯ lēkɨņ

dɨl kāy khush rākhņē ko ghālɨb yēh khɨyāl āchā hā

maut aa jaye ghalib
maut aa jaye ghalib

موت آ جائے غالبؔ

دل نا آئے کِسی پہ

maut aa jaye ghalib

dil na aaye kisi pay

jatay huway kehtay ho, qiyamat ko milain gaiy
jatay huway kehtay ho, qiyamat ko milain gaiy

جاتے ہُوئے کہتے ہو ، قیامت کو ملیں گے

کیا خوب ، قیامت کا ہے گویا کوئی دِن اور

jatay huway kehtay ho, qiyamat ko milain gaiy

kiya khob, kiyamat ka hai goya koi din aur

paida hui hai kehtay hain har dard ki dawa
paida hui hai kehtay hain har dard ki dawa

پیدا ہوئی ہے کہتے ہیں ہر درد کی دوا

یوں ہو تو چارہءغم الفت ہی کیوں نہ ہو

paida hui hai kehtay hain har dard ki dawa

youn ho tu chara-e-gham e ulfat hi kiyoun na ho

wo aye ghar hamaray khuda ki qudrat hai
wo aye ghar hamaray khuda ki qudrat hai

وہ آئے گھر ہمارے خُدا کی قُدرت ہے

کبھی ہم اُن کو کبھی اپنے گھر کو دیکھتے ہیں

wo aye ghar hamaray khuda ki qudrat hai

kabhi ham un ko kabhi apnay ghar ko dekhtay hain

herrat hui ghalib tumhain masjid main dekh kar
herrat hui ghalib tumhain masjid main dekh kar

حیرت ہوئی غالب تمہیں مسجد میں دیکھ کر

ایسا بھی کیا ہوا کہ خدا یاد آگیا

herrat hui ghalib tumhain masjid main dekh kar

aisa bhi kiya huwa key Khuda yaad aa giya

ishq say tabeyat nay zeest ka maza paya
ishq say tabeyat nay zeest ka maza paya

عِشق سے طبیعت نے زیست کا مزہ پایا

درد کی دوا پائی ، درد بے دوا پایا

ishq say tabeyat nay zeest ka maza paya

dard ki dawa paai, dard bay dawa paya

ہاں بھلا کر ، تیرا بھلا ہو گا

اور درویش کی صدّا کیا ہے

haan bhalla kar, tera bhalla ho ga

aur derwesh ki sadda kiya hai

جی ڈھونڈتا ہے پھر وہی فرصت کے رات دِن

بیٹھے رہیں تصّورِ جاناں کیے ہوۓ

ji dhondta hai phir wohi fursat kay raat din

baithy huwy tasawar e janan kiye huwy

ہم کو فریاد کرنی آتی ہے

آپ سٌنتے نہیں تو کیا کیجیے

ham ko faryad karni aati hai

aap suntay nahi tu kiya kijye

ہزاروں خواہشیں ایسی کہ ہر خواہش پہ دَم نِکلے

بہت نِکلے میرے ارمان لیکن پھر بھی کم نِکلے

hazaron khwahishain aisi ke har khwahish pey dam nikly

bohat nikly mery arman lekin phir bhi kam nikly

عشرت قطرہ ہے دریا میں فنا ہو جانا

درد کا حد سے گُزرنا اور دوا ہو جانا

ishrat qatra hai darya main fana ho jana

dard ka hadd say guzarna aur dawa ho jana

دام ہر موج میں ہے حلقہٕ صد کام نہنگ

دیکھیں کیا گُزرے ہے قطرے پہ گہر ہوتے تک

daam har mauj main hai halqa e kaam nahang

dekhain kiya guzray hai qatray pay guhr hotay tak

یہ نہ تھی ہماری قسمت کہ وصال یار ہوتا

اگر اور جیتے رہتے یہی انتظار ہوتا

ye na thi hamari qismat kay visal e yaar hota

agar aur jeety rehty yahi intizar hota

بنا ہے شاہ کا مصاحب پھِرے ہے اِتراتا

وگرنہ شہر میں غالب کی آبرو کیا ہے

bana hai shah ka masahib phiry hai itrata

wagarna sheher main ghalib ki arzu kiya hai

read more

Special thanks for the free image download

https://unsplash.com/

3 thoughts on “mirza ghalib poetry in urdu best 20 sher

  • Chaudry

    Best poetry

  • very nice poetry kash k sab ko ye batiyan samj mein atiyan

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge