gulzar poetry in urdu best 20 sher

read best gulzar poetry in urdu.

درد ہلکا ہے سانس بھاری ہے

جئے جانے کی رسم جاری ہے

dard halka hay sans bhari hay

jiye janay ki rasam jari ha

ham ko iss ghar main janta ha koi
ham ko iss ghar main janta ha koi

آئنہ دیکھ کر تسلی ہوئی

ہم کو اس گھر میں جانتا ہے کوئی

aaina dekh kar tasali hui

ham ko iss ghar main janta ha koi

zikar hota hay jahan bhi mery fasany ka - gulzar poetry in urdu
zikar hota hay jahan bhi mery fasany ka – gulzar poetry in urdu

ذکر ہوتا ہے جہاں بھی مرے افسانے کا

ایک دروازہ سا کھلتا ہے کتب خانے کا

zikar hota hay jahan bhi mery fasany ka

ik darwaza sa khulta ha kutb khany ka

sham say aankh main nami si ha
sham say aankh main nami si ha

شام سے آنکھ میں نمی سی ہے

آج پھر آپ کی کمی سی ہے

sham say aankh main nami si ha

aaj phir aap ki kami si ha

sabr har bar ikhtiya kiya
sabr har bar ikhtiya kiya

صبر ہر بار اختیار کیا

ہم سے ہوتا نہیں ہزار کیا

sabr har bar ikhtiya kiya

ham say hota nahi hazar kiya

waqt rehta nahi kahin tik kar
waqt rehta nahi kahin tik kar

وقت رہتا نہیں کہیں ٹِک کر

عادت اِس کی بھی آدمی سی ہے

waqt rehta nahi kahin tik kar

aadat iss ki bhi aadmi si hay

gulzar poetry in urdu

aisa khamosh tu manzar na fana ka hota
aisa khamosh tu manzar na fana ka hota

ایسا خاموش تو منظر نہ فنا کا ہوتا

میری تصویر بھی گرتی تو چھناکا ہوتا

aisa khamosh tu manzar na fana ka hota

meri tasveer bhi girti tu chanaka hota

zindagi youn hui basar tanha
zindagi youn hui basar tanha

زندگی یوں ہوئی بسر تنہا

قافلہ ساتھ اور سفر تنہا

zindagi youn hui basar tanha

kafla sath aur safar tanha

mujhy andhery main beshak bitha diya hota
mujhy andhery main beshak bitha diya hota

مجھے اندھیرے میں بے شک بٹھا دیا ہوتا

مگر چراغ کی صورت جلا دیا ہوتا

mujhy andhery main beshak bitha diya hota

magar charagh ki surat jala diya hota

aap kay baad har ghari ham nay - gulzar poetry in urdu
aap kay baad har ghari ham nay – gulzar poetry in urdu

آپ کے بعد ہر گھڑی ہم نے 

آپ کے ساتھ ہی گزارا ہے

aap kay baad har ghari ham nay

aap kay sath hi guzara ha

apnay saye say chonk jatay han - gulzar poetry in urdu - besturdupoetry.pk
apnay saye say chonk jatay han

اپنے سائے سے چونک جاتے ہیں 

عمر گزری ہے اس قدر تنہا

apnay saye say chonk jatay han

umer guzri ha iss qadar tanha

rakh ko bhi kureed kar dekho
rakh ko bhi kureed kar dekho

راکھ کو بھی کرید کر دیکھو

ابھی جلتا ہو کوئی پل شاید

rakh ko bhi kureed kar dekho

abhi jalta ho koi pal shayad

گلزار شاعری

aag main kiya kiya jala hay shab bhar
aag main kiya kiya jala hay shab bhar

آگ میں کیا کیا جلا ہے شب بھر

کتنی خوش رنگ دکھائی دیتی ہے

aag main kiya kiya jala hay shab bhar

kitni khush rang dikhai deti hay

din guzarta nahi hai logon main
din guzarta nahi hai logon main

دِن گُزرتا نہیں ہے لوگوں میں

رات ہوتی نہیں بسر تنہا

din guzarta nahi hai logon main

raat hoti nahi basar tanha

rukay rukay say qadam ruk ruk kay bar bar chalay
rukay rukay say qadam ruk ruk kay bar bar chalay

رُکے رُکے سے قدّم رُک کے بار بار چلے

قرار دے کے تیرے ، در سے بے قرار چلے

rukay rukay say qadam ruk ruk kay bar bar chalay

qarar daay kay teray ddar say beqarar chalay

pairr per pak giya hai phal shayad
pairr per pak giya hai phal shayad

پیڑ پر پک گیا ہے پھل شاید

پھر سے پتھر اُچھالتا ہے کوئی

pairr per pak giya hai phal shayad

phir say pathar uchalta hai koi

zindagi aik nazam lagti hai
zindagi aik nazam lagti hai

کوئی خاموش زخم لگتی ہے

زندگی ایک نظم لگتی ہے

koi khamosh zakham lagti hai

zindagi aik nazam lagti hai

ham nay darwazy tak tu dekha tha
ham nay darwazy tak tu dekha tha

ہم نے دروازے تک تو دیکھا تھا

پھر نہ جانے گئے کِدھر تنہا

ham nay darwazy tak tu dekha tha

phir na janay gaye kidhar tanha

dil main kuch youn sanbhalta hoon gham
dil main kuch youn sanbhalta hoon gham

دِل میں کچھ یوں سنبھالتا ہوں غم

جیسے زیور سنبھالتا ہو کوئی

dil main kuch youn sanbhalta hoon gham

jaisy zewar sanbhalta ho koi

ghazal poetry

bewaja ghar say nikalnay ki zarorat kiya hai - gulzar poetry in urdu
bewaja ghar say nikalnay ki zarorat kiya hai – gulzar poetry in urdu

بے وجہ گھر سے نکلنے کی ضرورت کیا ہے

موت سے آنکھ مِلانے کی ضرورت کیا ہے

سب کو معلوم ہے ، باہر کی ہوا قاتل ہے

یونہی قاتِل سے اُلجھنے کی ضرورت کیا ہے

ایک نعمت ہے زندگی اسے سنبھال کے رکھ

قبرستان کو سجانے کی ضرورت کیا ہے

دل بہلانے کو گھر میں ہی وجہ کافی ہے

یونہی گلیوں میں بھٹکنے کی ضرورت کیا ہے

bewaja ghar say nikalnay ki zarorat kiya hai

maut say ankh milanay ki zarorat kiya hai

sab ko maloom hai bahir ki hawa qatil hai

younhi qatil say ulajhnay ki zarorat kiya hai

aik naimat hai zindagi issay sanbhal kay rakh

qabarstan ko sajanay ki zarorat kiya hai

dil behlanay ko ghar main hi waja kafi hai

younhi galiyoun main bhataknay ki zarorat kiya hai

nazam shayari

kitabain jhankati hain band almari kay sheshon say
kitabain jhankati hain band almari kay sheshon say

کتابیں جھانکتی ہیں ، بند الماری کے شیشوں سے

بڑی حسرت سے تکتی ہیں

مہینوں اَب مُلاقاتیں نہیں ہوتیں

kitabain jhankati hain band almari kay sheshon say

barri hassrat say takti hain

mahinon ab mulaqatain nahi hotin

ہاتھ چھوٹیں بھی تو رشتے نہیں چھوڑا کرتے

وقت کی شاخ سے لمحے نہیں توڑا کرتے

hath chootain bhi tu rishtay nahi chorra kartay

waqt ki shakh say lamhay nahi torra kartay

کبھی تو چونک کے دیکھےکوئی ہماری طرف

کِسی کی آنکھ میں ہم کو بھی اِنتظار دِکھے

kabhi tu chonk kay dekhay koi hamari taraf

kisi ki aankh main ham ko bhi intizar dikhay

آنکھوں کے پوچھنے سے لگا آگ کا پتہ

یوں چہرہ پھیر لینے سے چھُپتا نہیں دھواں

ankhon kay puchany say laga aag ka pata

youn chehra pher lenay say chupta nahi dhuwan

خوشبو جیسے لوگ ملے افسانے میں

اک پٌرانا خط کھولا انجانے میں

khushboo jaisy log mily afsany main

ik purana khat khola anjany main

کل کا ہر واقعہ تمھارا تھا

آج کی داستاں ہماری ہے

kal ka har waqea tumhara tha

aaj ki dastan hamari hai

چولھے نہیں جلاۓ کہ بستی ہی جل گٸ

کٌچھ روز ہو گٕۓ ہیں اب اٌٹھتا نہیں دھٌواں

chulay nahi jalaye ke basti hi jal gai

kuch roz ho gaye hain ab uthta nahi dhuwan

کِتنی لمبی خاموشی سے گُزرا ہوں

اُن سے کِتنا کُچھ کہنے کی کوشش کی

kitni lambi khamoshi say guzra hoon

un say kitna kuch kehnay ki koshish ki

اٌٹھاۓ پھرتے تھے احسان جسم کا جاں پر

چلے جہاں سے تو یہ پیرہن اٌتار چلے

uthaye phirtay thay ehsan jism ka jaan par

chaly jahan say tu yeh pairhan utar chaly

بوڑھا ہوتے کوئی دیر لگتی ہے

ذرا سا غم لگے تو آدمی بوڑھا ہو جاتا ہے

burrah hotay koi dair lagti hai

zara sa gham lagy tu aadmi burrah ho jata hai

جس کی آواز میں سلوٹ ہو نِگاہوں میں شِکن

ایسی تصویر کے ٹٌکڑے نہیں جوڑا کرتے

Read more

thanx for free image download

wallpaperaccess.com

3 thoughts on “gulzar poetry in urdu best 20 sher”

  1. Dard halka ha sans bari ha
    Jiye janay ki rasam jari ha or ya kya bemari ha, jo sab pa bhari ha, bas khuda say mago tum, kue k us ki AZamat sab pa bhari ha .

    stay home stay healthy
    and read poetry every day .

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top