december poetry in urdu 10 best sher

read december poetry in urdu, november poetry in urdu

دِل کی چوٹوں نے کبھی چَین سے رہنے نہ دِیا

جب چلی سرد ہوا میں نے تٌجھے یاد کیا

اِس کا رونا نہیں کیوں تٌم نے کیا دِل برباد

اِس کا غم ہے کہ بہت دیر میں برباد کِیا

dil ki choton nay kabhi chain say rehnay na diya

jab chalii sard hawa main nay tujhy yaad kiya

iss ka rona nahi kiyun tum nay kiya dil barbad

iss ka gham hai key buhat dair main barbad kiya

mujhy mausam say kiya lena november ho december ho
mujhy mausam say kiya lena november ho december ho

مٌجھے موسم سے کیا لینا نومبر ہو دسمبر ہو

میرے سب رنگ تٌجھ سے ہیں بہاروں کے خزاٶں کے

mujhy mausam say kiya lena november ho december ho

mery sab rang tujh say hain baharon kay khazaon kar

halki halki si sard hawa, halka halka sa dard e dil
halki halki si sard hawa, halka halka sa dard e dil

ہلکی ہلکی سی سرد ہوا، ہلکا ہلکا سا درد دل

انداز اچھا ہے اے دسمبر تیرے آنے کا

halki halki si sard hawa, halka halka sa dard e dil

andaz acha hai aye december tery aanay ka

sunehri sham dhaltay saaye
sunehri sham dhaltay saaye

سٌنہری شام ڈھلتے ساۓ

ٹھنڈا نومبر اور گرم چاۓ

sunehri sham dhaltay saaye

thanda november aur garam chaye

usay kehna khazain aa gai hain ab tu laut aaye
usay kehna khazain aa gai hain ab tu laut aaye

اسے کہنا خزإیں آ گٸ ہیں اب تو لوٹ آۓ

اٌسے کہنا دسمبر کی ہوإیں یاد کرتی ہیں

usay kehna khazain aa gai hain ab tu laut aaye

usay kehna december ki hawain yaad karti hain

december poetry in urdu

har taraf ho rahi hai tujh par shayari
har taraf ho rahi hai tujh par shayari

ہر طرف ہو رہی ہے تٌجھ پر شاعری

اے دسمبر تو ہی بتا تیری خاصیت کیا ہے

har taraf ho rahi hai tujh par shayari

aye december tu hi bata teri khasiyat kiya hai

sard december lambi raatain ujrra dil aur tanha main
sard december lambi raatain ujrra dil aur tanha main

سرد دسمبر لمبی راتیں اٌجڑا دِل اور تنہا میں

کٌچھ چادر سے لپٹی یادیں اور چادر میں لپٹا میں

sard december lambi raatain ujrra dil aur tanha main

kuch chadar say lipti yaadain aur chadar main lipta main

aakhri chand din december kay
aakhri chand din december kay

آخری چند دِن دسمبر کے

ہر برس ہی گراں گٌزرتے ہیں

aakhri chand din december kay

har bars hi garan guzarty hain

pichlay bars tum sath thay mery aur december tha
pichlay bars tum sath thay mery aur december tha

پچھلے برس تٌم ساتھ تھے میرے اور دسمبر تھا

مہکے ہٌوے دن رات تھے میرے اور دسمبر تھا

pichlay bars tum sath thay mery aur december tha

mehkay huwy din raat thay mery aur december tha

dcambar aa giya ha ab qasam say yaad maat ana
dcambar aa giya ha ab qasam say yaad maat ana

دسمبر آ گیا ہے اب قَسّم سے یاد مت آنا

پٌرانی چوٹ اکثر سردیوں میں درّد دیتی ہے

dcambar aa giya ha ab qasam say yaad maat ana

purani chot aksar sardiyoun main dard deti ha

buhat say gham december kay decambar kay nahi hoty
buhat say gham december kay decambar kay nahi hoty

بہت سے غم دسمبر میں دسمبر کے نہیں ہوتے

اسے بھی جون کا غم تھا مگر رویا دسمبر میں

buhat say gham december kay decambar kay nahi hoty

usay bhi june ka gham tha magar roya december main

دسمبر شاعری

اس بار دسمبر ٹھیک سے آمد نہیں ہوا

نہ وہ سرد شامیں ہوٕیں، نہ موسم شاعرانہ ہٌوا

iss bar december theek sy aamad nahi huwa

na wo sard shamain huin na mausam shairana huwa

دسمبر ہوش کر کٌچھ تو یہ تٌجھ کو کیا ہٌوا آخر

بنا برسے چلے آنا یہ عادت تھی نہ پہلے تو

december hosh kar kuch tu ye tujh ko kiya huwa aakhir

bina barsy chaly aana ye aadat thi na pehly tu

کہاں وہ مست بھیگتی جھومتی ہوا

تم خود ہی بتا دو بھلا یہ بھی کوئی دسمبر ہٌوا

kahan wo mast behgti jomti december howa
kahan wo mast behgti jomti december howa

kahan wo mast behgti jomti december howa

tum khud hi bata doo behla yeh bhi koi december howa

وعدہ کر کے نہیں لوٹے یہ موسم لوٹ آیا ہے

ابھی تک تٌم نہیں آۓ دسمبر لوٹ آیا ہے

wada kar kay nahi lautay yeh mousam laut aya hai
wada kar kay nahi lautay yeh mousam laut aya hai

wada kar kay nahi lautay yeh mousam laut aya hai

abhi tak tum nahi aayae december laut aya hai

mujh main utaro kuch muhabbat ki harrarat
mujh main utaro kuch muhabbat ki harrarat

مٌجھ میں اٌتارو کٌچھ مٌحبّت کی حرارت

رکھ دو دسمبر کو جون کر کے

mujh main utaro kuch muhabbat ki harrarat

rakh do december ko june kar kay

yahi ik baat dicember ki khas lagti ha
yahi ik baat dicember ki khas lagti ha

یہی اِک بات دسمبر کی خاص لگتی ہے

ہوائیں سرد ہوتی ہیں چاۓ کی پیاس لگتی ہے

yahi ik baat dicember ki khas lagti ha

hawain sard hoti hain chaye ki piyas lagti hai

اس کے سرد لہجے کے مٌقابل

یقین جانو دسمبر کٌچھ بھی نہیں

us kay sard lehjay kay muqabil

yaqeen jano december kuch bhi nahi

alvida december poetry in urdu

الوداع اے ڈوبتے سورج کی افسردہ کِرن

اے دسمبر کی ٹھٹھرتی آخری شام الوداع

alvida aye dobtay suraj ki afsurda kiran

aye december ki thitharti akhri sham alvida

دسمبر جا خٌدّا حافظ بہت دٌکھ درّد بانٹے ہیں

کوئی روٹھا، کوئی بِچھڑا، کِسی کو چھوڑ آۓ ہیں

alvida december poetry in urdu

december ja khuda hafiz buhat dukh dard bantay hain

koi rutha, koi bichrra, kisi ko chorr aaye hain

کیسے رٌخصت کروں دسمبر تٌجھ کو

کیسے رٌخصت کروں دسمبر تٌجھ کو

کہ تیرے واپس آنے میں سال لگتا ہے

kaisa rusat karu december ko

kia tari vapis ayania mia sal laga ha

ہمیں اس سرد موسم میں تیری یادیں ستاتی ہیں

ہمیں اس سرد موسم میں تیری یادیں ستاتی ہیں

تمھیں احساس ہونے تک دسمبر بیت جاۓ گا

huma ais sard mosam ma tari yad satayti hai

tuma ayas honay tak december biet jayiy ja

read more

thanx for free images

https://unsplash.com/s/photos/sunset-girl

2 thoughts on “december poetry in urdu 10 best sher”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top