poetryشاعری

rabi ul awal poetry in urdu 10 sher

read rabi ul awal poetry in urdu

شاہِ کونینﷺ جلوہ نما ہو گیا

رنگ عالم کا باطل نیا ہو گیا

shàh e konain (SAWW) jalwa numa ho giya

rang aalam ka batil naya ho giya

حضورؐ کے جو غٌلاموں میں نام آجاۓ

میرا بھی عشقِ نبی میں مقام آ جاۓ

Hazur (SAWW) kay ghulamon main naam aa jaye

mera bhi ishq e nabi main maqam aa jaye

آمدِ مٌصطفیٰﷺ کی خوشی میں گھر ہر اِک نے سجایا ہے

ذرا ذرا دونوں جہاں کا بھی خوشی سے جگمگایا ہے

aamad e Mustafa (SAWW) ki khushi main ghar har ik nay sajaya hai

zarra zarra dono jahan ka bhi khushi say jagmagaya hai

rabi ul awal poetry in urdu

نبیﷺ کا جو غٌلام ہے

زندگی اِسی کا نام ہے

Nabi (SAWW) ka jo ghullam hai

zindagi issi ka naam hai

لِکھتے لِکھتے ہی قلم تھک گیا ہے

میرے مٌحمّدﷺ کی تعریفوں کا بیان نہیں

likhtay likhtay hi kalam thak giya hai

mery Muhammad (SAWW) ki tareefon ka biyan nahi

چاند کو توڑ کر جوڑنے والے آجا

ہم بھی ٹوٹی ہوئی تقدیر لیے بیٹھے ہیں

chand ko torr kar jornay waly aa ja

hum bhi tuti hui taqdeer liye baithy hain

One thought on “rabi ul awal poetry in urdu 10 sher

  • That’s really amazing 12 Rabi ul awal poetry. I love this wonderful collection thanks for sharing.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge