read dard ho dil mein to dawa kijiye. this ghazal is extraordinary famous of ghalib collection in dewan-e-ghalib.
درد ہو دل میں تو دوا کیجے
دل ہی جب درد ہو تو کیا کیجے
ہم کو فریاد کرنی آتی ہے
آپ سنتے نہیں تو کیا کیجیئے
ان بتوں کو خُدا سے کیا مطلب
توبہ توبہ ، خُدا خُدا کیجیئے
رنج اُٹھانے سے بھی خوشی ہوگی
پہلےدل درد آشنا کیجیئے
عرض شوخی نشاط عالم ہے
حُسن کو اور خود نما کیجیئے
دُشمنی ہو چُکی بقدر وفا
اب حقِ دوستی ادا کیجیئے
موت آتی نہیں کہیں غالبؔ
کب تک افسوس زیست کاکیجیئے
مرزا غالبؔ
dard ho dil mein to dawa kijiye
dil hi jab dard ho tu kiya kijye
Ham ko firyad karni aati hay
Aap suntay nahi tu kiya kijye
Inn button ko khuda say kiya matlib
Tauba tauba, khuda khuda kijye
Ranj uthany say bhi khushi ho gi
Pehly dil dard ashna kijye
Arz shokhi nishat aalam hay
Husn ko aur khud numa kijye
Dushmani ho chuki ba-qadr wafa
Abb haq-e-dosti ada kijye
Maut aati nahi kahin ghalib
Kab tak afsos zeest ka kijye
thanx for free image
dard ho dil mein to dawa kijiye,
Baghair dil ki zinda nahi rehta.