Sabar Poetry in Urdu – Best 13 Sher

Sabar means patience — the quiet strength to wait and endure. In Urdu poetry, sabar is the lover’s patience: waiting for the beloved, bearing separation, and holding on when nothing else is left.

Below are the best sabar shers in Urdu and Roman Urdu, from classical poets to modern two-line poetry.

Sabar Poetry in Urdu

بھُلا دیں گے تُم کو بھی ذرا صبر تو کرو

رگ رَگ میں بسے ہو ، تھوڑا وقت تو لگے گا

bhula dain gaiy tum ko bhi zara sabar tu karo

rag rag main basay ho, thoda waqt tu lagay ga

tujhay tu mera sabar lagay ga
tujhay tu mera sabar lagay ga

لوگوں کو تو آہ لگتی ہے

تُجھے تو میرا صبر لگے گا

logon ko tu aah lagti hai

tujhay tu mera sabar lagay ga

main nay barri mushkil say sabar kiya hai
main nay barri mushkil say sabar kiya hai

میں نے بڑی مُشکل سے صبر کیا ہے

میری اذیتوں کو بحال مت کرو

main nay barri mushkil say sabar kiya hai

meri azeeyaton ko bahal matt karo

dil hi tu hai na aaye kiyun, dam hi tu hai na jaye kiyun
dil hi tu hai na aaye kiyun, dam hi tu hai na jaye kiyun

دِل ہی تو ہے نہ آۓ کیوں، دَم ہی تو ہے نہ جاۓ کیوں

ہم کو خٌدا جو صبر دے تٌجھ سا حسیں بناۓ کیوں

dil hi tu hai na aaye kiyun, dam hi tu hai na jaye kiyun

ham ko khuda jo sabar day tujh sa haseen banaye kiyun

tumhary kahin aur masroof hony say
tumhary kahin aur masroof hony say

تمھارے کہیں اور مصروف ہونے سے

صبر تو آ جاتا ہے پر نیند نہیں آتی

tumhary kahin aur masroof hony say

sabar tu aa jata hai per neend nahi aati

wo jo tuhmat lagaty hain muj per
wo jo tuhmat lagaty hain muj per

وہ جو تہمت لگاتے ہیں مٌجھ پر

میرے صبر کی مار کھإیں گے

wo jo tuhmat lagaty hain muj per

mery saber ki mar khain gy

aaj puchay na koi sabr kay mani ham say
aaj puchay na koi sabr kay mani ham say

آج پوچھے نہ کوٸ صبر کے معنی ہم سے

آج ہم آخری منزل پہ کھڑے ہیں صاحب

aaj puchay na koi sabr kay mani ham say

aaj ham aakhri manzil pay kharry hain

صبر تہذیب ہے مٌحبّت کی

وہ سمجھتے ہیں بے زٌباں ہوں میں

sabar tehzeeb hai muhabbat ki

wo samajhty hain bay zuban hoon main

صبر کرنے پر آٶں تو مٌڑ کر نہ دیکھوں

تٌو نے دیکھا ہی نہیں میرا پتھر ہونا

sabar karnay par aaon tu murr kar na dekhon

tu nay dekha hi nahi mera pathar hona

میں کیا کہوں کہ مٌجھے صبر کیوں نہیں آتا

میں کیا کروں کہ تٌجھے دیکھنے کی عادت ہے

main kiya kahon kay mujhy sabar kiyun nahi aata

main kiya karon kay tujhy dekhny ki aadat hai

صبر کی حدّ بھی تو ہوتی ہے

کِتنا سنبھالوں پانی کو پلکوں پر

sabr ki hadd bhi tu hoti hai

kitna sanbhaloon pani ko palkon par

جو شخص صبر کا مالک ہے وہ ہر چیز کا مالک ہے۔

صبر کرنے والے کو کامیابی مِلتی ہے چاہے اس میں کِتنا ہی وقت کیوں نہ لگ جاۓ

Jo shakhs sabar ka malik hai wo har cheez ka malik hai

Sabar karne wale ko kamyabi milti hai chahe is mein kitna hi waqt kyun na lag jaye

صبر رکھ تجھے رلانے والے بھی

خود روئیں گے ا یک دن

Sabar rakh tujhe rulane wale bhi

Khud roenge ek din

چارۂ دل سوائے صبر نہیں
سو تمھارے سوا نہیں ہوتا
Chaara-e-dil siwae sabr nahin
So tumhaare siwa nahin hota

sabar poetry in urdu

FAQs

Sabar kya hai?

Sabar ka matlab hai patience — mushkil waqt mein himmat se intezar karna aur bardasht karna.

Sabar poetry kis bare mein hai?

Sabar poetry mein shayar ishq mein intezar, judai ka dard aur sabar ki taaqat par sher kehte hain.

Sabar par sab se mashhoor sher kaun sa hai?

Momin Khan Momin ka sher “chaara-e-dil siwae sabr nahin, so tumhaare siwa nahin hota” sabar par sab se mashhoor ash’aar mein se hai.

Also read:

sad poetry in urdu

dard poetry in urdu

Read more: sabar poetry in urdu

1 thought on “Sabar Poetry in Urdu – Best 13 Sher”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top