ghazal wo tu khushbu hai —
this ghazal is very famous and master piece of parveen shakir. “wo to khushboo hai” is first sher of ghazal.
Ghazal wo to khushbu hai hawaon main bikhar jayega in urdu
وہ تو خوش بو ہے ہواؤں میں بکھر جائے گا
مسئلہ پھول کا ہے پھول کدھر جائے گا
ہم تو سمجھے تھے کہ اک زخم ہے بھر جائے گا
کیا خبر تھی کہ رگ جاں میں اتر جائے گا
وہ ہواؤں کی طرح خانہ بجاں پھرتا ہے
ایک جھونکا ہے جو آئے گا گزر جائے گا
وہ جب آئے گا تو پھر اس کی رفاقت کے لیے
موسم گل مرے آنگن میں ٹھہر جائے گا
آخرش وہ بھی کہیں ریت پہ بیٹھی ہوگی
تیرا یہ پیار بھی دریا ہے اتر جائے گا
مجھ کو تہذیب کے برزخ کا بنایا وارث
جرم یہ بھی مرے اجداد کے سر جائے گا
vo Tu Khushboo Hai Hawaon Main Bikhar Jayega
Masla tu phool ka hai phool kidar jaye ga.
Hum tu samjhy thy ke ik zakham hai bhar jaye ga
Kiya khabar thi keh rag e jan main utar jaye ga.
Woh hawaon ki tarha khana e bajaan phirta hai
Ik jhonka hai jo aye ga, guzar jaye ga.
Woh jab aye ga to phir uski rafaqat kay liye
Mousam e gul mere angan main thehar jaye ga.
Aakhrish woh bhi kahin rait pe bethe ho gi
Tera yeh piyar bhi darya hai utar jaae ga.
Mujhko tehzeeb ke barzhak ka bana diya waris
Jurm yeh bhi mere ajdad kay sar jaae ga.
thanx for free image download
wo to khushboo hai hawaon main bikhar jayega.
Aik jonka hay jo ayega aur guzar jaiga.
Hi there, You’ve done a great job. I抣l certainly digg it and personally suggest to my friends. I’m sure they’ll be benefited from this web site.