Nasir Kazmi poetry in urdu best 20 sher

read nasir kazmi poetry in urdu.

رنج کُچھ کم تو ہُواآج تیرے مِلنے سے

یہ الگ بات کہ وہ بات نہ تھی پہلے سی

ranj kuch kam tu huwa aaj tere milne sey

yeh alag baat ha key wo baat nathi pehly si

dil tuu mera udas hay nasir

دل تو میرا اُداس ہے ناصر

شہر کیوں سائیں سائیں کرتا ہے

dil tuu mera udas hay nasir

sheher kiyun saiyn saiyn karta hay

yad aai wo pehli barish
yad aai wo pehli barish

yad aai wo pehli barish

jab tujhy pehli bar dekha tha

یاد آئی وہ پہلی بارش

جب تُجھے اِک نظر دیکھا تھا

thar ka wo shehar bhi kiya tha
thar ka wo shehar bhi kiya tha

تھر کا وہ شہر بھی کیا تھا

شہر کے نیچے شہر بسا تھا

thar ka wo shehar bhi kiya tha

shehar kay neechay shehar basa tha

khwab main raat
khwab main raat

خواب میں رات ہم نے کیا دیکھا

آنکھ کھلتے ہی چاند سا دیکھا

khwab main raat ham nay kiya dekha

aankh khultay hi chand sa dekha

thori dair ko jee behla tha
thori dair ko jee behla tha

تھوڑی دیر کو جی بہلا تھا

پھر تری یاد نے گھیر لیا تھا

thori dair ko jee behla tha

phir teri yaad ay gheer liya tha

nasir kazmi poetry in urdu

haal e dil haam bhi sunatay lekin
haal e dil haam bhi sunatay lekin

حالِ دِل ہم بھی سُناتے لیکن

جب وہ رُخصت ہُوا تب یاد آیا

haal e dil haam bhi sunatay lekin

jab wo rukhsat huwa ttab yaad aya

dil dharraknay ka sabab yaad aya - Nasir Kazmi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
dil dharraknay ka sabab yaad aya – Nasir Kazmi poetry in urdu – besturdupoetry.pk

دِل دھڑکنے کا سبب یاد آیا

وہ تیری یاد تھی اب یاد آیا

dil dharraknay ka sabab yaad aya

wo teri yaad thi ab yaad aya

naye kaprray badal kar jaon kahan aur baal banaon kis kay liye
naye kaprray badal kar jaon kahan aur baal banaon kis kay liye

نئے کپڑے بدل کر جاوں کہاں ، اور بال بناوں کس کے لئے

وہ شخص تو شہر ہی چھوڑگیا، میں باہر جاوں کس کے لئے

naye kaprray badal kar jaon kahan aur baal banaon kis kay liye

wo shakhs tu shehar hi chorr giya main bahir jaon kis kay liye

juda huway hain buhat log aik tum bhi sahi
juda huway hain buhat log aik tum bhi sahi

جُدا ہوے ہیں بہت لوگ ایک تُم بھی سہی

اب اِتنی بات پہ کیا زندگی حرام کریں

juda huway hain buhat log aik tum bhi sahi

ab itni baat pay kiya zindagi haram karain

aao chup ki zuban main nasir
aao chup ki zuban main nasir

آو چُپ کی زُبان میں ناصرؔ

اِتنی باتیں کریں کہ تھک جائیں

aao chup ki zuban main nasir

itni batain karain kay thak jain

ik tum hi na mail sakay warna
ik tum hi na mail sakay warna

اِک تُم ہی نہ مِل سکے ورنہ

مِلنے والے بِچھڑ بِچھڑ کے مِلے

ik tum hi na mail sakay warna

milnay walay bichar bichar kay milay

phir wo tera wada e shab yaad aya
phir wo tera wada e shab yaad aya

دِن گُزارا تھا بڑی مُشکل سے 

پھر وہ تیرا وعدہء شب یاد آیا

din guzara tha barri mushkil say

phir wo tera wada e shab yaad aya

ناصرؔ اٌداسیاں تو رہیں گی یونہی مدّام

ڈھلنے لگی ہے شام کوٸ گیت گإیے

nasir udasiyan tu rahain gii younhi maddam

dhalnay lagi hai sham koi geet gayye

اپنی دھٌن میں رہتا ہوں

میں بھی تیرے جیسا ہوں

apni dhun main rehta hoon

main bhi tery jaisa hoon

کہتے ہیں غزل قافیہ پیماٸ ہے ناصرؔ

یہ قافیہ پیماٸ ذرا کر کے تو دیکھو

kehty hain ghazal kafiya pemai hai nasir

ye kafiya pamai zara kar kay tu dekho

وہ کوئی دوست تھا اچھے دِنوں کا

جو پچھلی رات سے یاد آرہا ہے

wo koi dost tha achay dino ka

jo pichli raat say yaad aa raha hai

آج تو بے سبب اٌداس ہے جی

عشق ہوتا تو کوٸ بات بھی تھی

aaj tu bay sabab udas hy ji

ishq hota tu koi baat bhi thi

جن میں بٌوۓ وفا نہیں

ایسے لوگوں سے ہم نہیں مِلتے

jin main boo-e-wafa nahi

aisy logon say hum nahi miltay

courtesy for image

ARY Digital

https://unsplash.com/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge

Scroll to Top