badshah poetry in urdu – badshah shayari urdu

read badshah poetry in urdu. Badshah is urdu word, means King. In poetry, this word is not used just like a king but also has different aspects of badshah.

اگر مِلتی مُجھے دو دن کی بادشاہی

تو میری ریاست میں تیری تصویر کے سِکے چلتے

agar milti mujhay do din ki badshahi

yu meri riasat main teri tasveer kay sikay chaltay

badshah poetry in urdu
badshah poetry in urdu

کبھی تو بخش دے خیرات اس کو چاہت کی

وہ بادشاہ جو تیرے سائلوں میں رہتا ہے

kabhi tu bakhs day kherat iss ko chahat ki

wo badshah jo teray sail-oon main rehta hai

badshah thay ham apnay mazaj masti kay
badshah thay ham apnay mazaj masti kay

بادشاہ تھے ہم اپنے مزا ج مستی کے

عشق نے تیرے دیدار کا فقیر بنا دِیا

badshah thay ham apnay mazaj masti kay

ishq nay teray dedar ka faqeer bana diya

badshah takht ka nahi rehta
badshah takht ka nahi rehta

عاشقی لت ہی یار ایسی ہے

بادشاہ تخت کا نہیں رہتا

aashqi laat hi yaar aisi hai

badshah takht ka nahi rehta

badshah say faqeer huway sirf wafa ki talash main
badshah say faqeer huway sirf wafa ki talash main

لُٹا دِیا ہم نے اپنا سب کُچھ حاصل زندگی وصیؔ

بادشاہ سے فقیر ہوئے صِرف وفا کی تلاش میں

luta diya ham nay apna sab kuch hasil zindagi wasi

badshah say faqeer huway sirf wafa ki talash main

بادشاہ ہے جدھر چلا جائے

دِل پہ کچھ اختیار تھوڑی ہے

badshah hai jidhar chala jaye

dil pay kuch ikhtiyar thorri hai

وقت کے ایک طمانچے کی دیر ہے

میری فقیری بھی کیا ، تیری بادشاہی بھی کیا

waqt kay aik tamanchay ki dair hai

meri faqeeri bhi kiya teri badshahi bhi kiya

جو خود کو پتھر کہتے تھے وہ بھی جھٌکتے دیکھے

اِس ”عِشق“ میں بادشاہ فقیر سب سٌلگتے دیکھے

jo khud ko pather kehty thay wo bhi jhuktay dekhy

iss “ishq” main badshah faqeer sab sulagtay dekhy

آج ہے جو پیروں تلے کل سَر کے اوپر آئے گی

مِٹی کی ہر اِک شے مِٹی ، مِٹی میں مِل جائے گی

ajj hai jo peron tly kal ser ky uper ayi gy

mati ki her ik seh mati mati main mill jy gy

الله دے تو فقر کی دولت ہے سلطنت

جتنے فقیر مجھ کو ملے بادشاہ ملے

Allah daay tu fuqar ki daulat ha saltnat

jitnay faqir mujh ko mily badshah mily

فقیروں کی صحبت میں بیٹھا کرو

بادشاہی کا انداز آ جاۓ گا

faqeeron ki suhbat main baitha karo

badshahi ka andaz aa jaye ga

اگر میں بادشاہ ہوتا تو قانونِ مٌحبّت بنّا دیتا

دِلوں کو جٌدا کرنے والوں کو موت کی سزا سٌنا دیتا

agar main badshah hota tu qanon e muhabbat bana deta

dilon ko juda karny walon ko maut ki saza suna deta

read more

thanx for free image download

https://www.prensario.net/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top