tehzeeb hafi poetry in urdu – best 20 images

read tehzeeb hafi poetry in urdu. find latest and best poetry of tehzeeb hafi with images.

یہ ایک بات سمجھنے میں رات ہو گئی ہے 

میں اس سے جیت گیا ہوں کہ مات ہو گئی ہے 

yeh aik baat samjhny main raat ho gai hay

main uss say jeet giya hoon kay maat ho gai hay

tehzeeb hafi poetry in urdu - ab bhalla apny liye - besturdupoetry.pk
tehzeeb hafi poetry in urdu – ab bhalla apny liye

اب بھلا اپنے لیے بننا سنورناکیسا

تجھ سے ملنا ہو تو تیار نہیں ہوتا میں

ab bhalla apnay liye ban-na sanwarna kesa

tujh say milna ho tu taiyar nahi hota main

dl bhi kesa darakht hay - tehzeeb hafi poetry in urdu
dl bhi kesa darakht hay

دِل بھی کیسا درخت ہے حافی

جو تری یاد سے ہرا ہو جائے

dil bhi kesa darakt hay hafi

jo teri yaad say harra ho jaye

تیرا چپ رہنا مرے ذہن میں کیا بیٹھ گیا 

اتنی آوازیں تجھے دیں کہ گلا بیٹھ گیا

tera chup rehna mery zehan main beth giya

itni awazain tujhy diin kay gala baith giya

پرائی آگ پہ روٹی نہیں بناؤں گا

میں بھیگ جاؤں گا چھتری نہیں بناؤں گا

parai aag pay roti nahi banaon ga

main bheeg jaon ga chatri nahi banaon ga

جب اس کی تصویر بنایا کرتا تھا

کمرا رنگوں سے بھر جایا کرتا تھا

jab uss ki tasveer banaya karta tha

kamra rangon say bhar jaya karta tha

main jis kay sath
main jis kay sath

میں جس کے ساتھ کئی دن گزار آیا ہوں 

وہ میرے ساتھ بسر رات کیوں نہیں کرتا

man jis kay sath kai din guzar aya hoon

wo meray sath basar raat kiyun nahi karta

best tehzeeb hafi poetry in urdu

wo jis ki chaaon main - tehzeeb hafi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
wo jis ki chaaon main

وہ جس کی چھاؤں میں پچیس سال گزرے ہیں

وہ پیڑ مجھ سے کوئی بات کیوں نہیں کرتا 

wo jis ki chaaon main pachees saal guzary han

wo perr mujh say koi baat kiyun nahi karta

main keh kaghaz ki ik kashti hoon
main keh kaghaz ki ik kashti hoon

میں کہ کاغذ کی ایک کشتی ہوں 

پہلی بارش ہی آخری ہے مجھے 

main kay kaghz ki aik kashti hoon

pehli barish hi aakhri hay mujhy

dastan hoon main ik
dastan hoon main ik

داستاں ہوں میں اک طویل مگر 

تو جو سن لے تو مختصر بھی ہوں 

dastan hoon main ik taveel magar

tu jo sun lay tu mukhtasir bhi hoon

lautna kab hay tu nay par tujh ko
lautna kab hay tu nay par tujh ko

لوٹنا کب ہے تو نے پر تُجھ کو

عادتاً ہی پُکارتے رہیں گے

lautna kab hay tu nay par tujh ko

aadtan hi pukarty rahin gain

ik tera hijar
ik tera hijar

اک ترا ہجر دائمی ہے مجھے 

ورنہ ہر چیز عارضی ہے مجھے 

ik tera hijar daimi hay mujhy

warna har cheez aarzi hay mujhy

sehra say ho kay baagh main aya hoon sair ko
sehra say ho kay baagh main aya hoon sair ko

صحرا سے ہو کے باغ میں آیا ہوں سیر کو 

ہاتھوں میں پھول ہیں مرے پاؤں میں ریت ہے 

sehra say ho kay baagh main aya hoon sair ko

hathoon main phool hain meray paon main rait hay

main jangal main pani laya karta tha
main jangal main pani laya karta tha

پیڑ مجھے حسرت سے دیکھا کرتے تھے 

میں جنگل میں پانی لایا کرتا تھا 

pairr mujhy hasrat say dekha karty thy

main jangal main pani laya karta tha

تہذیب حافی شاعری

tamam nakhuda sahil say duur ho jain
tamam nakhuda sahil say duur ho jain

تمام ناخدا ساحل سے دور ہو جائیں 

سمندروں سے اکیلے میں بات کرنی ہے

tamam nakhuda sahil say duur ho jain

samundaron say akaly main baat karni hay

qadam rakhta hai jab raston pay yaar aahista aahista
تو چھٹ جاتا ہے سب گرد و غُبار آہستہ آہستہقدم رکھتا ہے جب رستوں پہ یار آہستہ آہستہ
چڑھے دریاوں کوکرتے ہیں پار آہستہ آہستہبھری آنکھوں سے وہ کہ دِل میں جانا سہل تھوڑی ہے

qadam rakhta hai jab raston pay yaar aahista aahista

tu chatt jata hai sab gard o ghubar aahista aahista

bhari aankhon say wo keh dil main jana sehal thorri hai

charrahy daryaoon ko kartay haan paar aahista aahista

main janglon ki taraf chal parra hoon chorr kay ghar
main janglon ki taraf chal parra hoon chorr kay ghar

میں جنگلوں کی طرف چل پڑا ہوں چھوڑ کے گھر 

یہ کیا کہ گھر کی اداسی بھی ساتھ ہو گئی ہے 

main janglon ki taraf chal parra hoon chorr kay ghar

yeh kiya kay ghar ki udasi bhi saath ho gai hay

apni masti main behta darya hoon
apni masti main behta darya hoon

اپنی مستی میں بہتا دریا ہوں 

میں کنارہ بھی ہوں بھنور بھی ہوں 

apni masti main behta darya hoon

main kinara bhi hoon bhanwar bhi hoon

kon aaye ga bhala meri aayadat ka liye - tehzeeb hafi poetry in urdu
kon aaye ga bhala meri aayadat ka liye – tehzeeb hafi poetry in urdu

کون آئے گا بھلا میری عیادت کے لئے

بس اسی خوف سے بیمار نہیں ہوتا میں

kon aaye ga bhala meri aayadat ka liye

bas issi khof say bemar nahi hota main

main tu aankhain dekh kay hi batla doon ga
main tu aankhain dekh kay hi batla doon ga

میں تو آنکھیں دیکھ کے ہی بتلا دوں گا

تم میں سے کس کس نے دریا دیکھا ہے

main tu aankhain dekh kay hi batla doon ga

tum main say kis kis nay darya dekha hai

roz tujhay totay dil kam qeemat per lena parrtay hain
roz tujhay totay dil kam qeemat per lena parrtay hain

روز تجھے ٹوٹے دل کم قیمت پر لینا پڑتے ہیں

اس سے بہتر تھا تو عشق کا کاروبار نہیں کرتا

roz tujhay totay dil kam qeemat per lena parrtay hain

iss say behter tha tu ishq ka karobar nahi karta

تُجھ کو پانے میں مسئلہ یہ ہے

تجھ کو کھونے کے وسوسے رہیں گے

tujh ko panay main masla yeh hai

tujh ko khonay kay waswasay rahain gaiy

اِتنا دٌکھ تھا مٌجھ کو تیرے چھوڑ کے جانے کا

 میں نے گھر کے دروازوں سے بھی مٌنہ ماری کی

itna dukh tha mujh ko tery chorr kay jany ka

main nay ghar kay darwazon say bhi munh mari ki

میں سٌخن میں ہوں اس جگہ کہ جہاں

سانس لینا بھی شاعری ہے مٌجھے

main sukhan main hoon uss jaga keh jahan

sans lena bhi shairi hai mujhy

مٌسلسل رہ نہیں سکتا کِسی اِک دِل میں حافیؔ

غریبوں کے نصیبوں میں سفر رکھا ہٌوا ہے

musalsil reh nahi sakta kisi ik dil main hafi

ghareebon kay naseebon main safar rakha huwa hai

تیرے جیتے جاگتے اور کوٸ میرے دل میں ہے

میرے دوست کیا یہ بٌرا نہیں ہو رہا

tery jeety jagtay aur koi mery dil main ha

mery dost kiya ye bura nahi ho raha

میں اٌسے دیکھتا رہتا ہوں کہ میں جانتا ہوں

دیکھتے رہنے سے تصویر نٕی رہتی ہے

main usay dekhta rehta hoon ky main janta hoon

dekhty rehnay say tasveer bani rehti hai

صِرف تیری چٌپ نے میرے گال گیلے کر دٕیے

میں تو وہ ہوں جو کِسی کی موت پر روتا نہ تھا

read more

thanx for free image poetry

https://www.ecopetit.cat/

1 thought on “tehzeeb hafi poetry in urdu – best 20 images”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top