poetry for teachers in urdu – teachers day in urdu
read poetry for teachers in urdu – teachers day in urdu.
دیکھا نہ کوہ کن کوئی فرہاد کے بغیر
آتا نہیں ہے فن کوئی اُستاد کے بغیر
dekha na koh kan koi farhad kay bagher
aata nahi hai faan koi ustad kay bagher

جن کے کردار سے آتی ہو صداقت کی مہک
Advertisement
اُن کی تدریس سے پتھر بھی پگھل جاتے ہیں
jin kay kardar say aati ho sadaqat ki mehak
un ki tadrees say pathar bhi pighal jatay hain
یہ جو ہماری درس گاہوں میں اُستاد ہوتے ہیں
حقیقت میں یہی قوم کی بُنیاد ہوتے ہیں
yeh jo hamari darsgahon main ustad hotay hain
haqeqat main yahi qom ki buniyad hotay hain
سنگ بے قیمت تراشا اور جوہر کر دِیا
شمع علم و آگہی سے دِل منوّ ر کر دِیا
sang bay qeemat tarasha aur joher kar diya
shamah ilm o aaghi say dil munawar kar diya
thanx for free image