dagh dehlvilove poetryRomantic Poetrysad poetryWafa Poetryشاعری

dagh dehlvi poetry in urdu best 20 sher

read dagh dehlvi poetry in urdu. his poetry undoubtedly very famous in south asia.

تمہارے خط میں نیا اک سلام کس کا تھا 

نہ تھا رقیب تو آخر وہ نام کس کا تھا

tumhare khat mein naya ek salaam kiska tha

na tha raqeeb tu aakhir wo naam kis ka tha

raat usko bhi khwab main dekha - dagh dehlvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
raat usko bhi khwab main dekha

رات اسکو بھی خواب میں دیکھا

جس کو ہر دم حجاب میں دیکھا 

raat usko bhi khwab main dekha

jis ko har dam hijab main dekha

aap ka aitbar kon kary - dagh dehlvi poetry in urdu - besturdupoetry.pk
aap ka aitbar kon kary

آپ کا اعتبار کون کرے 

روز کا انتظار کون کرے

aap ka aitbar kon kary

roz ka intizar kon karay

phir rah say wo yahan aatay aaty - besturdupoetry.pk
phir rah say wo yahan aatay aaty – besturdupoetry.pk

پھرے راہ سے وہ یہاں آتے آتے

اجل مر رہی تو کہاں آتے آتے؟

phir rah say wo yahan aatay aaty

ajal mar rahi tu kahan aaty aaty

youn bhi hazaron lakhon main tum intikhab ho - besturdupoetry.pk
youn bhi hazaron lakhon main tum intikhab ho – besturdupoetry.pk

یوں بھی ہزاروں لاکھوں میں تم انتخاب ہو

پورا کرو سوال تو پھر لاجواب ہو

youn bhi hazaron lakhon main tum intikhab ho

pura karo sawal tu phir lajawab ho

dagh dehlvi poetry in urdu

yeh maza tha dil lagi ka kay barabar aag lagti - besturdupoetry.pk
yeh maza tha dil lagi ka kay barabar aag lagti – besturdupoetry.pk

یہ مزا تھا دل لگی کا کہ برابر آگ لگتی

نہ تجھے قرار ہوتا نہ مجھے قرار ہوتا

yeh maza tha dil lagi ka kay barabar aag lagti

na tujhy qarar hota na mujhy qarar hota

baat karni tak na aati thi tumhain - besturdupoetry.pk
baat karni tak na aati thi tumhain – besturdupoetry.pk

بات کرنی تک نہ آتی تھی تمہیں 

یہ ہمارے سامنے کی بات ہے

baat karni tak na aati thi tumhain

ye hamary samnay ki baat hay

teri surat say kisi ki nahi milti surat - besturdupoetry.pk
teri surat say kisi ki nahi milti surat – besturdupoetry.pk

تیری صورت سے کسی کی نہیں ملتی صورت

ہم جہاں میں تیری تصویر لئے پھرتے ہیں

teri surat say kisi ki nahi milti surat

ham jahan main teri tasveer liye phirty han

haye jeetain han ham na marty hain - besturdupoetry.pk
haye jeetain han ham na marty hain – besturdupoetry.pk

ہائے جیتے ہیں ہم نہ مرتے ہیں

کس قیامت کے دن گزرتے ہیں

haye jeetain han ham na marty hain

kis qiyamat kay din guzarty han

tum ko chaha tu khata kiya ha

تم کو چاہا تو خطا کیا ہے بتا دو مجھ کو

دوسرا کوئی تواپنا سا دکھا دو مجھ کو

tum ko chaha tu khata kiya ha

dusra koi tu apna sa dikha do mujh ko

khuda ki qasam us nay khai jo aaj

خدا کی قسم اس نے کھائی جو آج

قسم ہے خُدا کی مزا آگیا

khuda ki qasam us nay khai jo aaj

qasam hay khuda ki maza aa giya

داغ دہلوی شاعری اردو

rukh-e-roshan kay aagay shamah - dagh dehlvi poetry in urdu
rukh-e-roshan kay aagay shamah – dagh dehlvi poetry in urdu

رخ روشن کے آگے شمع رکھ کر وہ یہ کہتے ہیں

ادھر جاتا ہے دیکھیں یا ادھر پروانہ آتا ہے

rukh-e-roshan kay aagay shamah rakh kar wo yeh kehty han

udhar jata hay dekhain, ya idhar perwana aata hay

dekhna achha nahi
dekhna achha nahi

دیکھنا اچھا نہیں زانو پہ رکھ کر آئنہ

دونوں نازک ہیں نہ رکھیو آئنے پر آئنہ

dekhna achha nahi zanu pay rakh kar aaina

dono nazak han na rakhyo ainy pay aaina

kal tak tu aashna thy magar aaj ghair ho
kal tak tu aashna thy magar aaj ghair ho

کل تک تو آشنا تھے ، مگر آج غیر ہو

دو دن میں یہ مزاج ہے، آگے کی خیر ہو

kal tak tu aashna thy magar aaj ghair ho

do din main yeh mazaj hay aagay ki khair ho

wafa karain gay nibhain gay baat manain gain
wafa karain gay nibhain gay baat manain gain

وفا کریں گے نبھائیں گے بات مانیں گے

تمہیں بھی یاد ہے کچھ یہ کلام کس کا تھا

wafa karain gay nibhain gay baat manain gain

tumhain bhi yaad hay kuch yeh kalam kis ka tha

aao mil jao kay yeh waqt
aao mil jao kay yeh waqt

آو مل جاو کہ یہ وقت نہ پاو گے کبھی

میں بھی ہمراہ زمانہ کے بدل جاوں گا

aao mil jao kay yeh waqt na pao gay kabhi

main bhi hamrah zamana kay badal jaon ga

larray haan ghair say
larray haan ghair say

لڑے ہیں غیر سے، غُصہ ہے مُجھ پر

کوئی پو چھے تو میں نے کیا خطا کی ہے

larray haan ghair say, ghussa hai mujh per

koi puchay tu, main nay kiya khata ki hai

meri tarah khuda karay tera kisi pay aaye dil
meri tarah khuda karay tera kisi pay aaye dil

میری طرح خُدا کرے تیرا کِسی پہ آئے دِل

تو بھی جگر کو تھام کہ کہتا پھرے کہ ہائے دِل

meri tarah khuda karay tera kisi pay aaye dil

tu bhi jigar ko tham keh kehta phiray kay haye dil

baithay haan munh phair kar wo mehfil main
baithay haan munh phair kar wo mehfil main

بیٹھے ہیں مُنہ پھیر کر وہ محفل میں

اِس سے بڑھ کر کوئی حجاب نہیں

baithay haan munh phair kar wo mehfil main

iss say barrh kar koi hijab nahi

hadaf dil ka karay ga ik na ik din
hadaf dil ka karay ga ik na ik din

ہدف دِل کا کرے گا اِک نہ اِک دِن

یہ تیرا کھیلنا تیر و کمان سے

hadaf dil ka karay ga ik na ik din

yeh tera khelna teer o kaman say

iss waham say wo dagh ko marnay nahi datay
iss waham say wo dagh ko marnay nahi daitay – dagh dehlvi poetry in urdu

اس وہم سے وہ داغؔ کو مرنے نہیں دیتے

معشوق نہ مِل جائے کہیں زیرِ زمیں اور

iss waham say wo dagh ko marnay nahi datay

mashok na mil jaye kahin zer e zamin aur

dil aik tanha beech main aankhain teri safak do - dagh dehlvi poetry in urdu
dil aik tanha beech main aankhain teri safak do – dagh dehlvi poetry in urdu

دِل ایک تنہا بیچ میں ، آنکھیں تیری سفاک دو

شمشیر زن ناوک فگن ایک اِس طرف ایک اُس طرف

dil aik tanha beech main aankhain teri safak do

shamsheer zan, navak fagan ik iss taraf ik uss taraf

go haseen lakh hoon duniya main magar dagh kabhi
go haseen lakh hoon duniya main magar dagh kabhi

گو حسیں لاکھ ہوں دُنیا میں مگر داغ کبھی

دیکھ کر پاوں تیرا، مُنہ نا کِسی کا دیکھا

go haseen lakh hoon duniya main magar dagh kabhi

dekh kar paon tera munh na kisi ka dekha

jo log kuch nahi kartay kamal karty hain
jo log kuch nahi kartay kamal karty hain

ہزاروں کام محبّت میں ہیں مزے کے داغؔ

جو لوگ کچھ نہیں کرتے کمال کرتے ہیں

hazaron kaam muhabbat main hain mazay kay dagh

jo log kuch nahi kartay kamal karty hain

ankh lagti hai tu kehtay hain keh neend aati hai
ankh lagti hai tu kehtay hain keh neend aati hai

آنکھ لگتی ہےتو کہتے ہیں کہ نیند آتی ہے

آنکھ اپنی جو لگی، چین نہیں، خواب نہیں

ankh lagti hai tu kehtay hain keh neend aati hai

ankh apni jo lagi chain nahi khwab nahi

آپ کے سر کی قسم زلف میں وہ بات کہاں

جو الجھتی ہیں ، اٹکتی ہیں تمھاری آنکھیں

aap kay sar ki qasam zulf main wo baat jkahan

jo uljhti hain atakti hain tumhari aankhain

sab log jidhar wo hain udhar dekh rahay hain
sab log jidhar wo hain udhar dekh rahay hain

سب لوگ جدھر وہ ہیں اُدھر دیکھ رہے ہیں

ہم دیکھنے والوں کی نظر دیکھ رہے ہیں

sab log jidhar wo hain udhar dekh rahay hain

ham dekhnay walon ki nazar dekh rahy hain

صورت ہی تٌم دِکھا دو تو ہو جاۓ گی شِفا

بیمارِ ہجر کو نہیں ہوتی دوا نصیب

surat hi tum dikha do tu ho jaye gi shifa

beemar hijar ko nahi hoti dawa naseeb

یہ ایک بات سمجھنے میں رات ہو

اس ایک ڈر سے خواب دیکھتا ہوں

yeh aik baat samjany main raat ho

is aik dhr sy khowb dekhta hoon

مزہ ہو حشر میں دونوں ہوں ایک بار طلب

ہمارے ساتھ چلو سامنے خٌدا کے تٌم

maza ho hasher main dono hoon aik bar talab

hamary sath chalo samny khuda kay tum

الہی ! راہ سیدھی کب تیری اٌلفت کی لیتا ہے

کوٸ دوزخ کی لیتا ہے، کوٸ جنّت کی لیتا ہے

Ellahi ! rah sidhi kab teri ulfat ki leta hai

koi dozakh ki leta hai, koi jannat ki leta hai

اِدھر شرم حإٕیل اٌدھر خوف مانع

نہ وہ دیکھتے ہیں نہ ہم دیکھتے ہیں

idher sharm hael udher khauf manay

na wo dekhty hain na ham dekhty hain

وہ کہہ رہے تھے بزم میں خنجر نِکال کر

اٌس دِل کو لاٶ جس میں اٌمید و وصال ہو

wo keh rahy thay bazam main khanjar nikal kar

us dil ko lao jis main umeed o wisal ho

غضب کِیا تیرے وعدے پہ اعتبار کِیا

تمام رات قیامت کا اِنتظار کِیا

ghazab kiya tery waday pay aitbar kiya

tamam raat qiyamat ka intizar kiya

تٌم نے بدلے ہم سے گِن گِن کے لیے

کیاتٌمہیں چاہا تھا اِس دِن کےلیے

tum nay badly ham say gin gin kay liye

kiya tumhain chaha tha iss din ky liye

عجب اپنا حال ہوتا جو وصال یار ہوتا

کبھی جان صدقے ہوتی، کبھی دِل نثار ہوتا

ajab apna haal hota jo visal e yaar hota

kabhi jan sadqy hoti kabhi dil nisar hota

سٌن کے ساری داستانِ رنج و غم

کہہ دِیا اس نے کہ پھر ہم کیا کریں

sun kar sari dastan e ranj o gham

keh diya us nay phir hum kiya karain

تھک گۓ نامہٕ اعمال کو لِکھتے لِکھتے

کیا فرشتوں کا بٌرا حال بشر کرتے ہیں

Read more

thanx for free image download

http://www.imagediamond.com/

www.pixelstalk.net

5 thoughts on “dagh dehlvi poetry in urdu best 20 sher

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge