poetryشاعری

qasim ali shah quotes in urdu 10 quotes

read qasim ali shah quotes in urdu

بڑے لوگ رات جاگتے ہیں، محنت کرتے ہیں۔

اور عام آدمی اس وقت نیند کے مزے لے رہا ہوتا ہے۔

barry log raat jagtay hain aur mehnat karty hain

aur aam aadmi uss waqt neend kay mazay lay raha hota hai

آپکی زندگی میں آنے والے بہترین اساتذہ وہ ہیں

جو آپ کے سوچنے کا انداز ہی بدل دیں۔

aap ki zindagi main aanay waly behterin asatza vo hain

jo aap kay sochnay ka andaz hi badal dain

کرم ہو جاۓ تو سالوں کی محنت کا پھل لمحوں میں مِلنے لگتا ہے۔

karam ho jaye tu salon ki mehnat ka phal lamhon main milnay lagta hai.

اچھا اِنسان جلدی معافی مانگ لیتا ہے اور معاف بھی جلدی کر دیتا ہے۔

qasim ali shah quotes in urdu

غلطی اٌسی سے ہوتی ہے جو محنت کرتا ہے۔

نکموں کی زندگی تو دوسروں کی غلطیاں نکالنے میں گٌزر جاتی ہے۔

ghalti us say hoti hai jo mehnat karta hai.

nikamon ki zindagi tu dosron ki ghatiyan nikalnay main guzar jati hai

اٌستاد گھنے درخت کی مانند ہوتا ہے۔

ایک لمبے سفر میں تھوڑی دیر کےلیے ٹھنڈی اور میٹھی چھاؤں کا ذریعہ

ustad ghany darakht ki manand hota hai

aik lambay safar main thorri dair kay liye thandi aur meethi chaon ka zariya

جو وقت گٌزر گیا اس کو یاد کر کے کچھ اصول بنا لیں۔

جو وقت باقی رہ گیا ہے بہتر ہو جاۓ گا۔

jo waqt guzar giya us ko yaad kar kay kuch asol bana lain.

jo waqt baqi reh giya hai behter ho jaye ga.

read more

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge