ghazal roya karenge aap bhi pehron isi tarah.
رویا کریں گے آپ بھی پہروں میری طرح
اٹکا کہیں جو آپکادِل بھی میری طرح
نہ آپ ہجر میں ہیں نہ آرام وَصل میں
کم بخت دِل کو چین نہیں ہے کِسی طرح
کہتے ہیں وہ بھلے کی وہ لیکن بٌری طرح
نہ جاۓ واں بنی ہے نہ بِن جاۓ چین ہے
کیا کیجیے ہمیں توہے مٌشکل سبھی طرح
ہوں جاں بلب بٌتانِ ستم گر کے ہاتھ سے
کیا سب جہاں میں جیتے ہیں مومنؔ اِسی طرح
lyrics roya karenge aap bhi pehron isi tarah
roya karain gaiy aap bhi pehron isi tarah
aatka kahi jo aapka dil bhi meri tarah
na aap hijar main hain na aaram wasal main
kam-bakht dil ko chain nahi hai kisi tarah
marr chuk kahin keh tu gham-e-hijran say choot jaye
kehtay hain wo bhaly ki wo lekin buri tarah
na jaye waan bani hai na bin jaye chain hail
kiya kijye hamain tu hai mushkil sabhi tarah
hoon jan balb buttan e sitamgar kay hath say
kiya sab jahan main jeetay hain momin issi tarah
thanx for free image
watch and listen this ghazal