dard ho dil mein to dawa kijiye in urdu ghazal

read dard ho dil mein to dawa kijiye. this ghazal is extraordinary famous of ghalib collection in dewan-e-ghalib.

درد ہو دل میں تو دوا کیجے

دل ہی جب درد ہو تو کیا کیجے

ہم کو فریاد کرنی آتی ہے

آپ سنتے نہیں تو کیا کیجیئے

ان بتوں کو خُدا سے کیا مطلب

توبہ توبہ ، خُدا خُدا کیجیئے

رنج اُٹھانے سے بھی خوشی ہوگی

پہلےدل درد آشنا کیجیئے

عرض شوخی نشاط عالم ہے

حُسن کو اور خود نما کیجیئے

دُشمنی ہو چُکی بقدر وفا

اب حقِ دوستی ادا کیجیئے

موت آتی نہیں کہیں غالبؔ

 کب تک افسوس زیست کاکیجیئے

مرزا غالبؔ

dard ho dil mein to dawa kijiye in urdu ghazal - mirza ghalib - besturdupoetry.pk
dard hu dil mein to dawa kijiye in urdu ghazal lyrics

dard ho dil mein to dawa kijiye

dil hi jab dard ho tu kiya kijye

Ham ko firyad karni aati hay

Aap suntay nahi tu kiya kijye

Inn button ko khuda say kiya matlib

Tauba tauba, khuda khuda kijye

Ranj uthany say bhi khushi ho gi

Pehly dil dard ashna kijye

Arz shokhi nishat aalam hay

Husn ko aur khud numa kijye

Dushmani ho chuki ba-qadr wafa

Abb haq-e-dosti ada kijye

Maut aati nahi kahin ghalib

Kab tak afsos zeest ka kijye

read more

thanx for free image

https://unsplash.com/

1 thought on “dard ho dil mein to dawa kijiye in urdu ghazal”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top