ye tanha raat ye gehri fizain

read ye tanha raat ye

یہ تنہا رات  یہ گہری فضائیں

اسے  ڈھونڈیں کہ اُس کو بھول جائیں

خیالوں کی گھنی خاموشیوں میں

گھلی  جاتی ہیں لفظوں کی صدائیں

یہ راستےرہرووں سے بھاگتے ہیں

 یہاں چھپ چھپ کے چلتی ہیں ہوائیں

یہ پانی خاموشی سے بہہ رہا ہے 

اسےدیکھیں کہ اس میں ڈوب  جائیں

جو غم جلتے ہیں شعروں کی چتا میں 

اُنہیں پھر اپنے سینے سے لگائیں

چلو ایسا مکان آباد کر لیں

جہاں لوگوں کی آوازیں نہ آئیں

ahmad mushtaq ghazal poetry - Ye tanha raat ye gehri fizain - besturdupoetry.pk

ye tanha raat ye gehri fizain

Yay tanha raat ye gehri fizain

Issy dhundain kay iss ko bhool jain

Khiyaloon ki ghani khamoshiyon main

Ghuli jati han lafzon ki sadain

Ye rasty rehravon say bhagty haan

Yahan chup chup ky chalti han hawain

Yeh pani khamoshi say beh raha ha

 isay dekhain kay iss main doob jain

jog gham jalty han shairoon ki chita main

inhain phir apny seeny say lagain

chalo aisa makan abad kar lain

jahan logon ki awazain na aain

read more

Special thanks for free image download

https://unsplash.com/

1 thought on “ye tanha raat ye gehri fizain”

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top