roya karenge aap bhi pehron isi tarah
ghazal roya karenge aap bhi pehron isi tarah. رویا کریں گے آپ بھی پہروں میری طرح اٹکا کہیں جو آپکادِل بھی میری طرح نہ آپ ہجر میں ہیں نہ آرام وَصل میں کم بخت دِل کو چین نہیں ہے کِسی طرح کہتے ہیں وہ بھلے کی وہ لیکن بٌری طرح نہ جاۓ واں بنی ہے نہ بِن جاۓ چین ہے کیا کیجیے ہمیں توہے مٌشکل سبھی طرح ہوں جاں بلب بٌتانِ ستم گر کے ہاتھ سے کیا سب جہاں میں جیتے ہیں مومنؔ اِسی طرح lyrics roya karenge aap bhi pehron isi tarah roya karain gaiy aap bhi pehron isi tarah aatka kahi jo aapka dil bhi meri tarah na aap hijar main hain na aaram wasal main kam-bakht dil ko chain nahi hai kisi tarah marr chuk kahin keh tu gham-e-hijran say choot jaye kehtay hain wo bhaly ki wo lekin buri tarah na jaye waan bani hai na bin jaye chain hail kiya kijye hamain tu hai mushkil sabhi tarah hoon jan balb buttan e sitamgar kay hath say kiya sab jahan main jeetay hain momin issi tarah read more thanx for free image https://pixabay.com/ watch and listen this ghazal









