waqt poetry in urdu best 20 sher

read waqt poetry in urdu and waqt shayari in urdu.

وقت دو مُجھ پر کٹھن گُزرے ہیں ساری عُمر میں

اِک تیرے آنے سے پہلے،اِک تیرے جانے کے بعد

waqt do mujh per kathan guzray hain sari umer main

ik teray aanay say pehlay ik teray janay kay baad

wo aaj bhi sadyoun ki musafat pay kharra hai
wo aaj bhi sadyoun ki musafat pay kharra hai

وہ آج بھی صدیوں کی مسافت پہ کھڑا ہے

ڈھونڈا تھا جسے وقت کی دیوار گِرا کر

wo aaj bhi sadyoun ki musafat pay kharra hai

dhunda tha jisay waqt ki dewar gira kar

ham na badlain gay waqt ki raftar kay saath

ہم نہ بدلیں گے وقت کی رفتار کے ساتھ

جب بھی ملیں گے انداز پُرانا ہو گا

ham na badlain gay waqt ki raftar kay saath

jab bhi milain gay andaz purana ho ga

waqt barbad karnay walon ko
waqt barbad karnay walon ko

وقت برباد کرنے والوں کو

وقت برباد کر کے چھوڑے گا

waqt barbad karnay walon ko

waqt barbad kar kay chorray ga

duniya kay taur tareeky samjhny main waqt tu lagta hai
duniya kay taur tareeky samjhny main waqt tu lagta hai

دٌنیا کے طور طریقے سمجھنے میں وقت تو لگتا ہے

گرانے والا اپنا ہو تو سنبھلنے میں وقت تو لگتا ہے

duniya kay taur tareeky samjhny main waqt tu lagta hai

girany wala apna ho tu sanbhalny main waqt tu lagta hai

waqt poetry in urdu

آہستہ چل اے زندگی کئی قرض چُکانا باقی ہے

کُچھ درد مٹانا باقی ہے کُچھ فرض نبھانا باقی ہے

aahista chal aye zindagi kai qarz chukana baqi hai

kuch dard mitana baqi hai kuch farz nibhana baqi hai

رابطہ لاکھ سہی قافلہ سالار کے ساتھ

ہم کو چلنا ہے مگر وقت کی رفتار کے ساتھ

rabta lakh sahi qafila salar kay sath

ham ko chalna hai magar waqt ki raftar kay sath

وقت اوروں میں بانٹ دیتے ہو

ہم تمھارے کٌچھ نہیں لگتے کیا

waqt auron main bant detay ho

ham tumhary kuch nahi lagtay kiya

عٌمر بھر مِلنے نہیں دیتی ہیں اب تو رنجشیں

وقت ہم سے روٹھ جانے کی ادا تک لے گیا

umer bhar milnay nahi deti hain ab tu ranjishain

waqt ham say ruth janay ki ada tak lay giya

تنہائی میں کرنی تو ہے اِک بات کِسی سے

لیکن وہ کِسی وقت اکیلا نہیں ہوتا

tanhai main karni tu hai ik baat kisi say

lekin wo kisi waqt akela nahi hota

مانا کہ بڑا قیمتی ہے آج تیرا وقت

ہم بھی بڑے نایاب تھے ابھی کل کی بات ہے

mana ke barra qeemti hai aaj tera waqt

ham bhi barry nayab thay abhi kal ki baat hai

جن کے ساتھ ہم وقت بھول جاتے تھے

وقت کے ساتھ وہ ہمیں ہی بھول گئے

jin kay sath ham waqt bhool jatay thay

waqt kay sath vo hamain hi bhool gaye

وقت گُزر جاتا ہے کہتے ہیں لوگ

وقت نہیں گُزرتا ، گُزر جاتے ہیں لوگ

waqt guzar jata hai kehtay hain log

wakt nahi guzarta, guzar jatay hain log

ایک وہ شخص جو لگے جان سے بھی پیارا

وقت تو دیتا ہے مگر خیرات کی طرح

read more

thanx for free image download

https://www.ecopetit.cat/

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top