poetryشاعری

ghar poetry in urdu best 10 sher

read ghar poetry in urdu

دیکھ معمار پرندے بھی رہیں گھر بھی بنے

نقشہ ایسا ہو کوئی پیڑ گرانا نہ پڑے

dekh memar parinday bhi rahain ghar bhi bany

naqsha aisa ho koi pairr girana na parry

ajab hotay hain aadab e rukhsati mehfil
ajab hotay hain aadab e rukhsati mehfil

عجب ہوتے ہیں آداب رخصتی محفل

کہ اٹھ کے وہ بھی چلا جس کا کوٕی گھر نہ تھا

ajab hotay hain aadab e rukhsati mehfil

ke uth kay vo bhi chala jis ka koi ghaar na tha

گھر پہ رہنے کا حکم سنتے ہی

بعض بے گھر بہت اداس ہوٕئے

ghar pay rehnay ka hukm suntay hi

baaz bay gher buhat udas huvy

اب نہیں لوٹ کے آنے والا

گھر کھٌلا چھوڑ کے جانے والا

ab nahi laut kay aanay wala

ghar khulla chorr kay janay wala

ghar poetry in urdu

تمھارے ہاتھ کی دستک کی آس میں محسنؔ

میں اپنے گھر سے کہیں بھی نہیں گیا برسوں

tumhary hath ki dastak ki aas main mohsin

main apnay ghar say kahin bhi nahi gaya barson

تٌم جس کو کہہ رہی ہو پٌرانا لگا مٌجھے

یہ گھر خریدنے میں زمانہ لگا مٌجھے

tum jis ko keh rahi ho purana laga mujhy

ye ghar kharidnay main zamana laga mujhy

اٌجڑے ہوۓ گھر کا میں وہ دَر ہوں مٌحسنؔ

دیمک کی طرح کھا گٸ جِسے دستک کی تمنّا

ujrray huwy ghar ka main vo darr hoon mohsin

deemak ki tarrah kha gai jisy dastak ki tamana

کاش میرا گھر تیرے گھر کے قریب ہوتا

تو نہ آتا تیری آواز تو آیا کرتی

kash mera ghar tery ghar kay qareeb hota

tu na aata teri awaz tu aya karti

read more

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge