poetryشاعری

tea poetry in urdu – chai poetry in urdu

read tea poetry in Urdu and chai poetry (چائے پر شاعری) in Urdu. Word tea is chai in Urdu. It is a drink often taking after a meal in South Asia. In Urdu poetry, poets have amazing poetry on tea.

اِک چائے کو دو کَپّوں میں برابر بانٹ کر

اکثر کیا ہے فرض کہ تنہا نہیں ہوں میں

ik chai ko do kappon main barabar bant kar

aksar kiya hai farz keh tanha nahi hoon main

chay poetry in urdu

ذکر کرتے ہوئے چائے کی مٹھاس کا

وہ جانے کیوں میرے لبوں کو دیکھتے ہیں

zikar kartay huwy chai ki mithas ka

wo janay kiyun mery labon lo dekhty hain

یہ وبا کے دِن گُزر جائیں تو پھر

اِک مُلاقات رکھیں گے چائے پر

yeh waba kay din guzar jain tu phir
yeh waba kay din guzar jain tu phir

yeh waba kay din guzar jain tu phir

ik mulaqat rakhain gain chai per

meri shamain mehakti hain teri yaadon say
meri shamain mehakti hain teri yaadon say

میری شامیں مہکتی ہیں تیری یادوں سے

میری چائے میں بھی شامِل ہے محبّت تیری

meri shamain mehakti hain teri yaadon say

meri chai main bhi shamil hai muhabbat teri

ilaj e ishq jo pucha main nay tabeeb say
ilaj e ishq jo pucha main nay tabeeb say

علاجِ عِشق جو پوچھا میں نے طبیب سے

دھیمے سے لہجے میں بولا–چائے پیا کرو

ilaj e ishq jo pucha main nay tabeeb say

dheemay say lehjay main bola — chaye piya karo

tea poetry in Urdu

ghaibana sharik kar kay tumhain
ghaibana sharik kar kay tumhain

غائبانہ شریک کر کے تمھیں

ایک چُسکی بھری ہے چائے کی

ghaibana sharik kar kay tumhain

aik chuski bhari hai chaye ki

do ki bajaye chai banai hai aik cup
do ki bajaye chai banai hai aik cup

دو کی بجائے ، چائے بنائی ہے ایک کپ

افسوس آج تو بھی فراموش ہو گیا

do ki bajaye chai banai hai aik cup

afsos aaj tu bhi faramosh ho giya

maqsad tu dil ki batain sunna sunana hai
maqsad tu dil ki batain sunna sunana hai

مقصد تو دِل کی باتیں سُننا سُنانا ہے

چائے تو فقط مُلاقات کا بہانہ ہے

maqsad tu dil ki batain sunna sunana hai

chai tu faqt mulaqat ka bahana hai

aadhi raat aur gehray saaye
aadhi raat aur gehray saaye

آدھی رات اور گہرے سائے

خالی کُرسی ، میں اور چائے

aadhi raat aur gehray saaye

khali kursi main aur chai

zikar kartay huwy chaye ki mithas ka
zikar kartay huwy chaye ki mithas ka

ذکر کرتے ہوئے چائے کی مٹھاس کا

وہ جانے کیوں میرے لبوں کو دیکھتے ہیں

zikar kartay huwy chaye ki mithas ka

wo jany kiyun meray labon ko dekhtay hain

اِک چائے کے کپ نے بخشی ہے تقویت مٌجھ کو

بے وجہ تھکا ہٌوا تھا ناکام حسرتوں سے وجود

ik chai ka cup nay bakhshi hai taqveyat mujh ko

bewaja thaka huwa tha nakam hasraton say wajood

چاۓ پر شاعری

دل کو بہلانے کے لیے کچھ تو چاہیے

چاہ ناسہی-تو چائےہی سہی

dil ko bhlany ky lya kuch tou chahiy

cha na sahi-tou chai hi sahi

چاۓ کا ذایقہ نہیں آتا

کٌچھ دِنوں سے خفا خفا ہے کوٸ

chai ka zaiqa nahi aata

kuch dino say khafa khfa hai koi

میری یادوں میں ڈوبی جب کوئی شام آئے گی

چائے بنا کے پی لینا سر درد کے کام آئے گی

meri yadon main dobi jab koi sham aaye gi

chai bna k pe lena sar dard k kaam aye gi

تذکرے جب بھی ہوں گے چاۓ کے زمانوں میں

ہمارا نام بھی لیا جاۓ گا دیوانوں میں

tazkary jab bhi hoon gaiy chai kay zamanon main

hamara naam bhi liya jaye ga devanon main

تٌو نے جس کپ میں چاۓ پی تھی اِک بار

ہم نے پھر اِس میں کبھی چینی نہیں ڈالی

tu nay jis cup main chaye pii thi aik baar

ham nay phir iss main kabhi cheeni nahi dali

تٌم چاۓ کی طرح مٌحبّت تو کرو

میں بسکٹ کی طرح ڈوب نہ جاٶں تو کہنا

tum chaye ki tarah muhabbat tu karo

main biskut ki tarah doob na jaon tu kehna

میں نے چھوڑ کر بھی دیکھی ہے

چاۓ کا بھی میرے بِن گٌزارا نہیں ہے

main nay chorr kar bhi dekhi hai

chai ka bhi mery bin guzara nahi

chay poetry in urdu

read more

thanx for free image download

https://unsplash.com/

8 thoughts on “tea poetry in urdu – chai poetry in urdu

  • Hello my loved one! I want to say that this post is awesome, great written and include almost all vital infos. Celene Malchy Aminta

  • I blog often and I genuinely appreciate your content. This article has really peaked my interest. I am going to book mark your site and keep checking for new details about once a week. I subscribed to your RSS feed as well. Debee Dario Ranee

  • It was very useful, I can say it was a useful article for me. Shelly Bailie Salvatore

  • ham chaye bhi unki ankho mein dup kr pete hen
    haeeee jenab
    ham to bas nigah-e-jaam pete hen

  • I like your website very much. It has a very nice design. You put a lot of effort into your visitor. very successful good blogs in your article

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge