khudi ko kar buland itna in urdu

read khudi ko kar buland itna in urdu

خرد مندوں سے کیا پوچھوں کہ میری ابتدا کیا ہے

کہ میں اس فکر میں رہتا ہوں میری انتہا کیا ہے

خودی کو کر بلند اتنا کہ ہر تقدیر سے پہلے

خُدا بندے سے خود پوچھے بتا تیری رضا کیا ہے

مقامِ گٌفتگو کیا ہے، اگر میں کیمیا گر ہوں

یہی سوزِ نفس ہے اور میری کیمیا کیا ہے

نظر آئیں مٌجھے تقدیر کی گہرائیاں اٌس میں

نہ پوچھ اے ہم نشیں مٌجھ سے وہ چشمِ سٌرمہ سا کیا ہے

اگر ہوتا وہ مجذوب فرنگی اس زمانے میں

تو اقبال اس کو سمجھاتا مقامِ کِبریا کیا ہے

نواۓ صٌبح گاہی نے جگر خوں کر دیا میرا

خٌدایا جس خطا کی یہ سزا ہے وہ خطا کیا ہے

khudi ko kar buland itna in urdu

khurad mandon say kiya puchon keh meri ibtada kiya hai

keh main iss fikar main rehta hoon meri intha kiya hai

khudi ko kar buland itna keh har taqdeer say pehlay

Khuda banday say khud puchay bata teri raza kiya hai

maqam e guftagu kiya hai agar main kimya gar hoon

yahi soz e nafas hai aur meri kimiya kiya hai

nazar aain mujhy taqdeer ki gehraiyan us main

na puch aye hamnashen mujh say vo chashm e surma sa kiya hai

agar hota vo majzoob farangi iss zamanay main

tu iqbal us ko samjhata maqam e kibrya kiya hai

nawae e subh e gahi nay jigar khon kar diya mera

khudaya jis khta ki ye saza hai vo khata kiya hai

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *

Scroll to Top