read kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta lyrics
کبھی کِسی کو مٌکمل جہاں نہیں مِلتا
کہیں زمیں تو کہیں آسماں نہیں مِلتا
جِسے بھی دیکھیے وہ اپنے آپ میں گٌم ہے
زٌباں مِلی ہے مگر ہم زٌباں نہیں مِلتا
بٌجھا سکا ہے بھلا کون وقت کے شعلے
یہ ایسی آگ ہے جِس میں دٌھواں نہیں مِلتا
تیرے جہان میں ایسا نہیں کہ پیار نہ ہو
جہاں اٌمید ہو اِس کی وہاں نہیں مِلتا
kabhi kisi ko mukammal jahan nahi milta lyrics
kabhi kisi ko mukamil jahan nahi milta
kahin zameen tu kahin aasman nahi milta
jisay bhi dekhiye wo apnay aap main gum hai
zuban mili hai magar ham zuban nahi milta
bujha saka hai bhalla kon waqt kay sholly
ye aisi aag hai jis main dhuwan nahi milta
tery jahan main aisa nahi keh piyar na ho
jahan umeed ho iss ki wahan nahi milta