In Aankhon Ki Masti Ke film Umrao Jaan (1981) ka mashhoor gana hai, jise Asha Bhosle ne gaya aur Shahryar ne likha. Neeche is gane ke 4 band Urdu aur Roman mein diye gaye hain.

ان آنکھوں کی مستی کے مستانے ہزاروں ہیں
ان آنکھوں سے وابستہ افسانے ہزاروں ہیں
اک تم ہی نہیں تنہا الفت میں میری رسوا
اس شہر میں تم جیسے دیوانے ہزاروں ہیں
اِک صِرف ہمی مَے کو آنکھوں سے پلاتے ہیں
کہنے کو تو دٌنیا میں مے خانے ہزاروں ہیں
اس شمع فروزاں کو آندھی سے ڈراتے ہو
اس شمع فروزاں کے پروانے ہزاروں ہیں
In Aankhon Ki Masti Ke Lyrics in Urdu
in ankhon ki masti kay mastanay hazaron hain
in aankhon say wabasta afsanay hazaron hain
ik tum hi nahi tanha ulfat main meri ruswa
iss sheher main tum jesy dewany hazaron hain
ik sirf hami maey ko ankhon say pilatay hain
kehnay ko tu duniya main maey khany hazaron hain
iss shamah e farozan ko aandhi say daraty ho
iss shamah e firozan kay parwanay hazaron hain
In Aankhon Ki Masti Ke kis film ka gana hai?
Ye gana 1981 ki film Umrao Jaan ka hai, jismein Rekha ne Umrao Jaan ka kirdar nibhaya tha.
Is gane ko kis ne gaya aur likha hai?
Is gane ko Asha Bhosle ne gaya hai, is ke bol Shahryar ne likhe hain, aur music Khayyam ka hai.
Is gane mein kul kitne band hain?
Is gane mein kul 4 band hain.
Also read: romantic poetry in urdu, ankhain poetry in urdu
Read more: in ankhon ki masti ke lyrics