read hajj poetry in urdu
نصیب پر ہیں وہ آج نازاں، جنہیں شرف حجّ کا مِل رہا ہے
منٰی کی جانب رواں دواں ہیں، لبوں پہ لبّیک کی صدّا ہے
naseeb par hain vo aaj nazan jinhain sharf hajj ka mil raha hai
minnah ki janab ravan dawan hain labon pay labbek ki sadda hai
یا الٰہی حجّ کروں تیری رضا کے واسطے
کر قبول اس کو مٌحمّد مٌصطفٰے کے واسطے
ya Ellahi hajj karon teri raza kay wastay
kar qabool iss ko Muhammad Mustafa kay wastay
یہی میرا ذوقِ نیاز ہے، یہی میرے عشق کا راز ہے
تیری یاد میں میرا جھومنا، میرا حجّ ہے میری نماز ہے
yahi mera zauq e niyaz hai, yahi mery ishq ka razz hai
teri yaad mera jhoomna, mera hajj hai meri namaz hai
hajj poetry in urdu
کر دے حجّ کا شرف عطا یاربّ
سبز گٌنبد بھی دے دِکھا یا ربّ
kar daay hajj ka sharf atta ya Rabb
sabz gunbad bhi day dikha ya Rabb
تیرا درّ ہو میرا سر ہو، یہ جبیں یونہی جھٌکی رہے
میری آنکھ ہو تیری دید ہو، میری آنکھ میں یونہی نمی رہے
tera darr ho mera sar ho, ye jabeen younhi jhuki rahy
meri ankh ho teri deed ho, meri ankh main younhi nami rahy
.