zindagi mein tu sabhi pyar kiya karte hain lyrics
read zindagi mein tu sabhi pyar kiya karte hain lyrics زِندگی مِیں تَو سَبھی پیِار کِیا کَرتے ہیں مَیں تو مَر کَر بھی میری جَان تُجھے چاہوں گا تُو مِلا ہَے تَو یہ اِحساس ہُوا ہَےمُجھ کو کہ میری عُمر مُحبّت کیلئے تھوڑی ہَے اِک ذَرا سا غَمِ دَوراں کَا بھِی حَقّ ہَے جِس پَرّ مَیں نے وہ سانس بھی تیرے لِئے رَکھ چھوڑی ہَے اَپنے نَغمَات میں جَذبات مَیں رَچانے کےلیئے مَیں نَے دھڑکَن کِی طَرح دِل میں بَسایا ہَے تُجھے مَیں تَصّور بھی جُدائی کا بھلا کیسے کروں میں نے قِسمَت کی لکیروں سے چُرایا ہَے تُجھے پیا ر کا بَنّ کے نگہبان تجھے چاہوں گا مَیں تو مَر کَر بھی میری جَان تُجھے چاہوں گا zindagi mein tu sabhi pyar kiya karte hain lyrics zindgi main tu sabhi piyar kiya kartay haan mein to marr kar bhi mari jaan tujh-ay cha-hun ga tu mila hai tu yeh ehsas huwa hai mujh ko kah meri umar muhabat kay liya thori hay ik zara sa gham-e-doran ka bhi haq hai jis par main nay wo sans bhi teray liye rakh chhori hai tujh pay ho jaon ga qurban tujhe chaon ga maan to marr karr bhi mari jaan tujhey chahon ga apnay naghmat mein jazbatt rachanay kay liye mein nay dharkan ki tarha dil main basaya hai tujhay main tasawr bhi judai ka bhala kesay karon main nay qismat ki lakiron say churaya hay tujhay piyar ka ban kay nighebn tujhay chahun ga mein tu marr kar bhi meri jaan tujhay chahon ga read more qateel shifai poetry zindagi say barri saza hi nahi thanx for free images https://unsplash.com/









