Faiz Ahmad Faiz

faiz ahmad faiz poetry in urdu 20 best sher

Read best Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu. he is ņo doubt a famous Urdu poet. Here you can read his poetry.

پھر نظر میں پھول مہکے دل میں پھر شمعیں جلیں

پھر تصور نےلیا اس بزم میں جانے کا نام

phir nazar main phool mehkay dil main phir shamain jalin

phir tasawar nay liya us bazam main janay ka naam

umeed e yaar nazar ka mizaj

اُمیدِ یار ،نظرکا مزاج ،درد کا رنگ 

تم آج کچھ بھی نہ پوچھو کہ دل اُداس بہت ہے

umēēd ē yāār ņāzār kā mɨzāj, dārd kā rāāņg

ṯum āāj kuch bhɨ ņā pucho kāy dɨl udas buhāṯ hāy

wo baat saray fsanay main

وہ بات سارے فسانے میں جس کا ذکر نہ تھا

وہ با ت ان کو بہت نا گوار گزری ہے

wo baat sary fasanay main jis ka zikar na tha

wo baat un ko buhat nagawar guzri hai

dard itna hay har rag main ha mehshar barpa – besturdupoetry.pk

dard itna hai har raag main hai mehsher barpa

aur sakon aisa ke mar janay ko ji chahta ha

درد اتنا ہے ہر رگ میں ہے محشر برپا

اور سکوں ایسا کہ مر جانے کو جی چاہتا ہے

jism ki dararon say rooh nazar aany lagi – besturdupoetry.pk

jɨsm kɨ dārāroņ sāy rooh ņāzār āāņy lāgɨ

buhāṯ āņdār ṯāk ṯorr gɨā mujhēy ɨshq ṯērā

جسم کی دراڈوں سے روح نظرآنے لگی

بہت اندر تک توڑ گیا مجھے عشق تیرا۔۔۔

faiz ahmad faiz poetry in urdu

kar raha tha gham e jahan ka hisab – faiz ahmad faiz poetry in urdu – besturdupoetry.pk

kār rāhā ṯhā ghām ē jāhāņ kā hɨsāb

āāj ṯum yāād bāy hɨsāb āāyē

کر رہا تھا غمِ جہاں کا حساب

آج تم یاد بے حساب آئے

tujh pay uthi haan vo khoi hui sahir aankhain

تجھ پہ اُٹھی ہیں وہ کھوئی ہوئی ساحر آنکھیں

تجھ کو معلوم ہے کیوں عمر گنوا دی ہم نے

  1. ṯujh pāy uṯhɨ hāāņ vo khoɨ huɨ sāhɨr āāņkhāɨņ

2. ṯujh ko māloom hā kɨyuņ umēr gāņwā dɨ hām ņāy

guzashta hasraton kay daagh mere dil say dhul jain

guzāshṯā hāsrāṯoņ kāy dāāgh mērē dɨl sāy dhul jāɨņ

māɨņ āāņy wāly ghām kɨ fɨkār sāy āzād ho jāooņ

گزشتہ حسرتوں کے داغ میرے دل سے دھل جائیں

میں آنے والے غم کی فکر سے آزاد ہو جاؤں

kab thehray ga dard aye dil kab raat basar ho gi – besturdupoetry.pk

kāb ṯhēhrāy gā dārd āyē dɨl kāb rāāṯ bāsār ho gɨ

suņṯāy ṯhāy wo āāɨņ gāy suņṯy ṯhāy sāhār ho gɨ

کب ٹھہرے  گا درد اےدل کب رات بسر ہو گی

سنتے تھے وہ آئیں گے سنتے تھے سحر ہو گی

gulon main raang bhare bad e nau bahar chale – faiz ahmad faiz poetry in urdu

guloņ māɨņ rāāņg bhārē bād ē ņāu bāhār chālē

chālē bhɨ āāo kāy gulshāņ kā kārobār chālāy

گُلوں میں رنگ بھرے بادِ نو بہار چلے 

چلے بھی آؤ کہ گُلشن کا کاروبار چلے

فیض احمد فیض شاعری اردو

aab phi puchaty ho

ab phir puchtay ho maqam apna

kēh jo dɨyā zɨņdāgɨ ṯum ho

اب پھِر پُوچھتے ہو مقام اپنا

کہہ جو دِیا”زِندگی ہو تم”

ham say kehtay han chaman waly ghareeban e chaman – besturdupoetry.pk

hām sāy kēhṯāy hāņ chāmāņ wāly ghārēēbāņ ē chāmāņ

ṯum sā āchā sā rākh lo āpņāy wērāņy kā ņāmē

ہم سے کہتے ہیں چمن والے غریبان چمن

تم کوئی اچھاسارکھ لواپنےویرانے کا نام

un main laho jala ho hamara kay jan o dil – besturdupoetry.pk

uņ māɨņ lāho jālā ho hāmārā kāy jāņ o dɨl

mēhfɨl māɨņ kuch chārāgh fārozāņ huyē ṯu hāāņ

ان میں لہوجلا ہو ہمارا کہ جان ودل 

محفل میں کچھ چراغ فروزاں ہوۓ تو ہیں

ab apna ikhtiar hay chahy jahan chalain

āb āpņā ɨkhṯɨār hāy chāhy jāhāņ chālāɨņ

rēhbār sāy āpņɨ rāh judā kār chukāy hāāņ hām

اب اپنا اختیار ہے چاہے جہاں چلیں

رہبر سے اپنی راہ جدا کر چکے ہیں ہم 

کوئی تو بات ہے اس میں فیضؔ

ہر خُو شی جِس پہ لُٹا دی ہم نے

koɨ ṯu bāāṯ hāy ɨss māɨņ fāɨz

hār khusɨ jɨs pē luṯā dɨ hām ņāy

فیض احمد فیض شاعری

محبت کرنے والوں کی تجارت بھی انوکھی ہے

منافع چھوڑ دیتے ہیں خسارے بانٹ لیتے ہیں

muhābbāṯ kārņy wāloņ kɨ ṯājārāṯ bhɨ āņokhɨ hāy

muņāfā chorr dēṯy hāņ khsāry bāņṯṯ lēṯāy hāāņ

raaz e ulfat chupa kay

راز الفت چھپا کے دیکھ لیا

دل بہت کچھ جلا کے دیکھ لیا

raaz e ulfat chupa kay dekh liya

dɨl buhāṯ kuch jālā kāy dēkh lɨyā

aap say dil laga kay dekh liya

اور کیا دیکھنے کو باقی ہے

آپ سے دل لگا کے دیکھ لیا

āur kɨyā dēkhņāy ko bāqɨ hāy

āāp sāy dɨl lāgā kāy dēkh lɨyā

kafas udas hai yaro saba say kich tu kaho

قفس اُداس ہے یارو صبا سے کُچھ تو کہو

کہیں تو بہرِ خُدا آج ذکرِ یار چلے

kāfās udās hā yāāro sābā sāy kuch ṯu kāho

kāhɨņ ṯu bēhr ē khudā āāj zɨkār ē yāār chālāy

aaye tu youn keh jesay

آئے تو یوں کہ جیسے ہمیشہ تھے مہرباں

بھولے تو یوں کہ جیسے کبھی آشنا نہ تھے

āāyē ṯu youņ kēh jēsāy hāmēshā ṯhāy mēhārbāņ

bhoolāy ṯu youņ kēh jēsāy kābhɨ āshņā ņā ṯhāy

wo dil kay tery liye

وہ دِل کہ تیرے لیے بے قرار اب بھی ہے

وہ آنکھ  جِس کو تیرا انتظار اب بھی ہے

Wo dɨl kēh ṯērāy lɨyē bē-qārār āb bhɨ hāy

Vo āāņkh jɨs ko ṯērā ɨņṯāzār āb bhɨ hāɨ

best Faiz Ahmad Faiz poetry in Urdu ever

ham musafir younhi masroof e safar jain gaiy

ہم مسافر یونہی مصروفِ سفر جائیں گے

بے نشاں ہو گئے جب شہر تو گھر جائیں گے

ham musafir younhi masroof e safar jain gaiy

benishan ho gaye jab shehar tu ghar jain gaiy

muhabbat kay ilawa pass apnay kuch nahi hai faiz

محبّت کے علاوہ پاس اپنے کُچھ نہیں ہے فیضؔ

اِسی دولت کو ہم قسمت کے مارے بانٹ لیتے ہیں

muhabbat kay ilawa pass apnay kuch nahi hai faiz

issi daulat ko haam kismat kay maray bant letay haan

tumhari yaad kay jab zakhm bharnay lagtay haan

تمہاری یادکے جب زخم بھرنے لگتے ہیں

کِسی بہانے تمہیں یاد کرنے لگتے ہیں

tumhari yaad kay jab zakhm bharnay lagtay haan

kisi bahanay tumhain yaad karnay lagtay hain

raat youn dil main teri khoi hui yaad aai – faiz ahmad faiz poetry in urdu – besturdupoetry.pk

رات یوں دِل میں تیری کھوئی ہوئی یاد آئی

جیسے ویرانے میں چپکے سے بہار آجائے

raat youn dil main teri khoi hui yaad aai

jaisay weranay main chupkay say bahar aa jaye

aur bhi dukh hain zamanay main muhabbat kay siwa

اور بھی دُکھ ہیں زمانے میں مُحبّت کے سِوا

راحتیں اور بھی ہیں وصل کی راحت کے سِوا

aur bhi dukh hain zamanay main muhabbat kay siwa

rahatain aur bhi hain wasal ki rahat kay siwa

dil naumeed tu nahi nakam hi tu hai

دِل نااُمید تو نہیں ناکام ہی تو ہے

لمبی ہے غم کی شام ،مگر شام ہی تو ہے

dil naumeed tu nahi nakam hi tu hai

lambi hai gham ki sham magar sham hi tu hai

اِک طرزِ تغافل ہے سو وہ اُن کو مبارک

اِک عرضِ تمنّا ہے سو وہ ہم کرتے رہیں گے

ik tarz e tughafil hai sau wo un ko mubarak

ik erz e tamana hai sau wo ham kartay rahain gaiy

گر بازی عِشق کی بازی ہے، جو چاہو لگا لو ڈر کیسا

گر جیت گئے تو کیا کہنے، ہارے بھی تو بازی مات نہیں

gar bazi ishq ki bazi hai jo chaho laga lo dar kaisa

gar jeet gaiy tu kiya kehnay, haray bhi tu bazi maat nahi

تیز ہے آج دردِ دِل ساقی

تلخیِ مے کو تیز تر کر دے

taiz hai aaj dard e dil saqi

talkhi e mae ko tez tar kar day

دونوں جہان تیری مُحبت میں ہار کے

وہ جا رہا ہے کوئی شب غم گُزار کے

dono jahan teri muhabbat main haar kay

wo ja raha hai koi shab e gham guzar kay

ہم ایسے سادہ دلوں کی نیازمندی سے

بٌتوں نے کی جہاں میں خٌدإیاں کیا کیا

ham aisy sada dilon ki niaz mandi say

button nay ki jahan main khudaiyan kiya kiya

نہیں نِگاہ میں منزل تو جستجو ہی سہی

نہیں وصال میسر تو آرزو ہی سہی

nahi nigah main manzal tu justju hi sahi

nahi visal muyasar tu aarzo hi sahi

دٌنیا نے تیری یاد سے بیگانہ کر دِیا

تٌجھ سے بھی دِلفریب ہیں غم روزگار کے

duniya nay teri yaad say begana kar diya

tujh say bhi dilfareb hain gham rozgar kay

آئے کُچھ اَبر کُچھ شَراب آئے

اِس کے بعد آئے جو عذّاب آئے

aye kuch abr kuch sharab aye

iss kay baad aye jo azab aaye

ساری دٌنیا سے دور ہو جاۓ

جو ذرا تیرے پاس ہو بیٹھے

sari duniya say dur ho jaye

jo zara tery pass ho baithy

Special thanks for free image download

https://www.pexels.com/

https://www.ecopetit.cat/

admin

Leave a Comment

View Comments