read yunus emre poetry in urdu
حق جہاں میں ہر طرف ہے
واقف نہیں حق سے کوئی
haq jahan main har taraf hai
waqif nahi haq say koi
جس کو چاہتا تھا میں
اس کو پا لیا میں نے
jis ko chahta tha main
us ko pa liya main nay
یاد رکھو، انسان جب مَر جاتا ہے
تو جِلد بھی مَر جاتی ہے لیکن روحیں کبھی مٌردہ نہیں ہوتی ہیں۔
yaad rakho insan jab mar jata hai
tu jild bhi mar jati hai lekin roohain kabhi murda nahi hotin
مَیں مَیں کی تکرار کرنے والا شخص کبھی سکون نہیں پا سکتا۔
main main ki takrar karny wala shakhs kabhi sakun nahi pa sakta
اگر ہم جان بوجھ کر کِسی کا دِل دٌکھاتے ہیں تو عبادتیں نمازیں کِس کام کی
agar hum jan bujh kar kisi ka dil dukhaty hain tu ibadtain nimazain kis kam ki
Leave a Comment