poetry

barish poetry in urdu – top 20 rain poetry

read barish poetry in urdu – rain poetry in Urdu. barsat poetry in urdu text, Rainy season or barsat is also a romantic season in a sense of poetry. Water is always a symbol of life on earth. In this blog, you can read satisfactorily about barsat and poetry on barish.

کئی روگ دے گئی ہے  نئےموسموں کی بارش

مُجھے یاد آرہے ہیں مُجھے بھول جانے والے

Kai rog daay gai hāy ņāyē māusāmōņ kɨ bārɨsh

Mujhāy yāād āā rāhāy hāņ mujhāy bhōōl jāņāy wālāy

jo barish ki tamana hai – barish poetry in urdu – besturdupoetry.pk

جو بارش کی تمنا ہے ، تو اِن آنکھوں میں آ بیٹھو

وہ برسوں میں کہیں برسیں ، یہ برسوں سے برستی ہیں

jo barish ki tamana hai, tu inn ankhon main aabaitho

wo barson main kahin barsain, yeh barson say barasti hain

kaghaz ki ik kashti – poetry on barish


میں کہ کاغذ کی ایک کشتی ہوں

پہلی بارش ہی آخری ہے مجھے

main keh kaghaz ki ik kashti hoon

pehli barish hi aakhri hay mujhy

yeh rim jhim yeh barish – poetry on barish

یہ رم جھم ، یہ بارش ، یہ آوارگی کی موسم

ہمارے بس میں ہوتا ، تیرے پاس  چلے آتے

Yēh rɨm jhɨm, yēh bārɨs, yēh āwārgɨ kā māusām

Hāmāry bāās māɨņ hōṯā, ṯērāy pāss chālāy āāṯāy

barish ki tarah tujh pay – poetry about barish in urdu

بارش کی طرح تجھ پہ برستی رہیں خوشیاں

ہر بوند تیرے دل سے ہر غم کو مٹا دے

barish ki tarah tujh pay barsti rahain khushiyan

har boond tery dil say gham ko mita day

barish poetry in urdu

ab kay barish main tu yeh kar-e-ziyan hona hi tha

اب کے بارش میں تو یہ کارِ زیاں ہونا ہی تھا

اپنی کچی بستیوں کو بے نشاں ہوناہی تھا

ab kay barish main tu yeh kar-e-ziyan hona hi tha

apni kachi bastiyoun ko be-nishan hona hi tha

kiyun mang rahay ho kisi barish ki duain – poetry on barish

کیوں مانگ رہے ہو کِسی بارِش کی دُعائیں

تُم اپنے شِکستہ در و دیوار تو دیکھو

kiyun mang rahay ho kisi barish ki duain

tum apnay shikasta dar o dewar tu dekho

itna tu huwa faida barish ki kami ka

اِتنا تو ہُوا فائدہ بارش کی کمی کا

اس شہر میں اب کوئی پھسل کر نہیں گِرتا

itna tu huwa faida barish ki kami ka

iss sheher main ab koi phisal kar nahi girta

tumhari yaad ki barsat jab barasti hai

تمھاری یاد کی برسات جب برستی ہے

میں ٹوٹ جاتا ہوں،کچے سے جھونپڑے کی طرح

tumhari yaad ki barsat jab barasti hai

main toot jata hoon kachay jhonparray ki tarah

baras kuch aur aye awara badal

برس کچھ اور اے آوارہ بادل

کہ دل کا شہر پیاسا رہ گیا ہے

baras kuch aur aye awara badal

keh dil ka shehar piyasa reh giya hai

dekh baat teri bewafai ki badalon tak ja puhanchi

رو پڑا ہے آسماں بھی آج میری وفا دیکھ کر

دیکھ بات تیری بے وفائی کی بادلوں تک جا پہنچی

ro parra hai aasman bhi aaj meri wafa dekh kar

dekh baat teri bewafai ki badalon tak ja puhanchi

rain shayari urdu

uss nay barish main bhi khirrki khol kay dekha nahi

اس نے بارش میں بھی کھڑکی کھول کے دیکھا نہیں

بھیگنے والوں کو کل کیا کیا پریشانی ہوئی

uss nay barish main bhi khirrki khol kay dekha nahi

bheegnay walon ko kal kiya kiya pareshani hui

jaisay barish ho waqfay waqfay say – barish poetry in urdu

یوں سلیقے سے یاد آتے ہو

جیسے بارش ہو وقفے وقفے سے

youn saleekay say yaad aatay ho

jaisay barish ho waqfay waqfay say

khaloos ki barish say kaho , zara – zor say barsay

خلوص کی بارش سے کہو ، ذرا -زورسے برسے

نفرتوں کے آئنوں پر بڑی دھول جمی ہے

khaloos ki barish say kaho , zara – zor say barsay

nafraton kay aainon per barri dhool jami hai

tumhain kiyun barishain rulati hain – poetry about barish in urdu

تم تو خود آنسوئوں میں بستے ہو

تمہیں کیوں بارشیں رُلاتی ہیں

tum tu khud anso-on main bastay ho

tumhain kiyun barishain rulati hain

sehmi hui hai jhonparri barish kay khauf say

سہمی ہوئی ہے جھونپڑی بارش کے خوف سے

محلّوں کی آرزو ہے کہ ، برسات تیز ہو

sehmi hui hai jhonparri barish kay khauf say

mahallonn ki aarzo hai kay, barsat tez ho

rain poetry in urdu

hamary shehar aa jao sada barsat rehti hai – barish poetry in urdu

ہمارے شہر آجاو، سدا برسات رہتی ہے

کبھی بادل برستے ہیں ، کبھی آنکھیں برستی ہیں

hamary shehar aa jao sada barsat rehti hai

kabhi badal barastay hain kabhi aankhain barsti hain

laut aai hain dekho barishain – barish poetry in urdu

لوٹ آئی ہیں دیکھو بارشیں پھر سے یہاں وہاں

اک تُم ہی کو لَوٹ آنے کی فرصت نہیں مِلی

laut aai hain dekho barishain phir say yahan wahan

ik tum hi ko laut aanay ki fursat nahi mili

bondain girin tu ankh main ansu bhi aa gaye

بوندیں گریں تو آنکھ میں آنسو بھی آ گۓ

بارش کا اٌس کی یاد سےرشتہ ضرور ہے 

bondain girin tu ankh main ansu bhi aa gaye

barish ka us ki yaad say rishta zaror hai

pehly barish hoti thi tou yaad aty thy

پہلے بارش ہوتی تھی تو یادآتےتھے

اب جب یاد آتے ہو تو بارش ہوتی ہے

pehly barish hoti thi tou yaad aty thy

ab jub yaad aty ho tou barish hoti hai

barsat shayari – poetry about barish in urdu

kisi ki hasratain mar gai hoon gi

کِسی کی حسرتیں مَر گئی ہوں گی

بارشیں بے وجہ نہیں ہوتیں

kisi ki hasratain mar gai hoon gi

barishain bay waja nahi hotin

barish ki boondon main jhalakti hai tasveer teri

بارش کی بوندوں میں جھلکتی ہے تصویر تیری

آج پھر بھیگ بیٹھے ہیں تٌمھیں پانے کی چاہت میں

barish ki boondon main jhalakti hai tasveer teri

aaj phir bheeg baithy hain tumhain panay ki chahat main

chalo saat kahian guhm aity hain

چلو ساتھ کہیں گھوم آتے ہیں

رم جھم سی بارش میں بھیگ آتے ہیں

chalo saat kahian guhm aity hain

rim jim si barish main behg aity hain

lo aaj phir ronay laga ha aasman ban key barish

لو آج پھر رونے لگا ہے آسماں بن کے بارش

شاید آج اس کو پھر یاد آٸ میری تنہاٸ

lo aaj phir ronay laga ha aasman ban key barish

shayad aaj iss ko phir yaad aai meri tanhai

اس بارش کے موسم میں عجیب سی کشش ہے

اس بارش کے موسم میں عجیب سی کشش ہے

نہ چاہتے ہوۓ بھی کوئی شدت سے یاد آتا ہے

is barish ky mosum main ejaib si keshish hai

na chahty hoy bhi koi shidat sy yad ata hai

ایک مسکراہٹ تو ہے مسکرادو،

برسات کا موسم ہے وہ بات توبتادو

aik muskraht to hai muskra doo

barsat ka mosam hai wo baat to bta doo

ik tery aanay ka intizar baqi hai

اِک تیرے آنے کا اِنتظار باقی ہے

بادل بھی برسات کر کے چلے گئے

ik tery aanay ka intizar baqi hai

badal bhi barsat kar kay chalay gaye

بارش پر شاعری

teri qurbat bhi nahi muyyasar

تیری قٌربت بھی نہیں مٌیسّر

اور دِن بھی بارشوں کے آ گۓ

teri qurbat bhi nahi muyyasar

aur din bhi barashon kay aa gaye

mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai

موسم ہے بارش کا اور یاد تمھاری آتی ہے

بارش کے ہر قطرے سے آواز تمھاری آتی ہے

mausam hai barish ka aur yaad tumhari aati hai

barish kay har qatray say awaz tumhari aati hai

aaj halki halki barish hai aur sard hawa ka raqs bhi hai

آج ہلکی ہلکی بارش ہے، اور سرد ہوا کا رقص بھی ہے

آج پھول بھی بِکھرے بِکھرے ہیں اور ان میں تیرا عکس بھی ہے

aaj halki halki barish hai aur sard hawa ka raqs bhi hai

aaj phool bhi bikhry bikhry hain aur inn main tera aks bhi hai

barsat poetry in urdu text

bas bhi kar ary badal galti ki

بس بھی کر ارے بادل غلطی کی

تٌجھے اپنی داستانِ غم جو سٌنا دی

bas bhi kar ary badal galti ki

tujhy apni dastan e gham jo suna di

کیسے چٌپ چاپ برستی ہے مٌسلسل بارش

جیسے چٌپ چاپ برستا ہے تصّور تیرا

kesy chup chap barasti hai musalsil barish

jaisy chúp chap barasta hai tasawar tera

موسم کی ادا آج بھی پٌر کیف ہے لیکن

اِک گٌزری ہوئی برسات کی حسرت نہیں جاتی

mausam ki ada aaj bhi purkaif hai lekin

ik guzri hui barsat ki hasrat nahi jati

read more

thanx for free image download

https://unsplash.com/

admin

Leave a Comment

View Comments