poetry

13 rajab poetry in urdu

read about 13 rajab poetry in urdu

خوشی سے جھوم رہی ہیں کعبہ کی دیواریں

شاید میرے مولا کی آمد قریب ہے

khushi say jhoom rahi hain kaaba ki dewarain

shayad mery maula ki aamad qareeb hai

آ رہی ہے کعبہ سے مسلسل یہ صدّا

مرحبّا، مرحبّا اے بنّتِ اسدؑ مرحبّا

aa rahi hai kaaba say musalsil ye sada

marhaba, marhaba aye binnat e asad marhaba

مناؤ جشن کہ کعبے میں آ رہے ہیں علیؑ

خٌدا کے گھر کا مقدّر جگا رہے ہیں علیؑ

manao jashn ke kaabay main aarahy hain ali

khuda kay ghar ka muqadar jaga rahay hain ali

13 rajab poetry in urdu

خٌدا نے رجب کو اپنا مہینہ کہا اور پھر

۔13رجب کو اپنے گھر میں علیؑ کو بھیج دِیا

Khuda nay rajab ko apna mahina kaha aur phir

13 rajab ko apnay ghar main Ali ko bhej diya

شیرِ خٌدا نہ بنتا تو بنتا بھی اور کیا

بچپن ہی سے جو پالا ہٌوا تھا رسولؐ کا

sher e Khuda na banta tu banta bhi aur kiya

bachpan hi say jo pala huwa tha Rasool ka

آۓ علی تو کعبہ کی قسمت پلٹ گئی

ایسا خوشی سے پھولا کہ دیوار پھٹ گئی

aaye ali tu kaaba ki qismat palat gai

aisa khushi say phola keh dewar phat gai

#13rajab

admin

Leave a Comment
Share
Published by
admin