Dusron ka dard akhtar mery dil ka dard hay
read Dusron ka dard akhtar meray dil ka dard hai
دوسروں کا درد اخترؔ میرے دل کا درد ہے
مبتلائے غم ہے دنیا اور میں غم خوار ہوں
Dusron ka dard akhtar mery dil ka dard hay
Mubtalaye gham hay duniya aur main gham khwar hoon

کچھ تجھ کو بھی تو خانہ خرابی کی قدر ہو
خانہ خراب دِل میں تیرے گھر بنائیں گے
kuch tujh ko bhi tu khana kharabi ki qadar ho
khana kharab dil main teray ghar banain gaiy

اک دِل کا درد تھا کہ رہا زندگی کے ساتھ
اِک دِل کا چَین تھا کہ صدا ڈھونڈتے رہے
ik dil ka dard tha keh raha zindagi kay sath
ik dil ka chain tha keh sada dhondatay rahay

دِل کا درد سُنائیں تو سُنائیں کِس کو
جو دِل کے قریب ہیں وہ انجان بہت ہیں
dil ka dard sunain tu sunain kis ko
jo dil kay qareeb hain wo anjan buhat hain
thanx for image download