Haider Ali Atishlove poetryRomantic Poetrysad poetryشاعری

khwaja haider ali aatish poetry in urdu 20 sher

read best khwaja haider ali aatish poetry in urdu pdf notes.

نشہ  عشق کا اثر ہےشرط

لب خشک اورچشم تر ہے شرط

nasha ishq ka asar hay shart

lab khushk aur chashm tar hay shart

aaye bhi log bethay bhi uth bhi kharay huway - khwaja haider ali aatish poetry in urdu - besturdupoetry.pk
aaye bhi log bethay bhi uth bhi kharay huway – khwaja haider ali aatish poetry in urdu

آئے بھی لوگ بیٹھے  بھی اٹھ بھی کھڑے ہوئے

میں جا ہی ڈھونڈتا تیری محفل میں رہ گیا

aaye bhi log bethay bhi uth bhi kharay huway

main jaa hi dhondta teri mehfil main reh gia

talash e yaar main kiya dhondye kisi ka sath
talash e yaar main kiya dhondye kisi ka sath

تلاشِ یار میں کیا ڈھونڈیئےکسی کا ساتھ

ہمارا سایہ ہمیں ناگوار راہ میں ہے

talash e yaar main kiya dhondye kisi ka sath

hamara saya hamain nagwar rah main ha

piyam e bar na muyasar huwa tu khoob huwa
piyam e bar na muyasar huwa tu khoob huwa

پیام بر نہ میسر ہوا تو خوب ہوا

زبان غیر سے کیا شرم آرزو کرتے

piyam e bar na muyasar huwa tu khoob huwa

zuban e ghar say kiya sharm aarzo kartay

sun tu sahi jahan main tera fasana kiya
sun tu sahi jahan main tera fasana kiya

سن تو سہی جہاں میں ہے تیرا فسانہ کیا

کہتی ہے تجھ کو خلق خدا غائبانہ کیا

sun tu sahi jahan main tera fasana kiya

kehti ha tujh ko khalq e khuda ghaibana kiya

meri namaz e janaza parrhai ghairon nay
meri namaz e janaza parrhai ghairon nay

میری نماز جنارہ پڑھائی غیروں نے

مرے تھے جن کے لئے وہ رہے وضو کرتے

meri namaz e janaza parrhai ghairon nay

mary thy jin kay liye wo rahay wuzo karty

khwaja haider ali aatish poetry in urdu

yeh arzo thi tujhy gul kay - khwaja haider ali aatish poetry in urdu - besturdupoetry.pk
yeh arzo thi tujhy gul kay – khwaja haider ali aatish poetry in urdu

یہ آرزو تھی تجھے گل کے روبرو کرتے

ہم اور بلبل بے تاب گفتگو کرتے

yeh arzo thi tujhy gul kay ru ba ru karty

ham aur bulbul betab guftgu karty

koi ishq main mujh
koi ishq main mujh

ہمیشہ جوش گریہ سے رہا پانی میں اے آتش

کبھی تازہ نہ لیکن اپنے دل کا یہ کنول پایا

hamesha josh e girya say raha pani main aye aatish

kabhi taza na lekin apnay dil ka yeh kanwal paya

koi ishq main mujh
koi ishq main mujh

کوئی عشق میں مجھ سے افزوں نہ نکلا 

کبھی سامنے ہو کے مجنوں نہ نکلا

koi ishq main mujh say afzon na nikla

kabhi samny ho kay majno na nikla

us kay kochay main
us kay kochay main

اس کے کوچے میں مسیحا ہر سحر جاتا رہا 

بے اجل واں ایک دو ہر رات مر جاتا رہا

iss kay kochay main masiha har sehar jata raha

bay ajal waah aik do har raat mar jata raha

jo alla zarf hoty hain
jo alla zarf hoty hain

جو اعلی ظرف ہوتے ہیں ہمیشہ جھُک کے مِلتے ہیں

صُراحی سرنگوں ہو کر بھرا کرتی ہے پیمانہ

jo alla zarf hoty hain hamesha jhuk kay milty hain

surahi sar nagon ho kar bhara karti ha pemana

عجب تیری ہے اے محبوب صورت

نظر سے گِر گۓ سب خوبصورت

ajab teri hai aye mehboob surat

nazar say gir gaye sab khubsurat

خواجہ حیدر علّی آتش شاعری

نہ گور سکندر نہ ہے قبر دارا

مِٹے نامیوں کے نشاں کیسے کیسے

na goor sikander na hay qabar dara

mitay namiyoun kay nishan kesy kesy

دوستوں سے اِس قدر صدمے اٌٹھاۓ جان پر

دِل سے دٌشمن کی عداوت کا گِلہ جاتا رہا

doston say iss qader sadmay uthaye jan par

dil say dushman ki adawat ka gila jata raha

اے صنم جس نے تُجھے چاند سی صورت دی ہے

اِسی اللہ نے مُجھ کو بھی مُحبت دی ہے

aye sanam jis nay tujhay chand si surat di hai

usi Allah nay mujh ko bhi muhabbat di hai

دہن پر ہیں ان کے گُماں کیسے کیسے

کلام آتے ہیں درمیاں کیسے کیسے

dehan par hain un kay guman kesy kesy

kalam aatay hain darmiyan kesy kesy

کٌچھ نظر آتا نہیں اس کے تصّور کے سوا

حسرتِ دیدار نے آنکھوں کو اندھا کر دیا

kuch nazar aata nahi us kay tasawar kay siva

hasrat e deedar nay aankhon ko andha kar diya

بُت خانہ توڑ ڈالیے ، مسجد کو ڈھائیے

دِل کو نہ توڑئیے یہ خُدا کا مقام ہے

buut khana torr daliye, masjid ko dhaiye

dil ko na torriye ye khuda ka maqam hai

read more

thanx for free image download

saharesfandiari.contently.com

www.ecopetit.cat

hdqwalls.com

wallpapersden.com

unsplash.com

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *

CommentLuv badge